Science ke jadeed
Tehqeeq ke Mutabiq
NASWAAR
Se Eye Sight TAIZ Hoti Hai
?
?
?
?
SABOOT
Peshwar Mein Chand 1Din pehle Nazar a JATA HAI
Science ke jadeed
Tehqeeq ke Mutabiq
NASWAAR
Se Eye Sight TAIZ Hoti Hai
?
?
?
?
SABOOT
Peshwar Mein Chand 1Din pehle Nazar a JATA HAI
May stars shine this day,
may flowers bloom this day,
may birds sing 4 u this day,
may u get everything in ur life which u wish this day
HAPPY BIRTHDAY
Zinda Dil Hain Hans Kar Do Ghum Seh Lainge
Har Ghum Main Uska Saath Ho Ye Zaroori To Nahi
Yoon To Wo Bahut Wafashaar Hain Magar Phir Bhi
Har Kadam Pe Wafa Karein Ye Zaroori To Nahi
Hosle Aur Bhi Bhar Jainge Shikast Ke Baad
Jeet Yahan Sada Humari Ho Ye Zaroori To Nahi
Shiddat-E-Ghum Main Insaan Ro Bhi Daita Hai
Samne Uska Aanchal Ho Ye Zaroori To Nahi
Nazrain Thi Buss Kya Karti Pathar Ho Gayee
Uske Baad Kisi Aur Ko Dekhein Ye Zaroori To Nahi
Hum Ne Humesha Usse Dil Se Chaaha
Woh Bhi Humain Chahe Dil Se Ye Zaroori To Nahi
Mujhe Apne Zabt Pe Naaz Tha, Sare Bazm Raat Ye Kya Hua
Meri Aankh Kaise Chhalak Gayi Mujhe Ranj Hai Ye Bura Hua
Meri Zindagi Ke Charagh Ka Ye Andaaz Koi Nayaa Nahin
Kabhi Raushni, Kabhi Teergi, Kabhi Jalaa Hua Kabhi Bujha Hua
Mujhe Raaste Mein Pada Hua Kisi Badnaseeb Ka Khat Mila
Kahin Khoon-E-Dil Se Likha Hua, Kahin Aansuon Se Mita Hua
Jo Nazar Bacha Ke Guzar Gaye, Mere Saamne Se Abhi Abhi
Ye Mere Sheher Hi Ke Log The Mere Ghar Se Ghar Mila Hua
Mujhe Humsafar Bhi Mila Koi, To Shikasta Haal Meri Tarah
Kahin Raaston Ka Lutaa Hua Kahin Manzilon Ka Thaka Hua
Girl: (Doctor se) Meri skin bohat soft, mulaayam, or sensitive hay or rang bhi bohat gorra hy, sonay say pehlay kya laga k soya karon?
Doctor:
“KUNDI”
Aye Khuda Tune Ye Muhabbat Banai Kiyon,
Gar Banai To Iss Me Judai Kiyon, Kiyon
Diya Pyar Mujhe Iss Ki Jarurat Kya Thi,
Meri Barbadi Me Shamil Teri Hiqmat Kya Thi
Meri Rahon Me To Khusboo Ka Safar Rahta Tha,
Dil Me Aabad Gulabo Ka Nagar Rahta Tha,
Zindagi Khar Bhari Raah Me Laye Kiyon…
Aye Khuda Tune Muhabbat Ye Banai Kiyon…..
Share By : Aayan
Is Dil Mein Salamat Hai Ab Tak Woh Shokhi-E-Lab Woh Haraf-E-Wafa,
Woh Naqsh-E-Qadam Woh Aks-E-Hina So Bar Jisay Choma Hum Nay,
Is Dil Mein Salamat Hai Ab Tak Woh Gard-E-Alam Woh Deeda-E-Num,
Hum Jis Mein Chupa Ker Rakhty Thy Tasweer Bikharti Yaadon Ki,
Zanjeer Pighalty Waadon Ki Poonji Nakam Iradon Ki,
Ay Teiz Hawa Naraz Na Ho Is Dil Mein Salamat Hai Ab Tak,
Kuch Rezy Naram Sawalon Ke Kuch Dar Anmol Khayalon Ke,
Ek Saccha Roop Haqeeqat Ka, Ek Jhootha Lafz Muhabbat Ka…!!!
SHADI SE PEHLE
Boy: Aakhir wo din aae ga kb
Girl: tm muje chor to nhi doge
Boy: no way esa sochna b mat
Girl: Roz shoping kraogy
Boy: Q Nhi, Bahot Sari
Girl: tmhari zindgi me koi or to nhi?
Boy: no yar
Girl: do u love me.
Boy: yes dear.
Girl: oh dear!
SHADI K BAAD –
Ab zra ye sms neechey se ooper
prhen..:P:P
“I LOVE U” Kehne Ka Sub Se Behtar Din Konsa Hota Hai???
Guess?Guess?
Simple1st April Agar Bat Ban Gai To Cool
Warna Keh do BAJI April Fool;-)
Kuch Barhami Hai Zara Is Noor-E-Ain Main
Milta Hai Iztiraab Yunhi Dil K Chain Main
Selaab Dekhta Hoon Tou Ata Hai Ye Khyal
Pani Bhatak Raha Hai Talash-E-HUSAIN Main
Aaj 27th Of Rajab Hai
Iss Hisab Se Aaj Ki Raat
Shab E Miraj Ki Mubarak Raat Banti Hai
So Sabhi Muslims Ko Shab E Miraj Mubarak Ho
Aur Aaj Ibadat Karte Huay
Duaon Main Mujhay Bhi Yaad Rakhiye Ga
Jab tumhe koi thappar bhi maray
to uska jawab phool se do
Magar phool qabrustan ja kar he dena 😛
Meri qismat mein bhi aisa koi sajda kar de..!
Jo mere saare gunahon ka madava kar de..!
Saari dunya se chura kar, mujhe APNA kar de..!
Meri mitti ko Khudaya sona kar de..!
Main Tera chahne wala hun mgar hai hasrat…
Jin ko TU chahta hai mujh ko bhi Waisa kar de..!
Ek nazar Apny gunah’gaar pe kar k Mola…
Apni Rehmat ka haqdaar hamesha kar de..!
Chehre Se Uttha Zara Naqaab Saqi,
Dekhon Tera Chehra E Aaftaab Saqi,
Jaam Tootne Ka Bahana Na Karo,
Pilado Labon Se Sharaab Saqi,
Jaan Bhi Hateli Mein Liye Baithe Hain,
Hitado Zulfon Se Aaftaab Saqi,
Mujhe Tere Mai Khane Ki Kashish Nahi,
Mujhe Khench Lata Hai Tere Aankh Ka Hijaab Saqi,
Qubool Ho Agar To Thaam Lo Daman Mere,
Laye Hain Apne Saath Bhi Ek Gulaab Saqi,
Mooh Dikhayi Ki Khatir Jaan Bhi Hazir Hai,
Ab To Utthado Chehre Se Niqaab Saqi.03003327716…frindship..03003327716
Very tricky arithmatic…! Q:
Take 1000 nd add 40 to it.. Now add another 1000 nw add 30.. Add another 1000 nw add 20.. Now add another 1000. Now add 10.. what did u get? U got 2 b quick!
Hard Times are like a washing machine,
That Twists, Turns & Knocks us around, but,
at the end,
We come out
Cleanr,
Brighter
& Better than before.
GOOD MORNING
How Much Stuff is Hidden On a Cell Phone is Directly Proportionl To…
.
.
.
.
.
.
.
How Quickly U Snatch it Back When Someone Takes it :p :DB-):-D
Kya January Kya Febuary Hm Kya Karen
November Or December Ko
Jab Tum Sath Hi Nahi Hamary
Toh Aag Lag Jaye Is Calender Ko
Dil k ghar men basne waly , Ajnabi nai hotey
Har waqt yad Any waly Ajnabi nai hote
Khushi dene wale to apne hote hen par !
Ghum deny wale be Ajnabi nai hote
From Paulo Coelho’s Novel ‘Warrior of Light’:
“Those who appear in your life whether to help or to harm,are all sent by God. Meet all of them with a peaceful heart but with a warrior s spirit. You will fail many times but in failing, you ll learn and in learning you ll find your way. Remember there are no mistakes in life but only lessons.And lessons will keep on repeating themselves untill learned”…..!!
Find latest Radha Ashtami Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Radha Ashtami 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Radha Ashtami sms greeting.
Krishna ke kadmo pe kadam badhate chalo,
Ab murli nahi to siti bajate chalo,
Radha to ghar wale dilayenge hi..
Magar tab tak gopiya patate chalo 🙂
Happy Gokulashtami
———————————————-
Makhan churakr jisne khaya,
Bansi bajakr jisne nachaya,
Khushi manao uske janm ki,
Jisne duniya ko Prem shikhaya.
HAPPY JANMASATMI
———————————————-
Makhan khave, Shor machave
Gopiyon ke sang Raas rachave
Murli bajake Mann harshave hai
Natkhat Nand Gopal
Wish U A very Happy Janmashtmi..
———————————————-
Dahi ki handi
Barish ki fuhar
Makhan churane aaye nandlal
Mubarak ho aapko janmastami ka tyohar.
———————————————-
Happy Radha Ashtami Mubarak to all of you from shayari Online Team
Shams-O-Qamar Aur Taaray,
Kyun Na Hon Khush Aaj Saaray,
Unsay He To Noor Paaya,
Aaqa Ka Milad Aaya.
Khushiyan Manatay Hain Wohi,
Dhoomain Machatay Hain Wohi,
Jin Par Hua Unka Saaya,
Aaqa Ka Milad Aaya.
Ghar Ko Sajatay Hain Wohi,
Jhanday Lehratay Hain Wohi,
Jin Par Hua Unka Saaya,
Aaqa Ka Milad Aaya.
Hai Shaad Har Ek Muslimaan,
Karta Hai Ghar Ghar Charaghaan,
Galiyoon Ko Bhi Jagmagaya,
Aaqa Ka Milad Aaya.
Mukhtar-E-Kul Maanay Jou Unhein,
Noori Bashar Jaanay Jou Unhe,
Naara Ussi Nay Lagaya,
Aaka Ka Milad Aya
Its funny how someone who was just a stranger last year,
can mean so much to you know.
Its terrible that someone who meant sp much to you last year,
can be just a stranger now.
It is amazing what a year can do.
Being the richest man in the cemetery does not matter to me.
Going to bed at night, saying we have done something wonderful
That is what matters to me.
Steve Job
1955-2011
A man died & went to heaven. There he saw a large wall of clocks
He asked an angel:Wht r these 4?
Angel answered:These r lie clocksevery person has a lie clock.
Every time when u lie on earththe clock moves.
The man asked:Whose clock is dat?
Angel said:!ts Muhamad Bin Qasim’s.It never m0ved showing that he never lied.
The man asked: Where’s zardari’s clock?
Angel replyd:thats in our office.We use that as a CEILING FAN . . 😀
Human brain is the most
outstanding object in world.
It functions 24 hours a day,
365 days a year.
It functions right from the time we are born,
and stop only when we enter the examination hall.
Life is Not about the people who act TRUE in front of you,
It is about the People who remain TRUE Behind you
A Mere Yar Lot Kar A Ja
Ajj Tere Bohat Kami Mehsos Ho Rahe Hai
Na Jane Kis Duniya Main Chala Gaya
Ajj Tere Bohat Yaad A Rahe Hai
Jab Logo Ko Baatain Kartee Dhekta Ho
Tere Baatain Yaad Ate Hai
Tere Saath Guzra Har Lamha
Majhey Tarppata Hai
Ek Hi Sacha Dost Mila Tha
Na Jane Wo Bhi Kaha Chala Gaya Hai
Ek Tu Hi Tha Jis Se Apni Dil Ki Har Baat Kartee Tha
Ab Kis Se Apna Dil Ki Baatain Kare Gai Tu Hi Nehi Hai
Jab Bhi Tanha Hote Tha Tum Se Baat Kar Leta Tha
Ajj Tum Nehi Ho As Liye Bus Ab Apni Tanhaiyo Se Baatain Kartee Hai
Tumhre Saath Guzra Har Waqt
Ab Bohat Yaad Ata Hai
Dost Tu Bohat Mila Tha As Zindagi Main
Per Ajj Tak Kio Dost Tere Jasa Na Mila Hai
Dil Ki Nazro Se Bohat Dhooda
Per Tere Jasa Dost Dhoodna Se Bhi Na Mila Hai
Naseeb Se Ek Dost Mila Tha
Badnaseebi Se Wo Bhi Majhe Se Bichar Gaya Hai
Yaroo Sab Hath Utha Kar Duwa Karoo Wo Lot Kar A Jaye
Ajj Us Ki Yaado Main Aso A Rahe Hai
Kuch To Jadu Tha Us Main Tanish
Jo Us Ki Baatain Ajj Bhi Yaad Ate Hai
A wife needs a lot of: Vitamin A
Attention, 200/100
Affection, 30/100
Appreciation, 100/100
Assurance, 20/100
Acceptance. 80/100
Total 430/500 Daily Vitamins Needed.
Aisa pehli baar hua hai satrah athrah saalon mein
Undekha anjaana koi aane laga hai khayalon mein
Aankhon ki khidki par ek saya sa lehrata hai
Dil ke darwaze par koi dastak de ke jaata hai
Gheri gheri kaali aankhen mujhse mujhko poochti hai
Haaton ki rekhaon mein ek chehra sa ban jata hai
Uski saanse resham jaisi gaalo ko chu jaati hai
Uske haaton ki khushboo hai ab tak mere balon mein
Haan, aisa pehli baar hua hai satrah athrah saalon mein
Undekha anjaana koi aane laga hai khayalon mein
Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hain
Ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon main guzarne pati
To sadab ho bhi sakti thi
Yeh ranjho gham ki siyahi jo dil pe chhayi hain
Teri nazar ki suahon main kho bhi sakti thi
Magar yeh ho na saka,
Magar yeh ho na saka aur ab ye aalam hain
Ki tu nahin, tera gham, teri joostjoo bhi nahin
Guzar rahi hain kuchh iss tarah zindagi jaise, isse kisi ke sahare ki aarzoo bhi nahin
Na koi raah, na manzil, na roshni ka suragh
Bhatak rahin hai andheron main zindagi meri
Inhi andheron main reh jaoonga kabhi kho kar
Main janta hoo meri hum-nafas, magar yoonhi
Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
Share with us more Filmi sher in hindi in Comments section below.
Muddat Se Jis K Wastey Dil Beqarar Tha
Wo Lout Kar Na Aaya Magar Intezar Tha
Jo Humsafar Tha Chor Gaya Raah Me Mujhe
Main Phas Gaya Bhanwar Me Or Wo Darya K Paar Tha…
Manzil Qareeb Aayi To Tum Door Ho Gaye
Itna To Tum Batao K Ye Kaisa Pyar Tha…
Ye Baat Umer Bhar Samajh Na Paya Main
Q Dil Mera Us Bewafa Ka Talabgaar Tha.
Share By : Syed Aslam
aao ki koi khwab bunen kal ke vaste
varana ye raat aj ke sangin daur ke
das legi jan-o-dil ko kuch aise ki jan-o-dil
ta-umr phir na koi hasin khwab bun saken
go hum se bhagati rahi ye tez-gam umr
khvabon ke aasare pe kati hai tamam umr
zulfon ke khvab, honton ke khvab, aur badan ke khwab
meraj-e-fan ke khvab, kamal-e-sukhan ke khwab
tahazib-e-zindagi ke, farog-e-vatan ke khwab
zindan ke khvab, kucha-e-dar-o-rasan ke khwab
ye khwab hi to apani javani ke pas the
ye khwab hi to apne amal ke asas the
ye khwab mar gaye hain to be-rang hai hayat
yun hai ki jaise dast-e-tah-e-sang hai hayat
aao ki koi khwab bunen kal ke vaste
varana ye raat aj ke sangin daur ke
das legi jan-o-dil ko kuch aise ki jan-o-dil
ta-umr phir na koi hasin khwab bun saken
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Sahir Ludhianvi
use tum ja ke kaho ke ham ae hai app se milne bari mudat ke bad.,phir ye na kehna ke wo mila nahi hamm se shaid hamm is bewafa dunya me zeada der na reh sake tere jane ke bad., tum ne to ye socha hi nahi ke hamar kia hall ho ka tere jane ke bad .,tum hamme chor kar ja rahi hoo kisi or taraf apnia koshia dondney laikin yumhe kush hasil na ho ka phir socho ghi tum ye galti karne ke bad.,yehi to kehta hu me tumhe kuch nahi mile gha is bewafa dunya se tum lot aoo mere pass sare rishto ko torne ke bad.,phir pachtane ka kia faida mere is bewafa dunya se jane ke bad., dunya bewafaaaaaaaaaaaaa,.chand.s.sssss
Ek alfaz me kya tarif karon aapki,
aap alfazoon me kaha sama paoge ,
bas inta jaanlo k jab bhi baat chalegi dosti ki,
Jab Bhi Kabhi Mere Karib Aayega Vo
Dil Ko Khushion Se Bhar Jaayega Vo
Kho Jaaungi Uske Sapno Main Hi Phir
Pyaar ‘Sandhaya’ Pe Aise Lutayega Vo
Samete Hai Uski Yaadon K Phool Maine
Meri Yaadon Ko Maala Banayega Vo
Meri Khushian Thi Adhuri Uske Bina
Maang Ko Chand Taron Se Sajayega Vo
Bikhar Jaaungi Main Banke Bistar Uska
Jab Jaan Kehke Mujhko Bhulayega Vo
Kya Kahun Jab Karega Tarif Vo Meri
Sarmaungi Main Aur Tab Muskayega Vo
Dekhti Hun Main Khawab Roj Hi Kitne
Ankh Khulne Pe Sochu Kab Aayega Vo
Zakhm The Gehre Aur Naa Aaya Mujhe Unhe Seena
Uske Zakhmo K Bin Zindegi Kya Jeena
Agar Lafzo Me Teri Tarif Karunga Toh Tere Husn Ki Be adbi Hogi
Bas Tu Yeh Jaan le Chand Bhi Adhura Hai Tere BIna
Share with us more Tarif sms .in comments section below.
Tu Mujh Ko Yaad Aata Hai
Faqat Un Chand Lmhon Main
K Jab Yeh Saans Aati Aati Hai
K Jab Saans Jati Hai
K Jab Yeh Aankh Khulti Hai
K Jab Yeh Aankh Soti Hai
K Jab Baad-E-Grm Chlti Hai
K Jab Baad-E-Srd Behti Hai
K Jab Yeh Dil Dharakta Hai
K Jab Yeh Dil Machalta Hai
K Jab Koi Din Dhlta Hai
K Jab Koi Din Ubhrta Hai
K Jab Koi Aawaz Daita Hai
K Jab Koi Saaz Bajata Hai
K Jab Koi Raaz Kehta Hai
K Jab Koi Naaz Uthata Hai
K Jab Koi Paas Bulata Hai
K Jab Koi Dard Bhulata Hai
K Jab Koi Pyaar Jatata Hai
K Jab Koi Hansta Hanata Hai
K Jab Koi Aah Bharta Hai
K Jab Koi Kaash Kehta Hai
To Faqat In Chand Lamhon Main
‘Chanda’
Tu Mujh Ko Yaad Aata Hai
Bohat Hi Yaad Aata Hai…..
Kick off ur shoes – take a break
Crank the tunes – dance & shake
Light the candles – cut the cake
Make it a day – that’s simply Great!
Happy B’Day
Every man has his own tragedy….
BACHELOR :- Taqdir hai magar kismat nahi khulti., Taj Mahal banana chahta hun., Magar Mumtaz nahi milti!
LOVER :- Taqdir hai magar kismat nahi khulti., Mumtaz mil gai hai., Magar shadi nahi karti!
MARRIED :- Taqdir hai magar kismat nahi khulti., Taj Mahal banana chahta hun., Magar Mumtaz nahi marti!
Punjab se, Bengaal se jawaan chal parey
Sindhi Balochi Sarhadi Pathan chal parey …
Ghar baar chor ke sar-o-samaan chal parey
Sath apne Muhajir liye Quran chal parey …
Aur Quaid-e-Millat bhi chaley honay ko qurban
Ae Quaid-e-Azam tera ehsaan hai ehsaan …
Lab-e khamosh se afsha hoga
raz har rang mein rusva hoga
dil ke sahara mein chali sard hawa
abr gulzar pe barasa hoga
tum nahi the to sar-e-bam-e-khayal
yaad ka koi sitara hoga
kis tavaqqo pe kisi ko dekhen
koi tum se bhi hasin kya hoga
zinat-e-halqa-e-agosh bano
dur baithoge to charcha hoga
zulmat-e-shab mein bhi sharmate ho
dard chamakega to phir kya hoga
jis bhi fankar ka shahakar ho tum
us ne sadiyon tumhen socha hoga
kis qadar karb se chataki hai kali
shakh se gul koi tuta hoga
umr bhar roye faqat is dhun mein
raat biti to ujala hoga
sari duniya hamen pahachanati hai
koi ham-sa bhi na tanha hoga
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Ahmed Nadeem Qasmi
Saal-e-Nou Ki Duaa
Hai Tmnaa K Saal-E- Nou Tujh Ko
Har Musarat Se Hum Kinaar Karey
Khil Uthein Phool Tere Aangan Mein
Tuu Agr Khuwahish-E-Bahaar Karey
Mustkurahat Laboun Pe Ho Raqsaa_N
Sara Aalm Tujh Hi Sey Piyar Karey
Tujh Se Har Ranj Door Hojaye
Har Khushi Tujh Pe Jaan Nisaar Karey
Tere Aanagn Mein Qaafley Utrein
Jhilmilatey Hoye Sitaroun Key
Ho Key Bey Ikhteyaar Uth Jayein
Teri Janib Qadam Bharoun Key
Har Nayi Subha Tere Daman Mein
Chahatoun Key Gulaab Bhr Jaye
Har Haseen Shaam Apni Raanayi
Tere Khuwaboun Key Naam Kr Jaye
Dekh K Tere Rukh Ki Shadaabi
Rang-E- Qous-E-Qizah Nikhar Jaye
Muskurati Sdaa Hayaat Rahey
Tere Qadmoun Mein Kayinaat Rahey
Gam Na Dil Mein Kabhi Ujagar Ho
Shaadmani Tera Muqadar Ho
Aaney Waley Dino Ki Tabani
Janey Waley Dino Sey Barh Kr Ho
Kabhi to khul ke baras abr-e-meharaban ke tarah
mera vajud hai jalate hue makan ke tarah
bhari bahar ka sina hai zakhm zakhm magar
saba ne gaye hain lori shafiq man ke tarah
wo kon tha jo barahana badan chattanon se
lipat gaya tha kabhi bahr-e-bekaran ke tarah
sakut-e-dil to jazira hai barf ka lekin
tera khulus hai suraj ke sayeban ke tarah
main ik khwab sahi aap ke amanat hun
mujhe sambhal ke rakhiyega jism-o-jan ke tarah
kabhi to soch ke wo shakhs kis qadar tha buland
jo bich gaya tere qadmon mein aasman ke tarah
bula raha hai mujhe phir kisi badan ka basant
guzar na jaye ye rut bhi kaheen khizan ke tarah
lahu hai nisf sadi ka jis ke aabagine mein
na dekh “prem” use chashm-e-argavan ke tarah
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Prem Warbartoni
Pyar ek maa ka kurbani hai
Jo hakikat mei daya ki rani hai
Pyar uska khatm nhi hota
Zindagi chahei khatm ho jay
Maa ki mamta kbhi nhi marti
Zindagi chaheip moot pajaye
Maa kbhi bhi khta nhi karty
Tum chahe kit ni khtay kardalo
Apne bachcho ko ak maa he jo
Zindagi bhar duway dety hai
Maa ki mamta mile jhan me jise
Wo bade khush nasib hote hai
Jin ki kismat me maa nahi hoti
Wo bade bad nasib hote hai
Sari khushya jhan ki mil kar
Phir bhi wo gam gin hote hai
Un se ulfar karo jahan walo
Wo hi to dar asl me yatim hote hai!!!
Ths msg has No Fat No cholesterol n No Addictive Dis is all natural except, with a lot of sugar.
But it can never be as sweet as the one reading it.
Smile N Happy Birthday..
Zindagi Honay Lagi Jub Say Basar Yahoo Per
Roze Karta Hoon Naya Aik Safar Yahoo Per
Shaam Takk Rehti Hai Jaari Tugg-O-Dau Rozi Ki
Aur Phir Raat Say Hoti Hai Sahar Yahoo Per
Faaslay Abb Kahan Haayal Rahay Insaanon Mein
Kar Hi Laitay Hain Mulaaqat Magar Yahoo Per
Ilm Ka Aik Samandar Hai Pyaason Kay Liay
Dekh Nadaan Koi Ilzaam Na Dhar Yahoo Per
Sirf Dunya Hi Naheen Door Khalaaon Tak Kee
Dhoondnay Waalon Ko Milti Hai Khabar Yahoo Per
Yeh Alag Baat Keh Awaargiyaan Bhi Hain Bohat
Pakray Jaanay Ka Bhee Koi Naheen Darr Yahoo Per
Aisa Lugta Hai Keh Guzray Ga Burhaapa Kuch Yoon
Dhyaan Maazee Mein Kaheen Gum Tau Nazar Yahoo Per
Most Superior example of love in My life .
“When apples are 4 & we are 5” Then my motherSays,
“I dont like apples.”
Zamin pe chal na saka aasman se bhi gaya
kata ke par ko parinda udan se bhi gaya
tabah kar gai pakke makan ke khvahish
main apne gaon ke kache makan se bhi gaya
parai aag mein khud kya mila tujh ko
use bacha na saka apni jan se bhi gaya
bhulana chah to bhulane ke inteha kar di
wo shakhs ab mere vahm-o-guman se bhi gaya
kisi ke hath ka nikala hua wo tir hun main
hadaf ko chu a saka aur kaman se bhi gaya
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shahid Kabir
parda tu hosh walaalon say kaiya jaata hai faraz.
be naqaab chaley aao hum tu nashey main hain.
Meri Yaadon Me, Ek Ankahi Kahaani Reh Jaayegi
Kuch Palon Me Beeti, Saari Zindgaani Reh Jaayegi
Kuch Palon Me Chal Padungi Main To Ek Kahaani Bankar
Tamaam Umar Teri Nazron Mein, Ek Nishani Reh Jaayegi
Ye Mehfilon Ki Duniyaa Kar Jaaungi Naam Tere
Fir Bhi Teri Zindagi Mein Ek Tanhaai Reh Jaayegi
Kab Talak, Apni Kalam Se Khud Ko Zindagi Main Du
Panna Panna Ho Jaye, To Bhi Meri Shayari Reh Jayegi
Zakhmon Ka Hisaab To Hamesha Hi Behisaab Raha
Kam Se Kam Ek Ankh To Yah Nami De Jayegi
Share By : Bindu Mahajan
Sardiyoon ki khas baat
.
.
.
.
.
.
.
.
Sardiyoon mai na Garmi nhe lagti
Apko btana mera farz tha
Kya Khoob Kaha Hai Kisi Ne Tujhse Ab Koi Vasta to Nhi Hai,
Lekin Tere Hisse Ka Waqt Aaj Bhi TANHA Guzartahai…
Kyaa Kah Gaii Kisii Kii Nazar Kuchh Na Puuchhiye
Kyaa Kuchh Huaa Hai Dil Pe Asar Kuchh Na Puuchhiye
Vo Dekhanaa Kisii Kaa Kunakhiyon Se Baar Baar
Vo Baar Baar Us Kaa Asar Kuchh Na Puuchhiye
Ro Ro Ke Is Tarah Se Katii Raat Kyaa Kahen
Mar Mar Ke Kaise Kii Hai Sahar Kuchh Na Puuchhiye
“Akhtar” Dayaar-E-Husn Men Pahunchen To Hain Mar Ke Ham
Kyuun Kar Huaa Hai Tay Ye Safar Kuchh Na Puuchhiye
Khush-Haali Laanay Waali 7 CheezaiN:
1.Quran Ki Tilaawat
2.Namaaz Ki Paabandi
3. ALLAH Ka Shukar Ada Karna
4. Majboor Ki Madad Karna
5. GunahoN Se Tauba
6. AzeezoN Se Acha Sulook
7. Subah K Waqt Surah Yaseen Aur Shaam K Waqt Surah Waqia Ki Tilaawat.
(Achi baat phelana bhi sadqa-e-jaria hai)
Zindagi me jo chaho hasil kr lo,
Bus
Itna khayal rakhna K,
Apki manzil ka Rasta kabhi logon ky
Dilon ko Torta Huwa Na guzry.
Yeh Kamyabian Izat Yeh Naam Tum Sey Hai
Khuda Ney Jo Bhi Diya Hai Mukaam Tum Sey Hai
Tumharey Dum Sey Hain Mairey Lahu Main Khiltey Gulab
Mairey Wajood Ka Sara Nizaam Tum Sey Hai
Kahan Bisat Jahan Aur Main Kamsin-o-Nadan
Yeh Mairi Jeet Ka Sab Ahtamam Tum Sey Hai
Jahan Jahan Hai Mairi Dustumni Sabab Main Houn
Jahan Jahan Hai Maira Ahtaraam Tum Sey Hai
(SUNEHRI BAAT)”Agar Kabhi Tum Kisi Se Rooth Kr Duur Jana Chaho
Tou Itni Duur Na Jana”… K, “Wapsi Ka Kiraya mang k ana pare”
Find latest Pitr Paksha Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Pitr Paksha 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Pitr Paksha sms greeting.
Teri Nazre Itni Qatil Hai Jaam Peene Main Ka Rakha Hai
Tere Labon Ka Jaam Kafi Hai Mekhane Main Kia Rakha Hai
Happy Pitr Paksha Mubarak to all of you from shayari Online Team
“LOVE”is a Small Coin
“LIFE” is a BIG Coin
“Wife” is a Lucky Coin
“Lover” is a Sweet Coin
BUT,
“FRIENDSHIP” is a GOLD Coin
Keep it safe forever!
Phir kahein door se ik baar sada do mujh ko……
Meri tanhai ka ehsas dila do mujh ko….,
Tum to samandar ho tumhein meri zarurat kya……
Main to piyasaa
hoon
7-up hi pila do
mujh ko.
ha.ha,ha.ha.
Sohneo
Har sMs Dukhi
naein hunda…!
“(‘-‘)/”
Huuurrrrraah….
Mohabbat Zaat Ke Ander Koi Guum Zaat Hoti Hai………..
Mohabbat Ke Ta’qub Mein Hamesha Ghaat Hoti Hai…….
Mohabbat Mein Khushi Se Mout Ko Ham Orh Laitay Hain
Zara Socho Ke Is Mein Aisi Koi Baat Hoti Hai…………………..
Mohabbat Shehaid Mei Lipta Howa Ik Zeher Hai Laikin
Mohabbt Jeet Hoti Hai, Mohabbat Maat Hoti Hai………….
Mohabbat Khud Zamana Ho Ke Bhee Hai MosmoN Jaisi
Kubhi Ye Subaah Hoti Hai, Kubhi Ye Raat Hoti Hai………….
Mohabbat Aisi Khushbu Hai Kubhi Yukjaa Nahee Rehti
Ksi Se Door Hoti Hai,Ksi Ke Paas Hoti Hai……………………….
Mohabbat Jis Ko Haasil Ho Muqaddar Ka Sikander Wo
Mohabbat Rab Ki Jaanib Se HaseeN Sogaat Hoti Hai……
KHUBSURAT BAAT ALLAH TAALA
se mango to behisab mango,
Q K Wo wapsi ka taqaza nhi krta..!! SUBHAN-ALLAH
Good Night
Mein Mohabbat Hoon Mohabbat
Kar K DaiKh
Main Mohabbat Na Doon
To Kehna
Main MusKurahat Hoon MujhY
Hans Ker DaiKh
Na SajoOn TerY HontoOn Per
To Khena
Main KhushboO HoOn MujhY
MehsoOs Kar K DaiKh
Na MehKoOn Teri Zindagi Main
To Khena
Main Dil HoOn MujhY
Sun Ker DaiKh
Na DharKoOn TerY Dil Main
To Khena
Main PhoOl HoOn MujhY
Laga Ker DaiKh
Na MehKoOn Din Raat
To Khena
Main Mohabbat HoOn MujhY
Apna Kar DaiKh
Na BanoO’n Main Tera
To Khena
“2 Ajnabi dost”
03132174713
From: Jinnu Rider
Na Tera Khuda Koi Aur Hai
Na Mera Khuda Koi Aur Hai
Yeh Jo Raaste Hain Juda Juda
Yeh Mamla Koi Aur Hai
Kyoun Nahin Dekhta Jahan Mein
Har Shela Bedud Hai
Jab Uthi Nigah To Jhuk Gayi
Yeh Mamla Kuch Aur Hai
Allah Allah Allah
Yeh Pahaar, Darakht Aur Qainaat
Jab Jhuke Hain Sajood Pe
Na Tu Ban Saka Na Bana Saka
Woh Phir Bhi Na Tujh Se Juda Hua
Yeh Sabh Usi Ke Hain Faisle
Tu Jaan Kar Bhi Anjaan Hai
Na Tera Khuda Koi Aur Hai
Na Mera Khuda Koi Aur Hai
Yeh Jo Raaste Hain Juda Juda
Yeh Mamla Koi Aur Hai
Kyoun Shirk Mein Hai Pasa Hua
Kyoun Door Se Tu Door Hai
Allah Allah Allah
Kyoun Shirk Mein Hai Tu Pasa Hua
Kyoun Door Se Tu Door Hai
Kyoun Ghoomta Hai
Yahan Wahan
Nahin Ila Koi Aur Hai
Na Tera Khuda Koi Aur Hai
Na Mera Khuda Koi Aur Hai
Yeh Jo Raaste Hain Juda Juda
Yeh Mamla Koi Aur Hai
Jise Dhoondhta Hai Yahan Wahan
Dil Mein Tere Maujood Hai
Allah Allah Allah
Jise Dhoondhta Hai Yahan Wahan
Dil Mein Tere Maujood Hai
Jise Mil Gaya Ek Baar Woh
Usi Dil Mein Asr-E-Wajood Hai
Na Tera Khuda Koi Aur Hai
Na Mera Khuda Koi Aur Hai
Yeh Jo Raaste Hain Juda Juda
Yeh Mamla Koi Aur Hai
Jo Parhadiya Insaan Ko
Mehman Hai Raheem Hai
Allah Allah Allah
Jo Parhadiya Insaan Ko
Rehman Hai Raheem Hai
Jab Paas Thi Toh Kitaab Thi
Parhaadiya Toh Quran Hai
Na Tera Khuda Koi Aur Hai
Na Mera Khuda Koi Aur Hai
Yeh Jo Raaste Hain Juda Juda
Yeh Mamla Koi Aur Hai
Phir Ibaadaton Ke Hain Silsile
Phir Kurbatoh Ke Daur Hain
Allah Allah Allah
Phir Ibaadaton Ke Hain Silsile
Phir Kurbaton Ke Woh Daur Hain
Jo Na Jhuk Saka Woh Na Pa Saka
Yehi Silsila Har Daur Hai
Na Tera Khuda Koi Aur Hai
Na Mera Khuda Koi Aur Hai
Yeh Jo Raaste Hain Juda Juda
Yeh Mamla Koi Aur Hai
Tu Kyoun Poojta Hai Insaan Ko
Allah Hi Toh Mabood Hai
Allah Allah Allah
Tu Kyoun Poojta Hai Insaan Ko
Allah Hi Toh Mabood Hai
Phir Kyoun Hai Tu Gharoor Mein
Jo Na Jhuk Saka Toh Firod Hai
Na Tera Khuda Koi Aur Hai
Na Mera Khuda Koi Aur Hai
Yeh Jo Raaste Hain Juda Juda
Yeh Mamla Koi Aur Hai
Ik Baar Tu Phir Sochle
Ik Baar Tu Phir Sochle
Wohi Rab-E-Al Shekareem Hai
Allah Allah Allah
Ik Baar Tu Phir Sochle
Wohi Rab-E-Al Shekareem Hai
Jo Na Jhuk Saka Woh Mit Gaya
Yehi Silsila Har Daur Hai
Na Tera Khuda Koi Aur Hai
Na Mera Khuda Koi Aur Hai
Yeh Jo Raaste Hain Juda Juda
Yeh Mamla Koi Aur Hai
Ya Rab Mujhe Tu Baksh De
Ya Rab Mujhe Tu Baksh De
Ya Rab Mujhe Tu Baksh De
Ya Rab Mujhe Tu Baksh De
Ya Rab Mujhe Tu Baksh De
Banda Toh Gunahgar Hai
Allah Allah Allah
Is Aas Par Para Houn Mein
Sajde Pe Rabe Kareem Ke
Jo Main Gir Gaya Tha Mukaam Se
Tu To Rab-E-Ali Mukaam Hai
Allah Allah Allah
Rabana Maghfirullana
Rabana Maghfirullana
There is no love without forgiveness
and there is no forgiveness without love
A kanjoos Boy fell in LOVE wid kanjoos Girl
Girl:Jab Dad so jayenge to mai gali me SIKKA fek dungi,
tum turant andr aa jana.
Lekin Boy sikka fekne k 1 ghante baad aya.
Girl: Itni der kyo laga di.?
Boy:Wo mai sikka DHUND rha tha.
Girl-pagal wo to DHAAGA BAANDH k feka tha, wapas kheench
liya.
Kabi Jo Hum Nahi Hon Gay…
Kaho Kis Ko Batao Gay…
Wo Apni Uljanein Sari..
Wo Becheini Main Doobe Pal….
Wo Aankhon Main Chupe Aansu…
Kise Phir Tum Dikhao Gay…
Kabi Jo Hum Nahi Hon Gay…
Boht Bechan Hon Gay…
Boht Tanha Reh Jao Gay…
Abi B Tum Nahi Samjhay…
Humari Ankahi Batain…
Mgr Jab Yaad Aayein Gay…
Boht Tum Ko Rulayein Gay…
Boht Chaho Gay Phir B…
Hamay Na Doond Pao Gay…!!
Share By : Sadaf Dawood
Friends are like fishes
Friends r like fishes.
U have to sit patiently for a long time
to catch a good one.
Just like I caught u.
so better stay nice otherwise
I will FRY YOU..;)
Submit By: Zain Shuja
” D U A ”
Meray Allah !
Meri IzzaT k Liye Yehi Kafi Hey k Mein Tera Banda Hon …
Aur Merey Fakhar k Liye Yehi Kafi Hey k “Tu” Mera Parverdigar Hey Aur teri Naimton mein sey yehi Naimet mery ly kafi hey k main Muhammad s.a.w.w ka umatti hoon…
“Ya ALLAH teri zaat” vesi Hi Hey Jeisa Mein Chahta Hon,
Bus “Tu” Mujh Ko veisa Bana Dey Jeisa “Tu” Chahta Hey
”Ameen”
Dooooooooooor se dekha to kitaben pari thin,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Qareeb jane ka to sawaal hi peda nhi hota.
Do Ghont Ka Ay Saqi Ilzam Nahi Loon Ga
Me Tishna Labi Dy Kr Ek Jaam Nahi Loon Ga
Izhar-E-Tmanna Hy Toheen-E-Tmanna Hai
Tum Khud Hi Smjh Jao Me Nam Nahi Loon Ga
Jo Sham Jagati Ho Jo Subha Rulati Ho
Wo Subha Nahi Loon Ga Wo Sham Nahi Lon Ga
Ay Ahle Chaman Rakh Lo Yeh Tohfa-E-Gul Apna
Mujhy Mera Haq Dy Do Inaam Nahi Lon Ga
Me Rah K Say Sy Khaariat-E-Sakoon Kiyoun Loon
Manzal Sy B Mang Kr Aaraam Nahi Lon Ga
Ek Sajda-E-Masti Ki To Ijazat Dy Do
Phir Kabo Mohabat Ka Me Nam Nahi Loon Ga
Hum wo saqi hain jo dewana bana dete hain,
Jam khali ho to nazron se pila dete hain,
Ishq karte hain to ghar bar luta dete hain,
Qatl ho jayen to qatil ko dua dete hain
Share with us more Saqi poetry .in comments section below.
Ghum Ki Baarish Ne Bhi Teray Naqsh Ko Dhoya Nahi
Tu Ne Ne Mujh Ko Kho Diya, Mein Ne Tujhay Khoya Nahi
Neend Ka Halka Gulaabi Sa Khumaar Ankhon Mein Tha
Yun Laga Jaisay Woh Shab Ko Dairr Tak Soya Nahi Tha
Har Taraf Deewar O Dar Aur Unn Mein Ankhon K Hujoom
Keh Sakay Jo Dil Ki Halat Woh Lab Giya Nahi
Juram ADAM Ne Kiya Aur Nasal E Adam Ko Saza
Kat-Ta Hon Zindagi Bhar Mein Ne Jo Boya Nahi
Janta Hon Aik Aisay Shakhs Ko Mein Bhi *MUNIR*
Ghum Se Pathar Hogeya Lakin Kabhie Roya Nahi
December Kay Mahinay Ka Woh Shaid Akhri Din Tha
Baras Guzray Kayen
Main Nay “Mohabat” Lafz Likha Tha
Kisi Kagaz Kay Tukray Per!
Achanak Yaad Aya Hay
Baras Guzray Kayen
Muj Ko Kisi Say Bat Kerni Thi
Usay Kehna Tha
Jaan-Nay Jaan! “Mujay Tum Say Mohabat Hay”
Magar Main Keh Nahi Paya
Woh Kagaz Ag Tak Lipta Para Hay Dhool Main Lakain
Kisi Ko Day Nahi Paya
Dobara Cha Ker Bhi Main Mohabat Ker Nahi Paya!
Principal ROUND pe nikla. dekha 1 teacher 1 ladhki ko
kiss kar raha hai.
PRICIPAL – what is this ?
Teacher – Maar se samjahti nahi, isiliye PYAR se samjha raha tha …..;)
*Shiri Rehman Farmati hy
Zardari Hazir hy Jurm ki Saza Pane ko
Wah Wah
Zardari Hazir hy Jurm ki Saza Pane ko
Lekin Koi
Jutey se Na Mare Mere Diwane ko*
Dil k Dard ko Lafzon mai dhala na gaya**
Ghum k Ansuon ko Aankho se nikala na gaya**
Us ne Mujhe Dard is liye diya**
Q K us se Mera Pyar Sambhala na gaya
Girl:
Wat do u like in me ?
Boy:
Those two white big balls having black dots on it..
Girl: Whatt?
Boy:Yes i like ur eyes.
I am looking for a bank
which can perform two things
for me
Give me a loan, and
then leave me alone
Remember Me
When The Days Are Long
You Must Stay Strong
Remember Me
Remember The Times
Remember The Rhymes
Friends, They Stay Together
But, Changes Like The Weather
Remember Me
Before I Die
Remember Me
But Just Don’t Cry
Remember The Time We Always Shared
Just Tell Me You’ve Always Cared
Remember The Times We Always Had Together
And Remember
We Will Always Be Best Friends Forever
Meaningful message for life:
Sea is never large, but sight of our viewing is larger!!
No ones Love is lesser but our expectations r higher!
Mareez:
“Doctor saab mujhe bhool janay ki bemari hai”
Doctor:
“Aap ko ye bemari kab se hai?”
Mareez: “Keri Bemari”
Submit By: arslan