hum ap k dil main rehte hain,
Is liye her dard sehte hain,
Koi hum se pehle WISH na ker de apko,
Is liye sub se pehlay “Happy Ramadan ul mubarak” kehte hain
hum ap k dil main rehte hain,
Is liye her dard sehte hain,
Koi hum se pehle WISH na ker de apko,
Is liye sub se pehlay “Happy Ramadan ul mubarak” kehte hain
Meri Dua Tere Naam Ye jo ham me tum me hai rabta Khuda kare ye sada rahe
Ye charagh hai to jala rahe Ye phool hai to khila rahe
Tu jahan rahe sukhi rahe Tere sath meri duaa rahe
Tu duaa kare to qabool ho Jo wafa kare to wasool ho
Koi gham na tere qareeb ho Tera jeevan khushi se bhara rahe
Tu jahan chale saba chale Tu jahan ruke bahaar ho
Teri jis taraf bhi uthe nazar Wahin mousam-e-gul khila rahe…Ameen.
I never had a real mom, but
I’ve had a mom that’s real
In all the things that moms should do,
And all the things moms feel.
I never had a mother, but
I’ve had a mother’s love.
I’ve had the kisses and the hugs
That therapists speak of.
I guess I should be crazy with
The things that I’ve been through.
But I’ve had all a kid could need
Because I have had you
Meri gharibi hi rahi meri naakami ka sabab
maloom na tha k dosti bhi dolat k tarazo me toli jati hy
Log khty hn k 1 larki k parhny sy sara ghr taleem yafta ho jata hai
Lekin us larki k college jany sy 40 lrky fail ho jaty hn uska kya?? 😛 😛
Kehte Hain
Hamesha Dosti Ki Hifazat Karo
QK Dost
Nemat B Hai
Dua B
Rishta B
Bharosa B
Taaqat B
Ehsaas B
Mithaas B
Haqiqat B
Muhabat B
Wafa B
Pasand B
Chahat B
Sahara B
Raaz B
Parda B
Phool B
Khushboo B
Umeed B
Or
Muskaan B
A ”ALLAH” Meray Doston Ko Lambi Umar,
Achi Sehat Or Bohat Sari Khushiyan Atta Farma
Or
Saray Ghamon Se Mehfooz Farma.**…AAMEEN..**.
Ladka: I Love You..
Ladki: Agar mai tumse I Love You kahu to tum kya karogi..
Ladka: Khushi se mar hi jaunga
Ladki: Ja Pagal Nahi Kehati..!!
Ji Le… Zindagi Na Milegi Dobara..!!!
Puranay Rabton ko Phir, Naey Waday ki Khwahish hay
Zara, ik Baar Phir Keh do K Mohabbat Mar Nahi Sakti
Hosh Walo Ko Khabr Kya By Khudi Kya Cheez Hai
Ishq Kijye Phir Samjhye Zindagi Kya Cheez Hai…
Is ishq ke hathon se har-giz namafar dekha
utani hi badi hasrat jitana hi udhar dekha
tha bais-e-rusavai har chand junun mera
ki unko bhi na chain aaya jab tak na idhar dekha
yun hi dil ke tadapane ka kuch to hai sabab aakhir
yan dard ne karavat li hai yan tumane idhar dekha
mathe pe pasina kyon aankhon mein nami si kyon
kuch khair to hai tumane kya hal-e-jigar dekha
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Jigar Moradabadi
Kab Kon Kisi Ka Hota Hai
Sub Choote Rishtey Naate Hai
Sub Dil Rakhney Ki Batein Hai
Sub Asal Roop Chupatey Hai
Mohabbat Ke Khali Log Yaha
Lafzo Ke Teer Chalete Hai
Ek Bar Nigahon Mai Agar
Phir Sari Zindagi Rulate Hai
Woh Jis Ne Diya Hai Asshk Humey
Ab Woh Hi Hum Ko Bhool Jatey Hai
sunny4u_ever@hotmail.com
Sunny Khan
WAPDA MAN :
Bijli Bnd krne ki Niyat:-
Niyat Krtà Höön Me
2 Ghanté Light Band Karné Ki
Wasté Hukömàt K
Zülm Ghréb Awàm Pr
Hath Merà Switch Ki Tärf
“AY LO GAI”.
Asalam_O_Alaikum
Ya ALI (A.S) Madad
Salam Ya HUSSAIN (A.S)
Hi friends!!!
How r u?
I’m Arif Hussain Khan BangasH
Thats My Comments
ok
ALLAH Hafiz
Ali ke naam se toofan bhi khauf khate hain,
Jinhe yakin nahi wo doob jate hain.
Farishte qabr me kuch aur poochhte hi nahi
Zuban pe naam-e-Ali sun ke laut jate hain
“Maana k hm izhaar nhi krtey”
“Matlab ye nhi k Aap ka khyaal nhi krtey”
“Udaasi main “BEET” jaata hy wo din”
“Jis din hm Aapko “YAAD” nhi krtey..”
Real Friends do not get offended
when you insult them.
They smile and call you something
even more offensive 😛 😉
In My Heart, I Hold Your Love Close,
It’s Your Love That I Need The Most.
I Sit Here As I Watch The Sunri
In The Morning Dew,
I See The Tip Of It Looking Like A Flame,
As I’m Feeling This Burning Love For You.
I Sit Here Alone With All My Thoughts Of You,
Watching The Sunlight Begin To Fill The Room.
Thinking Of Our Future,
And All The Things That We Will Do,
You Holding Me In Your Arms,
Your Heart Beating Against Mine,
As We Get Lost In Time.
As I Dream Of That Distant Place,
Where You Will Always Be Mine.
In My Heart You Will Always Be,
The One, The Only One For Me!
I Don’t Look Forward Going Through The Day,
Knowing You’re Not Here With Me.
Thinking Of The Endless Hours,
And The Days Dragging By.
Why Does It Have To Be This Way?
I Have A Wish For You And Me,
And I Hope That The Good Lord Grants It,
For You See, I Wish That You Would Bring
Your Love To Me. In My Heart,
You Will Never Leave,
So I Don’t Have To Grieve,
In My Heart, You’re My Only One,
And I Want You With Me Always,
Till All Our Days Are Done.
Never compare your marriage
to the ones you see in movies
They are written by Screenwriters
and Yours is written by ALLAH.
May the festival of lights be the harbinger
of joy and prosperity. As the holy occasion of
Ramadan is here and the atmosphere is
filled with the spirit of mirth and love,
here is hoping this festival of beauty brings
your way, bright sparkles of contentment,
that stay with you through the days ahead.
My Best wishes for u on Ramadan
Tum Mera Pyaar Bhi Meri Chahat Bhi,
Is Dil Ki Dhar Kan Or Karar Bhi Tu Hai,
Mere Pyaar Ki Tum Hi Manzil Ho,
Is Jahaa Me Sab Se Kaareeb Tu Hai,
Meri Raton Ki Chandni Bhi Ho Tum,
Meri Zindgi Ka Ujala Tum Ho Sanam,
Dil Ki Baaggia Sirf Tum Se Khili,
Mere Gulfam Bhi Tu Gulshan Tu Hai,
Tum Se Pyaara Nhi Hai Koi Han Sin,
Sari Dunia Me Sab Se Hasin Tu Hai,
Khule Aam Tu Bhi Kehde Sanam,
Pyaar Kar Te Tujh Se Ham Bhi Sanam,
Qun Chipate Ho Dil Ki Baton Ko,
Qun Bataate Nhi Pyaar Jab Ham Hai,
Sath Ab Umr Bhar Ka Apna Hai,
Ab To Bahon Me Teri Sapnaa Hai,
Teri Sanson Mei Teri Yado Me,
Teri Chahat Me Ab To Rangna Hai,
Do Nazaar Ayenge Dunia Ko Ham,
Do Jism Ik Jaan Ban Ke Palna Hai,
Karte Hai Pyaar Tujhse Tere Gamo Se Bhi,
Dedo Apne Sare Gam Fir Khush Reh Na Hai,
Teri Bahoon Me Jina Hai Teri Chahat Me Marna Hai,
Eske Siwaa Ab Kuch Bhi Nahi Karna Hai .
By Hameeda Ameer
“.*.*.”DUA”.*.*.” Tere raste mein khushiyon k khilen kanwal
Tere liye umar bhar koi likhta rahe ghazal
To kisi ki duaon mein sada rahe shamil
Tujhy Parwardigar ki rehmaten rahen hasil
Roshni tera muqaddar ho
Tere liye kamyabion ka samandar ho
Pare na tujh par kisi burey ki nazar
Na ho tujh par kisi bad-dua ka asar
Har lab par ho tere liye dua,, , Tere sath rahey umar bhar meri ye DUA…!’,’! ….AMEEEEEEEEEN.
KASH TUM SAMJH PATAY .,KITNA CHAHA HAI TUME KITNA MANGA HAI TUME,. KASH…. QIS QIDAR MOHABBAT HAI ,KIS QADAR ZARORAT HAI ,KASH…. JAAN YE TUMHARI HAI , HAR KHUSHI TUMHARI HAI,DILAGI TUM HE SE HAI ,ZINDAGI TUM HE SE HAI,KASH TUM SAMJH PATAY..
Those Who Believe And
Whose Hearts Are Satisfied
By Remembrance Of GOD.
Oh, It Is By Remembrance Of
…GOD That Hearts Are Satisfied.
For Those
Who Believe And
Do Good Works, There Is
Happiness And A Beautiful
Destiny…
Quran [13: 28,29]
Have A Blessed Friday
Following is one of the master pieces of Hindi shayari on Republic day of India. The poem name is Khanjar.Enjoy the best Hindi shayari on Republic day of India.
Kehte hain alvida hum ab is jahaan ko,
Jaakr Khuda ke ghar se phir aaya na jaayega.
Ahle-e-vatan agarche humein bhool jaayenge,
Ahal-e-vatan ko humse bhulaya na jaayega.
Zulmo-sitam se tang naa aayenge hum kabhi,
Humse sare-niyaaz jhukaya na jaayega.
Isse ziyada aur sitam kya karenge vo,
Isse ziyada unse sataya na jaayega.
Yeh sach hai, maut humko mita degi dahar se,
Lekin hamara naam mitaya na jaayega.
Hum zindagi se rooth ke baithe hain jail mein,
Ab zindagi se humko manaya na jayega.
Humne lagayi aag hai jo inqalaab ki,
Is aag ko kisi se bujhaya na jaayega.
Yaron! Hai ab bhi waqt humein dekh-bhaal lo,
Phir kuch pata hamara lagaya na jaayega.
Ai maut! Jald aa ki tera intezaar hai,
Ab humse baare-jeest uthaya na jaayega.
Aazaad hum kara na sake apne mulq ko,
‘Khanjar’ yeh muh Khuda ko dikhaya na jaayega.
Girl in shop: Koi valentine card hy js pe likha ho
Tum he mery pehle or akhri pyar ho?
Dukandar: Han hy
GirL
.
.
.
.
Ok 12 de do 😛
Tussi Hasde yo sanu hasaan vaaste
tussi rone yo saanu rovaan vaaste
ek vaar rus ke ta vekho sohneyo
Marr javange tuhanu manaan vaaste
When life gives you a hundred reasons to cry,
show life that you have a thousand reasons to smile.
This Life is too Short to Make Strong
Relations,
I don’t know why People Break the Developed Relations,
This Life is too Short to Say Something to Ur Loved Ones,
I don’t know why People Keep Silent for a long Period,
This Life is too Short to Make Real Friends,
I don’t know why People Break Friendship,
Think before it’s Too late,
Today is time, Nobody knows about NEXT Moment,
Bcoz
Life can’t Wait,
& Death always Waits
Aik bar ganjay k sar par 8-10 baal ug aye
Ganja naai k pass gaya,
Naai Gusse se bola Inhein ginon ya katon?
Ganja sharmate hue bola…..
.
.
.
Colour ker do
Majburi mei nahi dil se yaad karna
Duniya se fursat mile to baat karna
Dua hai zamane ki har khushi pao aap
Phir bhi aankh bhar aaye to hame yaad karna
Na chaho chaand ko itna
Ke uski chandni tumhari kamzori ban jaye
Chaho chand ko itna
Ke roz nikalna uski bhi majburi ban jaye
Dard bhi tu, khushi bhi tu
Pyar bhi tu, nafrat bhi tu
Zakhm bhi tu, marham bhi tu
Jannat bhi tu, jahannum bhi tu
Tuzse he duniya meri, ye jane na tu
Share with us more Online shayari sms in comments section below.
You know you are in love when you cant fall asleep because reality is finally better than your dreams.
zindagi ke din kaise bhi hon,guzar jayen ge,
ek din hum bhi chupke se dunya chord jayen ge,
aaj rehte hain aap ke dil main yaad ban ker,
kal ansu ban ker ankhon se nikal jayen ge.
Dekh to dil ki jan se uthta hai
ye dhuan sa kahan se uthta hai
gor kis dil-jale ki hai ye falak
shola ik subah yan se uthta hai
khana-e-dil se zinhar na ja
koi aise makan se uthta hai
nala sar khenchata hai jab mera
shor ek aasman se uthta hai
ladati hai us ki chashm-e-shokh jahan
ek aashob wan se uthta hai
sudh le ghar ki bhi shola-e-awaz
dud kuch aashiyan se uthta hai
baithane kon de hai phir us ko
jo tere aastan se uthta hai
yun uthe aah us gali se hum
jaise koi jahan se uthta hai
ishq ik ‘meer’ bhari paththar hai
bojh kab natavan se uthta hai
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Meer Taqi Meer
Dont wait for the right person
to come into your life.
Be the right person to come
to someone life.
Jisne Toot Kar Chaha
Wohi Toh Tha Meharban Mera,
Kawboon Ki Adla Badli Mein,
Jal Giya Th Ashiyan Mera,
Husan Ka Jalwa Bina Dekhe,
Kho Giya Tha Dilruba Mera,
Koul Se Hatne Ki Saajis Mein,
Usne Pakda Girebaa Mera,
Kaliyan Chahat Ki Masal Dilayi,
Fir Bhi Tha Woh Baghbaan Mera…
Once KATRINA KAIF Was Crying.
Mother: “Y R U Crying?” KATRINA:”
I ‘m Very Old”Mother:
“No.beta U R Only 26”
KATRINA: “But Mom NABEEL i Is Just 17”
Sahar gah-e-id mein daur-e-subu tha
par apne jam mein tujh bin lahu tha
jahan pur hai fasane se hamare
dimag-e-ishq hum ko bhi kabhu tha
gul-o-aina kya khurshid-o-mah kya
jidhar dekha udhar tera hi ru tha
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Meer Taqi Meer
My wishes for you are not limited to just the next year but to all the years that you experience in your lifetime and in your reincarnations!
Have a fun-filled, smashing, rocking and happening New Years!
Wo kafir aashana na aashna yun bhi hai aur yun bhi
hamari ibtada ta intaha yun bhi hai aur yuin bhi
ta’ajjub kya agar rasm-e-vafa yun bhi hai aur yun bhi
ki husn-o-ishq ka har masal’a yun bhi hai aur yun bhi
kaheen zarra kaheen sehra kaheen qatara kaheen dariya
muhabbat aur us ka silasila yun bhi hai aur yun bhi
wo mujhase puchate hain ek maqasad meri hasti ka
bataun kya ki mera mudd’a yun bhi hai aur yun bhi
hum un se kya kahen wo jane un ke maslahat jane
hamara hal-e-dil to baramala yun bhi hai aur yun bhi
na pa lena tera aasan na kho dena tera mumakin
musibat mein ye jan-e-mubtala yun bhi hai aur yun bhi
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Jigar Moradabadi
Raton ko uth ker
khayalon se ho ker
yadon me kho ker
Tumhe kya khabar hy
Me apne KHUDA se kiya mangti hon,
Viraano me ja kerDAMAN pehla ker
ANSON baha ker
Tumhe kiya khabar hai Me apne KHUDA se kiya mangti hon
tum to kaho ge kisi dil bur ki
Kisi DIL NASSHIN ki wafa mangti hon ,
Ye be galat hai
wo b ghlt hai
Me apne KHUDA se sirf BIJLI ane ke dua mangti hon
Kehdo un parhne walon se,
Kabhi hum bhi parha kertay thay,
Jitna syllabus parh k wo top kertay hain,
Utna to hum choice per chor dia kertay thay
Shikwe hain zuban pe taqdir ke mare hain
Daman bhi hamare hain aansoo bhi hamare hain
Kisi ke ek aansoo per hazaron dil tadapte hain
Kisi ka umar bhar rona yonhi bekar jata hain
Submit By: sam (03052125043)
One good news
One bad news
Good news: Jumma Bazar me 1 kg Aaloo k saath NOKiA N97 Free
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Bad news: 1kg Aaloo
Rs 39,999/=only
Mere chup rehne se NARAZ na huwa karo
DOSTO
In-fact Khoobsorat log kum bola karte hain,
Oh Meray ALLAH..!
Mubarkan
oh g Mubarkan!!!!
Balle Balle
Haye Shaawa
Tak Taka Tak
Duzzzz…
Duzzzzzzzzzz..
Hala lala
kyun k…
Yusi Azad hone wale ho 2 ya 3 din baad
Magnificent goods from you, man. I’ve understand your stuff previous to and you’re just extremely wonderful.
I really like what you’ve acquired here,
really like what you’re saying and the way in which you say it.
You make it entertaining and you still take care of to keep it wise.
I cant wait to read much more from you. This is really a wonderful web site.
my blog design Edinburgh Companies
JUMMA MUBARAK
Dosti kro college wali se,
Ishq larao office wali se,
Flirt kro pros wali se,
Pyar kro dilwali se,
ankh larao sali se,
aur maar khao ger wali se
Itni Aasani Se Na Karna Kisi Pe Aitbaar
Ye Ek Haseen Dhokha Hai Jise Log Kehte Hain Pyaar
Ye To Adaon Ka Jaadu Hai Jiske Hum Hote Hain Shikar
Ye Wo Kaid Hai Jisme Rihayi Bhi Nahi Milti Hai Yaar
Wo Laut Kar Fir Na Aayegi Is Dil Ko Mujhe Smajhana Hai
Jo Pal Saath Bitaye Humne Un Palon Ko Bhulana Hai
Main Kya Karu Jo Uski Yaad Is Dil Se Jaati Nahi
Kaise Samjhau Is Dil Ko Jo Is Shamma Ka Aaj Bhi Parwana Hai
Hum to aaye thay tere shaher men DIL k zakhmon ki dawa lene
=D0ST=
Hamen kiya khaber thi k yahan to log DIL bhi nikaal lete hen..:
What is a calorie?
Calories are the little devils that get into your wardrobe at night and sew your clothes tighter 😛
Find latest Kati Bihu Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Winter Festival2015 in style though our wonder full poetry and Shayari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Kati Bihu greeting.
sing and dance with fun
wish you a happy
MAGH BIHU
Bihu anondia, Bihu binondia
Bihur mou mitha mat
Bihur ba lagi bihua kokair
Deu dhoni lagise gat…”
Below are the images for Rongali Bihu Festival. The Bihu is celebrated around mid-April, marks the end of harvesting season and there is a lot of feasting and eating during this period.
Happy Kati Bihu Mubarak to all of you from Shayari Online Team
muhabbaton mein dikhave ke dosti na mila
agar gale nahi milta to hath bhi na mila
gharon pe naam the namon ke sath ohade the
bahut talash kiya koi aadmi na mila
tamam rishton ko main ghar pe chod aaya tha
phir isake bad mujhe koi ajanabi na mila
bahut ajeeb hai ye qurbaton ke duri bhi
wo mere sath raha aur mujhe kabhi na mila
khuda ke itni badi qayanat mein main ne
bas ek shakhs ko manga mujhe wo hi na mila
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Bashir Badr
Gulshan Ki Baharon Mein
Rangeen Nazaron Mein
Jab Tum Mujhe Dhundhoge
Ankhon Mein Nami Hogi
Mehsoos Tumhe Har Dam Phir Meri Kami Hogi
Aakash Pe Jab Tare Sangeet Sunayenge
Beete Hue Lamho Ko Ankhon Mein Sajayenge
Gamgeen Ghataon Ki Jab Chaon Ghani Hogi
Mehsoos Tumhe Hardam Phir Meri Kami Hogi.
Jab Naam Mera Loge Tum Kaap Rahe Hoge
Aansun Bhare Daman Se Moonh Dhaak Rahe Hoge
Mahaul Ke Chehre Par Jab Dhool Jami Hogi
Mehsoos Tumhe Hardam Phir Meri Kami Hogi.
Sawan Ki Hawaon Ka Jab Shor Sunoge Tum
Bikhre Hue Maazi Ke Aur Aake Chunoge Tum
Tanhaii Ke Sholon Se Jab Aag Lagi Hogi
Mehsoos Tumhe Har Dam Phir Meri Kami Hogi.
Gulshan Ki Baharon Mein
Rangeen Nazaron Mein
Jab Tum Mujhe Dhundhoge
Ankhon Mein Nami Hogi
Mehsoos Tumhe Hardam
Phir Meri Kami Hogi.
Zindagi Sirf Mohabbat Nahi
Kch Aur Bhi Hy
Zulf-o-Rukhsar Ki Jannat Nahi
Kch Aur Bhi Hy
Bhool-o-Aflas Ki Is Maari
Hui Dunya Main
Ishq Hi Ek Haqiqat Nahi
Kch Aur Bhi Hy …
From: Shabi_Rana (0333-9781720)
Birdy birdy in the sky
Dropped a poopy in my eyes,
I do not worry I do not cry
I am just happy that cows dont fly!
Nargis 1 bar sabzi lenay gayi
Nargis ne 1 bohot lambi moli dekhi or pocha bhai ye kiya hai ??
Shop Keeper: Ye Hamaray liye Moli hai or aap k liy mamoli hai.
Beauty..
Freshness..
Dreams..
Truth..
Imagination..
Feeling..
Faith..
Trust..
This is beginning of a new year!
aGar Yaadein Rait Hoten To Kya Khoob Hota..
Muthi Se Nikal Jaten, Main Pairon Se Uraa Daita…..
Sardar ne masjid se jooti chori ki or pakrra geya Molvi: inne jutti chukki ae.. Edi Tind’ karo. Sardar : Aa ik jutti waapas le lo, te Foji cutting kr deo.:-D
Ahmed faraz k baad Ab Benazeer Assman se likthi hain,
A for Apple B for banana…!!
Bilawal k Abu zara jaldy uper ana ….. !!
(Sab Kaho Aameen)
Submit By: admin
ek bekasi hai hijr ki maron ki sath sath
tuta hai mera dil bhi saharon ki sath sath
jee bhar ki dekhane bhi na paye the chup gaye
arman bhi hain udas nazaron ki sath sath
dil mein vafur-e-shauq ka tufan liye huye
khamosh jagata hun sitaron ki sath sath
itani to mahviyat ho tasavvur mein tere dost
khud ko bhi bhool jaun nazaron ki sath sath
“yahya” ye aag ishq ki phir bhi na bujh saki
hai dil mein ashk-e-gam bhi shararon ki sath sath
Poet of the poem/ghazal or Nazam: Yahya Jasdanwalla
Suppose u take birth again and u r given choice by God to select any other relation with me…
What will be ur choice?
Best friend
Enemy
Brother
Sister
Boyfriend
Cousin
Teacher
Student
Husband
Father in law
Mother in law
Sister in law
Wife
Kid
Lover
Uncle
Aunt
Neighbour
Girlfriend
School mate
College mate
University mate
Boss
Employe
No Relation
Reply must wid a reason…
Uniqness of Darood e Pak
>Wahid kaam jo Allah khud b krta he or apne sath apny bando ko krny ka hukm b deta he
>Farishty hr cheez count kr skty hen siwaye Darood e Pak se nazil hony wali rehmaton k
>Aisa unique kaam jis men insaan k Left n Right dono frishty aik sath busy ho jaty hen, Right nekiyan likhny men or Left gunah mitany men
>Wahid kaam jo hamesha qabol hi qabol he
>ik aisa kaam k jsko krny wala kbi mehrom nahi rhta.
SUBHANALLAH
Us ki aankhon ko kabhi ghaur se dekha hai Faraz,
Roney walon ki taraaah jaagney waalon jesi..
A Big Difference
Between School & Collage:
.
.
In School If You Were Late,
You Had To Sit On Last Bench..
.
.
.
But In Collage If You Were Late,
You Had To Sit On First Bench.. 😉 😛 😀
main na hindu na musalaman mujhe jine do
dosti hai mera iman mujhe jine do
koi ehsaan na karo mujh pe to ahasan hoga
sirf itna karo ehsaan mujhe jine do
sab ke dukh dard ko apna samajh kar jina
bas yahi hai mera araman mujhe jine do
log hote hain jo hairan mere jine se
log hote rahen hairan mujhe jine do
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Shahid Kabir
Dil se dua hai hamari,
Jindagi tumhari sanvar jay,
Tumhe jiski talash hai,
Khuda kare oh khud tumhari talash main aaye
Xcellent Loce Quote !!!
“I do not fear to die But
My fear is tat if i die Who’ll Luv u as much as i do ??
Jisy Mehroomiyan Mili Hon Wohi Jaan Sakta Hai
Zubani Hosla, Jhooti Murawwat Kuch Nahin Hoti
Kai Rishton Ko Jab Parkha, Nateeja Ek Hi Nikla
Zaroorat Hi Sabhi Kuch Hai, Mohabbat Kuch Nahi Hoti
Kisi Ne Chorr Ke Jana Ho To Phir Chorr Jata Hai
Bicharrna Ho To, Sadiyon Ki Rifaqat Kuch Nahi Hoti
Taaulq Toot Jaye To, Safeeny Doob Jaty Hain
Ye Sab Kehny Ki Batein Hain, Haqiqat Kuch Nahi Hoti
Mohabbat kuch Nahi Hoti..! Mohabhat kuch nhi hoti
Tmam dost suun lain Garmiyan Agai Hain Apny
Sar Par Geela
or Thanda
Kapra Rakhin
Dimaag Par Soraj Ki Kiranain Mat Parny Dein
Q
K
BHOOSA JLdi
Aag PKarta Hai.
Ye Kesa Khwab Tha Jhatka Sa Laga Dil Ko,
K ik Shakhs Pareshan Mri Talash Main Tha.
Tm yaad nahi karte hum bhula nahi sakte,
Tm hasa nahi sakte hum Rula nahi sakte.
Dosti itni khoobsurat hai hamaRi,
Tm jan nahi sakte aur hum bata nahi sakte.
When I Cry You Help Me Out
When I’m Happy You Hear Me Shout
When I Grin You Know I’m Really Mad
Because You Are My Best Friend
You Can Tell When I’m Sad
You’re There In Thick And Thin
You’re My Best Friend
You Hear Me Out When I Want To Talk
You Help Me Out When I Get Mad
You Are The Bestest Friend I’ve Ever Had
So Hear Me Out When I Say
You’re The Light In My Day
You Are The Moon In My Night
You Shine Very Bright
You Are The Bestest Friend I Have
And I Miss You…
Pathan: mery dada ny 1857 ki jang men dushman ki tangain kat di thin…
D0st: Gerdnain q nai katin?
Pathan: W0 k0i pehly he kat gya tha!!!
Ishq mein gairat-e-jazabat ne rone na diya
warna kya baat thi kis baat ne rone na diya
aap kahate the ke rone se na badlenge nasib
umr bhar aap ke is baat ne rone na diya
ronewalon se kah do unaka bhi rona rolen
jinako majaburi-e-halat ne rone na diya
tujhase milakar hamen rona tha bahot rona tha
tangi-e-waqt-e-mulaqat ne rone na diya
ek do roz ka sadama ho to ro lain ‘fakir’
hum ko har roz ke sadamat ne rone na diya
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sudarshan Faakir
Kuch nahi chahiye ik muskan hi kafi he
Tm Dil me base rho ye arman hi kafi he
Hm ye nae kehte hmary pas aa jao
Bs hmen yaad rakhna ye Ehsan hi kafi he.
Shakespear says! ” It is not necessary to share everyting between true friends.
But it is necessary that what you share must be true .”
Beta: Papa Aap Mummy K Sath Q Sote Ho?
Papa: Sath Sone Se Piyaar Barhta Hy Is lye.
Beta: Papa Jhoot Mat Bolo
Is Se Piyar Nhi
Parivaar Barhta Hy.
Lady: Shoes dikhaaiye.
Shopkeeper: kitnay number ka?
Lady: 32 number ka
Shopkeeper: Jaao Madam jaao, ghar se soch kr nikla kro k lena kya hai?
As the crescent moon is sighted
As the crescent moon is sighted
And the holy month of Ramadan begins
May Allah bless you with happiness and
grace your home with warmth and peace
Seene mein Dariya hai Ankho se behne do
baato na Mera Gaam Mujh Ko Hi Shene do
Aye Khuda Q juda kar diya saanso ko
din le ke bhar diya Mujhe Mein In Raato ko
Hatho se Hai Juda Hatho Ko Rone Do
Hoten pe is dil ki baaton ko rone do
Paane ko hai kuch nhi
sab kuch hai khone ko
shema dil chhore na
dhadkan ke kone ko
Beete Pal Fir se Jiyo in PalKo Taale
Lekin Ye Mumkin nhi na lag tu gaale
kaise kahu k har ek lamhe
toot raha hu main to yahaan
hoonth sile hai barf jabaan hai
haal mein kaise kr do bayaan
Seene mein Dariya hai Ankho se behne do
baato na Mera Gaam Mujh Ko Hi Shene do
Aye Khuda q juda kar diya saanso ko
din le ke bhar diya Mujhe Mein In Raato ko
Hatho se Hai Juda Hatho Ko Rone Do
Hoten pe is dil ki baaton ko rone do
Palko Ke Kandhe Pe Khawabo Ko Rone do
Yaado Ke Seer Haane Yaado Ko Rone Do
Tv reporter ne zakhmi sardar se
pucha, JAB BOMB GIRA to kya vo zor se phata?
.
.
.
.
.
.
Zakhmi sardar – Nahin haramzade
woh Rengta hua mere paas aaya aur sharma ke bola, Paaji….. Boom !!
If people says you are crazy, be patiend.
if they say you are monkey, relax.
if they say you are stupid,be cool
but if they say you are smart, Thapad maar sale ko.
Wife: yesterday-night I saw a dream
That u were sending me
Jewelery and clothes!
Husband: yeah, I saw
your dad paying the bill !!!
Koi Deewana Kehta Hai Koi Pagal Samajhta Hai
Magar Dharti Ki Bechani Ko Bus Badal Samajhta Hai
Mein Tujhse Door Kaisa Hoon, Tu Mujhse Door Kaisi Hai
Ye Tera Dil Samajhta Hai Ya Mera Dil Samajhta Hai
K Mohhabat Ek Ehsason Ki Pavan Si Kahani Hai
Kabhi Kabira Deewana Tha Kabhi Meera Deewani Hai
Yahan Sab Log Kehte Hain Meri Aakhon Mein Aansu Hai
Jo Tu Samjhe To Moti Hai Jo Na Samjhe To Pani Hai
Samander Peer Ka Aander Hai Lekin Ro Nahi Sakta
Ye Aansu Pyar Ka Moti Hai Isko Kho Nahi Sakta
Meri Chahata Ko Dulhan Tu Bana Lena Magar Sun Le
Jo Mera Ho Nahi Paya Wo Tera Ho Nahi Sakta
Bharar Koi Kumudani Par Machal Baitha To Hungama
Hamare Dil Mein Koi Khawab Pal Baitha To Hungama
Aabhi Tak Doob Kar Sunte The Sab Kissa Mohhabat Ka
Mein Kisse Ko Hakikat Mein Badal Baitha To Hungama
Have you ever noticed that when you shout in Pakistan
“OYE CHAWL” !!
.
.
Dozens of people turn around? 😀
Khoob naam hai “MUHAMMAD”, Jis pe nukta bhi “RABB” ko gawara nahi, Un ki muhabbat se jo moun pheray, Donon jahan mein us ka guzara nahi, Daman-e- MUSTAFA ko hum chhor dein, Itna kamzor emaan hamara nahi, Khud “ALLAH” ne Nabi se ye keh diya, Jo tumhara nahi wo hamara nahi..”SUBHAN ALLAH”
Aj ankhon ki zubaan hum ney samjh li warna…..!!!
Apnay honton pe tu wo Na hi sadaa rakhta hai……!!!
Tum Ko Dekha To Ye Khayal Aaya
Zindagi Dhoop Tum Ghana Chaya
Aaj Phir Dil Ne Ik Tamanna Ki
Aaj Phir Dil Ko Humne Samjhaya
Tum Chale Jaoge To Sochenge
Humne Kya Khoya Humne Kya Paya
Hum Jise Gunguna Nahin Sakte
Waqt Ne Aisa Geet Kyoon Gaya
Aaj Phir Dil Ne Ik Tamanna Ki
Aaj Phir Dil Ko Humne Samjhaya
Friendship isnt about whom you have known the longest.
Its about who came, and never left your side
Dil se dua hai hamari,
Jindagi tumhari sanvar jay,
Tumhe jiski talash hai,
Khuda kare wo khud tumhari talash main aaye.
Tum bin meri zaat adhuri,
Jese koi baat adhuri,
Hijr k sare din hain pure,
Lekin hai har raat adhuri,
Lafzon ki gehrai mein jhanko,
Samjho na har baat adhuri,
Nam ankhen or sookhhi palken,
Hoti hai barsat adhuri,
Mujh se mujh ko chheen gae tum,
Reh gai meri zaat adhuri..
Submitted By: Talha Farooq (+92300-8058989)
Muddat se yhi jan e ada soch rhi hun
tm kaise huye mujhse juda soch rhi hun
shikwa nhi koi tmse na khudse koi gila hai
ulfat me huyi kisse khata soch rhi hun..
Jis Ki Qurbat May Qarar Bohat Ta,
Jis Se Milna Dushwar Bohat Ta,
Wo Jo Hathon Ki Lakeeron May Na Ta,
Us Shakhs Se Hamain Pyar Bohat Ta.
Maybe its a little depressing to think that my vision of a perfect world is actually so messed up,
but I think it means that I dont really understand what perfect is.
4 cheezo ko khoob Sanbhaal k rakho:
1: Namaz main dil ko,
2: Tanhayi main soch ko,
3: Mehfil main zubaan ko,
4: Rastay main nigaah ko..!
Good morning
One of the greatest illusions of life is that…
“We always believe there is more time in tomorrow than today!…
Lost ur pen=no pen
No pen=no n0tes
No n0tes=no study
No study=fail
Fail=no degree
No degree=no work
No work=no m0ney
No m0ney=no fo0d
No f0od=u get skiny
U get skiny=then u get ugly
Ugly=no love
No love=nO mariage
No mariage=no children
No children=al0ne
Al0ne=depressi0n
Depressi0n=sicknes
Sicknes=death
Moral: Don’t lose ur Pen,U’ll die 😛 😀
Azmat-E-Zindagii Ko Bech Diyaa
Ham Ne Apanii Khushii Ko Bech Diyaa
Chashm-E-Saaqii Ke Ik Ishaare Pe
Umr Kii Tishnagi Ko Bech Diyaa
Rind Jaam-O-Subuu Pe Hansate Hain
Shaikh Ne Bandagii Ko Bech Diyaa
Rah Guzaaron Pe Lut Gaii Raadhaa
Shaam Ne Bansurii Ko Bech Diyaa
Jagamagaate Hain Vahashaton Ke Dayaar
Aql Ne Aadamii Ko Bech Diyaa
Lab-O-Rukhsaar Ke Ivaz Ham Ne
Sitvat-E-Khusravii Ko Bech Diyaa
Ishq Beharuupiyaa Hai Ai ‘Sagar’
Aap Ne Saadagii Ko Bech Diyaa
Husn Ko Chaand, Jawani Ko Kanval Kehte Hain
Unkee Soorat Nazar Aaye To Ghazal Kehte Hain
Uff! Woh Marmar Se Taraasha Hua Shafaaf Badan
Dekhne Wale Use Taaj Mahal Kehte Hain
Pad Gayee Paaon Mein Taqdeer Kee Zanjeer To Kya
Ham To Usko Bhee Teri Zulf Ka Baal Kehte Hain
Mujhko Maaloom Nahee Iske Siva Kuch Bhee Katee
Jo Sadee Vasl Mein Guzre Use Pal Kehte Hain
A good tip
“Jb 5 second ki smile se Photo achi ho skti hy to,
Hamesha muskurane se zindagi b achi ho skti hy..!”
so keep smiling .:-)
Rishtaa tore ke janey waley,
Mujh ko chorr ke janey waley,
Ab ki Eid pe,
Mujh ko jitney card miley hain,
Un cardon mein sab se pyara,
Sab se acha,
Pehla card tumhara hai,
Mujh ko chorr ke janey waley,
Zara kaho to,
Yeh kiss aur ishaara hai ???
Tumhari In Siyah Aankhoun Main
Meri Zindagi Ki Shama Jalti Hai
Jab Tum Kareeb Se
Meri Taraf Deakhtay Ho
To
Meri Zindagi Se Saansay Aur Barh Jati Hain
Aur Jab
Tum Musuratay Ho
To
Tumhari Is Muskurahat Se
Mera Dil Aur Zor Se Dharakta Hai
Aur Main Yeh Dua Mangti Hoon
Kaash!
KHUDA Karay
Tumhari Aankhoun Ki
Aur Hountoo Ki Muskurahat
Sada Youn Hi Qaim Rahay
“Kahun K Kia Ho Tum….?”
Mere liye meri Duniya ho Tum,
Cho k jo Guzre wo Hawa ho Tum,
Maine jo Mangi wo Dua ho Tum,
Kya maine Mehsos wo Ehsas ho Tum,
Meri Nazar ki Talash ho Tum,
Meri Zindagi ka Qarar ho Tum,
Maine jo Chaha wo Pyar ho Tum,
Mere Intizar ki Rahat ho Tum,
Mere Dil ki Chahat ho Tum,
Tum ho tu Duniya hai Meri,
Kaise Kahun k Sirf Pyar Nahin,
Meri JAAN ho Tum.
Manzil duur aur safar bohot hai…
Choti si zindagi ki fikar bohot hai…
Maar daalti ye duniya kab ke hume lekin…
Meri Maa ke Duaon main assar bohot hai..
Kahan mumkin tha main dil se teri yaadain mita deta,,
Bhala kaisay main jee pata, agar tujhko bhula deta??
Teri ruswai k dar say labon ko see liya warna,
Teray shehr_e_munafiq ki, main bunyadain hilaa deta,
Ki tark_e_wafa us ne, to hogi uski majboori,
Jisay barsoon dua di thi, usay kiya bad-dua deta??
Khabar hoti agar mujh ko, nahi hay tu muqadar main,
Usi lamhay main hathon ki, lakiron ko mita deta.
Exam me Sawal aya
k “CHALLNGE” kisy khty hy?
pathan Ny pura paper khali chor k Last Page pr lkha”APNy BAP Ki AULAD Hy TO PASS KAR K DiKHA,
its
chellenge
Grandmothers Are Mothers Who Are Grand,
Restoring The Sense That Our Most Precious Things
Are Those That Do Not Change Much Over Time.
No Love Of Childhood Is More Sublime,
Demanding Little, Giving On Demand,
More Inclined Than Most To Grant The Wings
On Which We Fly Off To Enchanted Lands.
Though Grandmothers Must Serve As Second Mothers,
Helping Out With Young And Restless Hearts,
Each Has All The Patience Wisdom Brings,
Remembering Our Passions More Than Others,
Soothing Us With Old And Well-Honed Arts.
Ina Sohanyaa De Kamm Sohney
Ik Husn Te Uttay Shinghaar Karday
Akh Vich Kajjal Teer Waangoo
Jaddoo Wekhday Seenay Choo Paar Karday
Kallay Howan Te Aakhan Teri Aan
Mehfil Howay Te Zulam Hzaar Karday
Chhad Yaar Ina Sohanyaa Da Kherha
Ae Nayyo Kissay Naal Pyaar Karday
jazb-e-kamil ko asar apana dikha dena tha
mere pehlu mein unhen la ke bitha dena tha
kuch to dena tha tere tagaful ka javab
ya khuda ban ke tujhe dil se bhula dena tha
tair-e-jan ke siva kis ko banate qasid
us sitamgar ko paigam-e-qaza dena tha
dard mohataj-e-dava ho ye sitam hai ya rab
jab diya tha to kuch is se bhi sava dena tha
wo jo bigade to khafa tum bhi hue kyon “hasrat”
pa-e-nakhuvat pe sar-e-shauq jhuka dena tha
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Hasrat Mohani
Kash khwabon hi mein aa jao bahut tanaha hun
ya mere zahan se yadon ke diye gul kar do
mere ehasas ke duniya ko mita do ham-dam
raat tare nahi angare liye aati hai
in barasate huye sholon ko bujha do ham-dam
dil ke dhadakan ko sula jao bahut tanaha hun
andheri raat mein jab chand khilane lagata hai
tumhare pyar ke dipak jalake rota hun
tumhare aane ke jab aas jane lagti hai
main in chiragon ko khud hi bujha ke rota hun
zindagi aisi mita jao bahut tanaha hun
sochate sochate jab soch bhi mar jati hai
waqt ke qadmon ke aahat ko suna karta hun
ashk thamate hain to aahon ka dhuan uthta hai
raat bhar yun hi tadapata hun jala karta hun
bar-e-gam kuch to ghata jao bahut tanaha hun
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nyay Sharma
Is Barish Se Mujhe Pyar Hai Bohat,
Meri Tanhaiyon Ka Ise Abhaas Hai Bohat,
Jab-Jab Ye Barish Aayi Mujhse Milne,
Chehre Pe Ashq Hote Thhe Mere………,
Meri Tanhai Samajh Gayi Thhi Yeh,
Hamesha Saath Mere Roti Rahi Yeh,
Maine Kaha Tum Jao,Mujhe Akele Rehne Do,
Is Par Wo Boli,Mujhe Bhi Apne Saath Rone Do,
Phir Na Wo Kuch Boli,Na Main Kuch Boli,
Gumsum Roti Rahi Main Akeli………,
Jab Jab Wo Aati,Muhe Issi Haal Me Paati,
Main Bhi Usse Ankhe Na Thhi Mila Paati,
Aaj Phir Bohat Din Baad Ye Barish Aayi,
Aur Aaj Usne Mere Hothon Pe Hansi Payi,
Khush Ho Gayi…..Tej Baras Padi……….,
Mere Saath Woh Bhi Khilkhilakar Hans Padi,
Maine Poocha Tum Kyon Hans Rahi Ho Aaj,
Usne Kaha Meri Dost Jo Khush Hai Aaj….,
Phir Ansoo Jhalak Pade Meri Ankho Se,
Par Is Baar Khushiyon Ki Chamak Thhi In Ankho Me,
Phir Maine Use Sab Kuch Bataya,
Dil Ka Kissa Usko Sunaya………….,
Bohat Khush Hui Wo Sab Kuch Sun Kar,
Phir Chali Bhi Gayi Duayein De Kar,
Wada Liya Maine Usse Phir Jaldi Aane Ka,
Use Har Baat Dil Ki Batane Ka…..,
Phir Maine Socha Yahi To Hai Meri Saathi,
Mera Chehra Dekhkar Jo Hai Hansti-Roti.
Sister, sister
save my soul
sister, sister
don't leave me alone.
Sister, sister
he is here
sister, sister
he grows near.
Sister, sister
hold me tight
sister, sister
put up a fight.
Sister, sister
don't let go
sister, sister
stay with me.
Sister, sister
don't please him
sister, sister
it's not worth it.
Sister, sister
tell him no
sister sister
please don't go.
Sister, sister
please come back
sister, sister
take off that sack.
Sister, sister
don't give in
sister, sister
have faith in Him.
Sister, sister
wipe your tears
sister, sister
fight your fears.
Sister, sister
please stay strong
sister, sister
you know this is wrong.
Sister, sister
please forgive me
sister, sister
don't try to save me.
Sister, sister
you are free
sister, sister
get off your knees.
sister, sister
please, don't forget me.
Camille Shelby
Usne mje Raat ko Qabrustan me Akele Chor dya
Ye kah kar
.
.
Jub Pyar kiYa to Darna kia ?
(,”)/’
,/) ) Ammiiiiiii..
_/_/.. Bachao…!
Mohabatoon Ki Ik Nai Kahani Sunana Chahtaa Hoon
Aa Tujhey Mein Apney Honton Sey Gunguna Chahtaa Hooon
Tu Mila Hai Mujhey Bari Rukawatoon Key Baad
Mein Tujhey Khudh Sey Bhi Chuphana Chahtaa Hooon
Bhool Bhi Ja Tu Woh Hijar Ki Batein Sarii
Mein Tujhey Tujh Sey Churana Chahtaa Hooon
Cheen Sakey Gaa Kasey Yeh Zamana Tujhey Mujh Sey
Mein Pyar Hoon Tera Bass Tujhey Yeh Batana Chahtaa Hoon
Merey Phehloo Mein Bheth Key Zulfoon Ko Yun Phehlaa Dey
Key Mein Teri Ankhon Mein Ik Baar Phir Khona Chahtaa Hoon
Ho Jayey Kitni Bhi Duurrian Jazbaat Ka Rishtaa To Rooh Sey Hai
Key ! Mein Tujh Mein Marr Key Bhi Zinda Rehna Chahtaa Hoon
unhain ye khwahish k hum zuban se izhaar keren
hamen ye aarzu k wo dil ki zuban samjh len…..!
TIBB-E-NABWI (S.A.W.W)
* Jo Log Khany Se Pehly
Thora Namak Chakh Len
Wo Log 30 Qism Ki Bimarion se Mhfuz Rehte hn.
* Khaj0or Ko Nashty Me istemal Kro Ta k Tmhare Andruni Jrasim ka Khatma Hojye.
* Gham Ka Shikar Ho tou Kheer Kha lya kro.
* Zukam Se Mt Ghabrao
Ye Tmhen Junon Se Mehfoz
Rkhta Ha.
* Kalonji Me Mot K Siwa hr Bemari ka elaj hai.
* Aankh ka dukhna Andhy Hony se Mehfuz rkhta hy.
* Khansi k hony se falij se hifazt rehti hy
“Ek bar darud parh k apne doston ko is tohfy se zaroor nawazain..”
Lahoo Ronay Se Darta Hoon , Juda Honay Se Darta Hoon ,
Meri Aankhain Batati Hain K Main Sonay Se Darta Hoon ..
Meri Unggli Pakar Laina Mujhe Tanha Nahi Karna,
Ye Dunya Aik Maila Hai Tumhain Khonay Se Darta Hoon…
Jo Hansti Ho Tu Kyun Palkoon K Goshay Bheeg Jatay Hain ,
Tumhain Maloom Hai Main Iss Tarah Ronay Se Darta Hoon …
Ye Jab Se Khwaab Daikha Hai Tum Mujhe Choor Jaao Gee ,
Main Ab Darta Hoon Khwaabon Se Main Ab Sonay Se Darta Hoon…
Share By : Sohail Khan
Ek larki ne namaz parhi aur shadi kay liye dua mangne lagi to sharama geye kahne lagi
“Aey allah mein apne liye kuch nahi mangti bus meri ammi ko ek khubsurat damaad de de.
.
Pta hai kya hua
.
.
USKI Choti behan ki shadi ho gai ;
MORAL: Duaon mein funkaarian nahi kerni chhiyen.
Zindagi yun hui basar tanha
qafila sath aur safar tanha
apne saye se chaunk jate hain
umr guzri hai is qadar tanha
raat bhar bolate hain sannate
raat kate koi kidhar tanha
din guzarata nahi hai logon mein
raat hoti nahi basar tanha
hum ne daravaze tak to dekha tha
phir na jane gaye kidhar tanha
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Gulzar
Kabhi Yaad Aaye To Pochna
Zara Apni Kahlwat-e-Sham Se
Kise Ishq Tha Teri Zaat Se???
Kise Pyar Tha Tere Naam Se
Zara Yaad Karo K Wo Kon Tha
Jo Kabhi Tujhe Bhi Azeez Tha
Wo Jo Ge Utha Tere Naam Se
Wo Jo Mar Mita Tere Naam Pay
K Yehi Wafaoon Ka Hai Isla
Magar Aisa Juram Tha Kon Sa???
Gai Hum Dua-o-Salam Se
Na Kabhi Visal Ki Chah Ki
Na Kabhi Firaaq Mai Aah Ki
K Mera Tareeqa-e-Bandagi
Hai Juda Tareeqa-e-Aam Se