Sunday, May 6, 2007

Urdu shayari janamdin



Gul ko Ghulshan Mubarak..
Shair ko Shahiry Mubarak..
Chand ko Chandni Mubarak..
Ashiq ko uski Mehbooba Mubarak?
Hamari taraf se aap ko ? Naya Janam Din Mubarak




Agar yaad tumko na rahe apna janmdin
Check karte rahna yunhi apne mobile ke inbox hardin
Main kabhi na bhulonga apne yaar ka janmdin
Chahe woh ho mera akhri din
Aapko jaroor mera yeh msg. milega
Jispe likha hoga ” mubarak ho aapko aapka jamdin”



Khuda kaise karoon shukriya iss din ke liye
Jis duniye tumhe dharti pe bheja hamare liye
Naa jaane kyon main intezaar kar raha tha
Shayad janmdin hai tumhara iss liye
Meri har ek dua hai teri lambi umr ke liye
Dil khud jaanta hai tu na ho dhadkega kis k liye




Share with us more ­­­­­­­­­­­­­­­­­­­Urdu shayari janamdin in Comments section below.



No comments:

Post a Comment