Thursday, February 18, 2016

Apne logon se bichhad ke shayari



Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..
(Mirza Ghalib)


Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..
(Allama Iqbal)


Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..




Pathar ko bhi pani kar de hum
woh jaan rakhte hai,
anjaan ko bhi apna bana le hum
woh pehchaan rakhte hai.


Karte nahi izhar
phir kyun karte ho tum pyar?
nazron se bate bahat hui
ab lab se karo ikrar…


Fitrat me nahi Humare,
Mohabbat me aason Bahana,
Bewafaiko unki apni yadon me dohrana,
Do boond Sharab ki,
Bhuladeti hai sare gam,
Aur,Phir kisi nayi mehbooba ki talash me
Nikal padte hai Hum !!



Share with us more Apne logon se bichhad ke shayari in Comments Section below.




No comments:

Post a Comment