Sajdoon k ewiz fardoos mily ye bat mujay manzoor nahi.
.
Be-loos ibadat krta hon banda hon tera, mazdor nahi.
Sajdoon k ewiz fardoos mily ye bat mujay manzoor nahi.
.
Be-loos ibadat krta hon banda hon tera, mazdor nahi.
Merey daes ki faza bohut sougwar ha aik
shaheen tha jo falak laut gya ha
Thank you Sir. M. M. Alam for your services for the country.
May Allah rest your soul in eternal peace. Amen
Unse Milne Ko Dil Beqraar Sa Rehta Hai
Har Ghadi Har Pal Intzaar Sa Rehta Hai
Paheli Si Ban Gayee Hai Mohabbat Ki Daastaan
Iqraar Dil Mein,Zubaan Pe Inkaar Sa Rehta Hai
Dil Ke Sehra Se Khayalon Ke Kaarwaan
Guzar To Jaate Hain Par Gubbaar Sa Rehta Hai
Nazron Se Door Magar Dil Ke Qareeb Hain
Gair Ho Kar Bhi Unpe Aitbaar Sa Rehta Hai
Chahat Ki Grifat Mein Jab Dil Ho
Na Zore Koi Dil Pe Na Ikhtyaar Sa Rehta Hai
hairaton ke silsile soz-e-nihan tak aa gaye
hum nazar tak chahate the tum to jan tak aa gaye
namuradi apni qismat gumrahi apana nasib
karavan ke khair ho hum karavan tak aa gaye
un ke palkon par sitare apne honton pe hansi
qissa-e-gam kahate kahate hum kahan tak aa gaye
apni apni justaju hai apana apana shauq hai
tum hansi tak bhi na pahunche hum fugan tak aa gaye
zulf mein khushbu na thi ya rang aariz mein na tha
aap kis ke aarzoo mein gulistan tak aa gaye
rafta rafta rang laya jazba-e-khamoshi-e-ishq
wo tagaful karte karte imtihan tak aa gaye
khud tumhen chak-e-gireban ka shaur aa jayega
tum vahan tak aa to jao hum jahan tak aa gaye
aj ‘qabil’ maikade mein inqalab aane ko hai
ahal-e-dil andesha-e-sud-o-ziyan tak aa gaye
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Qabil Ajmeri
Hawa jab geet gati hai Mery Aansoo nahin rukty
Tumhari yad aati hai Mery Aansoo nahin rukty
Main khush hota hon pani mein baha kar kaagzi kashti
Magar jab dub jati hai Mery Aansoo nahin rukty
Mein din bhar khof ruswai ka kitna zabat krta hon
Magar jab raat chaati hai Mery Aansoo nahin rukty
Kabi jab sarad shamun mein may tmko pukaron
Chalay anaa k her sans pay Aansoo nahi ruktay
Munkir-E-Haider Na Hamein Josh Dilaao,
Behlool Hi Rehne Do Na Mukhtaar Banaao,
Jis Ghar Pe Alm Ho Wahaan Tum Jatay Nahi Ho,
Jannatt Mein B Alam Hai Wahaan Ja K To Dekhaao,
Kaaba Pe Nishani Hai Mere Mola Ali Ki,
Gar Baap K Ho Kabay Ki Diwaar Girao,
Parhta Hai Lahu Noha To Dil Karta Hai Matam,
Azaadaari Pe Pabandi Laga K To Dikhaao,
Mera Gi Tu Chahay
Ye Chanda Sitaray
Aanchal Pay Tumharay
Mien Taanq Doun…..
Mera Gi Tu Chahay
Ye Saray Nazaray
Tumhien Apnay Rub Say
Mien Maang Doun…..
Ye Chanda Sitaray
Ye Saray Nazary
Tumhien Sounp Ker
Ager Tu Ju Chahay
Tumhien Apnay Rub Say
Mien Maang Loun?
(Poet: Sajid Hadayat
Tel:+92 333 4123685)
1.Being happy doesn’t mean that every thing is perfect,It means you have decided to see beyond the imperfections.
2. Crying isn’ t showing weakness, its showing that u have been strong for too long.
3. Asking Someone for 4givness doesnt mean that u are coward but it means u want to save the realationship.
4. Accepting Others talent doesnt mean that u are inferior but it means that you are wise enough to recognize GOD’S beauty in every human being..
Jo “AANSOO” na hote “AANKHON” me to
“AANKHEIN” itni “KHUBSURAT” na hoti,
jo “DARD” na hota “DIL” me To
“KHUSHI” ki “KEEMAT” pata na hoti,
jo “BEWAFAI na ki hoti “WAQT” ne to
“WAFA” ki kabhi “CHAHAT” na hoti,
agar “SOCHNE” se puri ho jati “MURADEIN” to
“Duaa” ki kabhi zarorat na hoti.
“Khud Hi Masroof Rehtay Ho Subha se Sham Dhalnay Tak…!
“Aur Phir Na Yaad Krnay Ka Gila Bhi Hum se Krtay Ho. .
Kisi Ki Aankh Main Mujh Ko
Kabhi Aanay Nahin Daina
Ke Qeematt Aansooon Ki Abb
Adaa Tum Se Nahin Ho Gee
Nahin…
Tum Yun Nahin Kehna
Mujhay Aansoo Nahin Kehnaa
Mujhay Aankhon Main Bastaa
Ik Haseen Sapnaa He Keh Daina
Ke Sapnay Aankh Main..
Taaron Ki Tarhaa Jhilmilaatay Hain
Magar Thehro!
Mujhay Sapnaa Nahin Kehnaa
Ke Sapnay Toot Jaatay Hain
Mujhay Apnaa Nahin Kehna
Ke Apnay Rooth Jaatay Hain
Kis Ko Fursat Thi Zamane Ke Sitam Sehne Ki,
Agar Na Is Shokh Ki Aankhon Ka Sahara Hota,
Koi Humdard Zamane Mein Na Paya
Dil Ki Hasrat Rahi Koi Humara Hota
Urdu Version:
زندگی کتنی مسرت سے گزرتی یارب
عیش کی طرح اگر غم بھی گوارا ہوتا
کس کو فرصت تھی زمانے کےستم سہنے کی
گر نہ اُس شوخ کی آنکھوں کا اشارہ ہوتا
کوئی ہمدرد زمانے میں نہ پایا اختر
دل کو حسرت ہی رہی کوئی ہمارا ہوتا
(اختر شیرانی)
Share By : Muhammad Saeed
Imagine There’s No Heaven,
It’s Easy If You Try,
No Hell Below Us,
Above Us Only Sky,
Imagine All The People
Living For Today.
Imagine There’s No Countries,
It Isnt Hard To Do,
Nothing To Kill Or Die For,
No Religion Too,
Imagine All The People
Living Life In Peace.
Imagine No Possesions,
I Wonder If You Can,
No Need For Greed Or Hunger,
A Brotherhood Of Man,
Imagine All The People
Sharing All The World.
You May Say Im A Dreamer,
But Im Not The Only One,
I Hope Some Day You’ll Join Us,
And The World Will Live As One
Jab Bhi Kisi Ko Kareeb Paya Hai Kasam Khuda Ki Wahin Dhokha Khaya Hai Kyon Dosh Dete Hein Hum Kanto Ko Zakham To Humne Phulo Se Paaya Hai
Mere Clas Fellows Ki Taraf Se Mere Office Colegues Ki Taraf Se Or Mere 16 Cror Pakistanio Ki Taraf Se Tumhain Salgirah Mubarak
Kuch Is Terha Guzarti Ab, Humaari Har Shaam Hai, Ek Haath Tasveer Unki To, Aik Haath Jaam Hai! Bekaar Hai Yaad Dilana ,K Shaye Ye Haraam Hai, Sab Kuch Bhool Jaate Hain ,Jab Koi Leta Unka Naam Hai!
Wo Jo Keh Raha Tha Tum Se
Meri Ladli Behna
Zara Hosly Se Rehna
Tumhain Hum Se Door Ja Kr
Koi Dukh Ho Koi Ghum Ho
Usko Khush Dili Se Sahna
Koi Aisa Din Na Aaye
Keh Tumhari Aankh Num Ho
Tumhein Yaad Bhi Na Hoga
Meri Chand Jasi Behna
Keh Ye Baat Kahte Kahte
Koi Khud Se Bhi Ro Raha Tha..?
jab merii haqiiqat jaa jaa kar un ko sunaa_ii logo.n ne
kuchh sach bhii kahaa kuchh jhuuTh kahaa kuchh baat banaa_ii logo.n ne
Dhaaye.N hai.n hameshaa zulm-o-sitam duniyaa ne muhabaat vaalo.n par
do dil ko kabhii milane na diyaa diivaar uThaa_ii logo.n ne
aa.Nkho.n se na aa.Nsuu po.nch sake ho.nTho.n pe Khushii dekhii na ga_ii
aabaad jo dekhaa ghar meraa to aag lagaa_ii logo.n ne
tanhaa_ii kaa saathii mil na sakaa rusvaa_ii me.n shaamil shahar huaa
pahale to meraa dil to.D diyaa phir iid manaa_ii logo.n ne
is daur me.n jiinaa mushkil hai ai ‘Ashk’ ko_ii aasaa.N nahii.n
har ik qadam par marane kii ab rasm chalaa_ii logo.n ne
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Ibrahim Ashk
Waqt Say Kon Kahay Yaar Zara Ahista
Gar Nahin Vasal To Yeh Khuaab-E-Rafaaqat Hi Zara Dair Rahay
Waqfa-E-Khuaab Kay Paaband Hain
Jab Tak Ham Hain
Yeh Jo Toota To Bikher Jaaeyn Gay Saaray Manzar
(Teergi-Zaad Ko Moj Hay Fana Ki Taleem)
Heest Aur Neest Kay Maabain Agar
Khuwaab Ka Pal Na Rahay
To Kuch Na Rahay
Waqt Say Kon Kahay
Yaar Zara Aahista…
Amjad Islam Amjad
Happiness, like most things, comes from mothers.
An amniotic universe is rare.
Paradises aren’t found with others,
Perhaps because we must breathe our own air.
Yet even after paradise, we find
Mothers are a bath of warm affection.
Only mothers’ love is truly blind
To guarantee all errant souls protection.
However we find love, it can be only
Evanescences of memories
Retained from when we never could be lonely,
‘Ere we left our mother’s outsized knees.
So good it is to have that happiness
Designed to grace each subsequent caress,
All future love and joy to underlie,
Yearning backwards towards a mother’s sigh.
Shaikh jee thodi si pikar aaiye
may hai kya shay phir hamen batalaiye
aap kyon hain sari duniya se khafa
aap bhi dushman mere ban jaiye
kya hai acha kya bura banda-navaz
aap samajhen to hamen samajhaiye
jane dije aql ke baten janab
dil ke suniye aur pite jaiye
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sudarshan Faakir
Teacher: Change this sentence into Future Tense, I killed a person
.
Student: The Future tense is You will go to a jail
Pathan ka challenge
Pathan: Mai Meenar-e-pakistan ko sar par utha kar Peshawar le ja sakta hon.
Hazaron log ekathay ho gaye
Pathan: Bas ese utha kar mairy sar par rakho tum !
Shikave ke naam se bemehar khafa hota hai
ye bhi mat kah ke jo kahiye to gila hota hai
pur hun main shikave se yun rag se jaise baja
ik zara chediye phir dekhiye kya hota hai
go samajhata nahi par husn-talafi dekho
shikava-e-jaur se sar-garm-e-jafa hota hai
ishq ke reh mein hai charkh-e-makaukab ke wo chal
sust-rau jaise koi aabalapa hota hai
q na thaharen hadaf-e-navak-e-bedad ke hum
aap utha late hain gar tir khata hota hai
khub tha, pahale se hote jo hum apne bad-khvah
ke bhala chahate han aur bura hota hai
nala jata tha pare arsh se mera aur ab
lab tak aata hai, jo aisa hi rasa hota hai
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mirza Ghalib
Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya
Har Ek Kam Hum Ne Khuda Pe Chor Diya
Woh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula Deta
Usi Ka Kam Tha Usi Ki Raza Pe Chor Diya
Us Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe
Cheragh Hum Ne Jala Kar Hawa Pe Chor Diya
Us Se Baat Bhi Karte Tu Kis Tarhan Karte
Yeh Masal Dua Ka Tha Dua Pe Chor Diya
Iss Liye Tu Woh Kehte Hain Bewafa Hum Ko
K Hum NE Sara Zamana Wafa Pe Chor Diya
aag hai pani hai mitti hai hava hai mujh mein
aur phir manana padata hai ke khuda hai mujh mein
ab to le-de ke vahi shakhs bachcha hai mujh mein
mujh ko mujh se juda kar ke jo chupa hai mujh mein
mera ye hal ubharati hui ?????? jaise
vo badi der se kuch dhundh raha hai mujh mein
jitne mausam hain sab jaise kaheen mil jayen
in dinon kaise bataun jo faza hai mujh mein
aaina ye to batata hai ke main kya hun lekin
aaina is pe hai khamosh ke kya hai mujh mein
ab to bas jan hi dene ke hai bari ae “noor”
main kahan tak karun sabit ke vafa hai mujh mein
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Krishan Bihari Noor
Cute one…
If u read my sms, it means I’m cute
If u save, u agree I’m cute
If u fwd, u spread that I’m cute
&
if u delete, u r jealous, bcoz I’m cute..;-)
Lady Teacher : Bacho meri nermi ka fahida na utaho
mai kabhi naram hoti hon to kabhi sakht bhi hoti hon.
Student : Miss ap to bilkul meri LULLI jaisi hain.
A house is built by hands..
But a home is built by hearts!
u can live without something..
if u have someone to live for!
HAPPY MARRIAGE ANNIVERSARY..
Jo Meri Aankhon Se Khuwab Dekho
To Aik Shab Bhi Na So Sako Ge
K Lakh Chaho Na Hans Sako Ge
Hazar Chaho Na Ro Sako Ge
K Khuwab Kia Hain, Azab Hain Ye
Mere Dukhon Ki Kitab Hain Ye
Rafaqtain In Main Choteti Hain
Mohabbatain In Main Rothti Hain
Pinapti Hain In Main Wehshatain Si
Aziatain In Main Photeti Hain
Inhein K Dar Se Khizan Hain Jazbe
Inhein Se Shakhain Si Toteti Hain
Ghamon Ki Bandish Hain Khuwab Mere
Dukhon Ki Barish Hain Khuwab Mere
Ubal Raha Hai Dukhon Ka Lawa
Rahen-E-Atish Hain Khuwab Mere
Khial Sare Jhulas Gai Hain
Sulagti Khuwahish Hain Khuwab Mere
Ukharti Sansain Hain Zindagi Ki
Laho Ki Sazish Hain Khuwab Mere
Jo Meri Aankhon Se Khuwab Dekho
To Aik Shab Bhi Na So Sako Ge
Door Of Memories Will Never Close,
How Much We Miss Our friends
No One Knows,
Days Will Pass Like Years,
And We will Remember The Memories In Silent Tears.
Agr hum hasrton ki Qaber me dafan ho jain.
To kutbon p likh dena muhabat…
mar nahi skti..
Mrray Ba Deeway Da ‘Intezar’ Krrm,Ta Ba Na Yaadawm,
sabr Ba Sawai Zrra Lachaar Krrm, Ta Ba Na Yaadawm.
Sta Chi Pa Zrra Bande Kha Na Lagam No Na Ba Darzm,
Hera Ba Sta Da Kusay Laar Krrm, Ta Ba Na Yaadawm.
Agha Waday Ao Muhabat Ba De Yow Khob Wa Ganrram,
Wochay Ba Okhkay Da Rukhsar krrm,Ta Ba Na Yaadawm.
Sta Da Jafa Aw Bay-Nangai Gilayy Ba Na Kawoma,
Khpal Lewantoob Ba Gunna-gar Krrm, Ta Ba Na Yaadawm.
Sta qasamona ao wade ba wara heery krama,
Sta na khaista ba zanla yaar krrm, ta ba Na Yaadawm
Za Imdad Khiyal ba Grewan sery krram ratol Janana,
Za ba pakhpala zan pa Dar krrm, ta ba Na Yaadawm.
Mrray Ba Deeway Da ‘Intezar’ Krrm,Ta Ba Na Yaadawm,
sabr Ba Sawai Zrra Lachaar Krrm, Ta Ba Na Yaadawm.
Sta Chi Pa Zrra Bande Kha Na Lagam No Na Ba Darzm,
Hera Ba Sta Da
Na Me Shi Yaqeen 6 Ta Da Bal Sholy,
Laare Da Pradi Chaman Bulbul Sholy.
Mata Hamesha Ba We Azghe Azghe,
Laas Ke Da Raqeeb Janana Gul Shole.
Tal Me Jaravi Sta Berohi Gula,
Bal La Zindagi Ma La Ajal Shole.
Daa Sanga Rishta Wa Hes Poena Shoma,
Khpal La Shwe Prade, Pradi La Khpal Shole.
Gham De Da Tol Umar Rapa Sar Kralo,
Ma Khana Kharab Na 6 Ta Beyal Shole.
Os Ba De Khanda Pa Shondo Na Venam,
Dal Da Judai Pa Jranda Dal Shole.
Zanla De Zwani Khore Ire Krala,
Ishq Ke Da Pemakho Che Hajal Shole.
Khkaari IMDAD KHIYALA 6 Besoka Shwe,
Prot La Khariye 6 Pa Zangal Shole.
Kusay Laar Krrm, Ta Ba Na Yaadawm.
Agha Waday Ao Muhabat Ba De Yow Khob Wa Ganrram,
Wochay Ba Okhkay Da Rukhsar krrm,Ta Ba Na Yaadawm.
Sta Da Jafa Aw Bay-Nangai Gilayy Ba Na Kawoma,
Khpal Lewantoob Ba Gunna-gar Krrm, Ta Ba Na Yaadawm.
Sta qasamona ao wade ba wara heery krama,
Sta na khaista ba zanla yaar krrm, ta ba Na Yaadawm
Za Imdad Khiyal ba Grewan sery krram ratol Janana,
Za ba pakhpala zan pa Dar krrm, ta ba Na Yaadawm.
Share with us more Pashto shayari in comments section below.
Kya bood-o-bash poochhe ho Purab ke sakino
Hum ko gharib jaan ke hans hans pukar ke
Dilli jo aik shehar tha aalam mein intekhaab
Rehte the muntakhib hi jahan rozgaar ke
Jisko falak ne loot ke viraan kar diya
Hum rahnay walay hain ussi ujray dayar ke
Honthon Pe Mohabbat K Fasaane Nahi Aate,
Sahil Pe Samundar Ke Kinare Nahi Aate,
Palkain Bhi Chamak Uthti Hai Soti Mein Hamari,
Aankhon Ko Abhi Khawab Chhupane Nahi Aate,
Dil Ujdi Hui Ek Saraaye Ki Tarha Hai,
Ab Log Yaha Raat Jagane Nahi Aate,
Share with us more Poetry sms meer teki in Comments Section below.
Janmdin Mein
Phoolon Ki Sugandh Se Sugandhit Ho Jeevan Tumhara
Taron Ki Chamak Se Sammilit Ho Jeevan Tumhara
Umr Aapki Ho Suraj Jaisi
Yaad Rakhe Jise Hamesha Duniya
Janmdin Mein Aap Mehfil Sajayein Aap Aisi
Subh Din Ye Aaye Aapke Jevan Mein Hazaar Baar
Aur Hum Aapko Janmdin Mubarak Kehte Rahein Har Baar.
Maybe I Didnt Love You
Quite As Often As I Could Have
And Maybe I Didnt Treat You
Quite As Good As I Should Have
If I Made You Feel Second Best
Girl Im Sorry I Was Blind
You Were Always On My Mind
You Were Always On My Mind
And Maybe I Didnt Hold You
All Those Lonely Lonely Times
And I Guess I Never Told You
Im So Happy That Youre Mine
Little Things I Should Have Said And Done
I Just Never Took The Time
You Were Always On My Mind
You Were Always On My Mind
Tell Me Tell Me That Your Sweet Love Hasnt Died
Give Me Give Me One More Chance To Keep You Satisfied
Ill Keep You Satisfied
Maybe I Didnt Love You
Quite As Often As I Could Have
And Maybe I Didnt Treat You
Quite As Good As I Should Have
Little Things I Should Have Said And Done
I Just Never Took The Time
You Were Always On My Mind
You Were Always On My Mind
jo chahate ho so kahate ho chup rahane ke lazzat kya jano
ye raz-e-muhabbat hai pyare tum raz-e-muhabbat kya jano
alfaz kahan se laun main chale ke tapak samajhane ko
izahar-e-muhabbat karte ho ehasas-e-muhabbat kya jano
kya husn ke bhikh bhi hoti hai jab chutaki chutaki judati hai
hum ahal-e-garaz jane is ko tum sahib-e-daulat kya jano
hai farq bada ae jan-e-“raza” dil dene mein dil lene mein
ulfat ka ta’alluq janate ho rishte ke nazakat kya jano
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Raza Qureshi
Puchte Ho To Suno Kaise Basar Hoti Hai
Rat Khairat K Sadqe Ki Sahar Hoti Hai
Sans Bharne Ko To Jina Nahin Kahte Ya Rab
Dil Hi Dukhta Hai Na Ab Asteen Tar Hoti Hai
Jaise Jagi Hui Ankhon Main Chubhen Kanch Ke Khwab
Rat Is Tarah Diwanon Ki Basar Hoti Hai
Gam Hi Dushman Hai Mera Gam Hi Ko Dil Dhundta Hai
Ek Lamhe Ki Judai Bhi Agar Hoti Hai
Ek Markaz Ki Talash Ek Bhatakti Khushbu
Kabhi Manzil Kabhi Tamhid-E-Safar Hoti Hai
Kabhi Humko Rab Ki Khudai Ne Mara,
Kabhi Sang Dil Mahboob Ki Judai Ne Mara,
Bari Muddat Tak Kabhi Tanha Rahe Hai Hum,
Kabhi Humko Ghamgeen Tanhai Ne Mara,
Mahboob Se Hum Pyar Ka Ikrar Nahi Karte,
Aur Hume Dar Aur Ruswai Ne Mara,
Ye Tha Mera Mazi Aur Ab Mera Haal Ye,
Mujhe Ab Mahboob Ki Bewafai Ne Mara…!!!
Iqraar Gaye, Inkaar Gaye, Hum Haar Gaye
Aankhon Say Sab Aasaar Gaye, Hum Haar Gaye
Kuch Yaadein Uss Ki Beech Samander Doob Gayeen
Kuch Sapney Reh Uss Paar Gaye, Hum Haar Gaye
Ikk Umr Rahey Hain Jeet Say Be-Perwah Lekin
Jab Jeetna Chaaha, Haar Gaye Hum Haar Gaye
Yoon Uljhey Duniya Ke Dukh Mein Be-Sudh Ho Ker
Sab Jhootey Sachey Pyaar Gaye, Hum Haar Gaye
Pehley To Preet Mein Apney Aap Say Door Huwey
Phir Yaar Gaye, Dildaar Gaye, Hum Haar Gaye !
Zulf o rukkh k saye mai zindagi guzari hai
Dhoop bhi hamari hai chhao’n bhi hamari hai
Gham ghusar chehro’n par aitebar mat karna
Shehr mai siasat k dost bhi shikari hai
Morh lene wali hai zindagi koi shayad
Abb k phir hawao’n mai aik be qarari hai
Ik ajeeb thandak hai uss k narm lehjey mai
Lafz lafz shabnam hai baat baat pyari hai
Kutch to payengey uski qurbato’n ka khamyaza
Dil to ho chukey tukrhe abb saro’n ki baari hai
Baap bojh dhota tha kya jahez de pata
Iss liye wo shehzadi aaj tak kunwari hai
Keh do MEER O GHALIB se hamm bhi shair kehte hain
Wo sadi tumhari thi ye sadi hamari hai
Share with us more Manzar bhopalis best shair in Comments Section below.
Main Te Raat Haneri Jad V Turde
Dushman Surkh Savera,
Mal Beh Janda C Raawa
Goori Neend Ch Sab Khalkat Suti
Te Main Gam Nu Howke Lai Lai Gaawan
Bhul K Sajjna Dil Na Laavi
Hundiyan Ishq Diyan Sakhat Sajawan
Ja Sohneya Tu Sada Khushian Maane
Jashan Diyan Ta Bas Tere Layi Ehi Dili Duawaa
Parveen Shakir”
Main Apni Dosti Ko Sheher Mein Ruswa Nhi Krti,
Mohbt Main Bhi Krti Hoon Magar Charcha Nhi Krti,
Jo MuJ Se MiLne Aa Jaye Main Us Ki DiL Se Khadim Hoon,
Jo Utth K Jana Chahay Main Usey Roka Nhi Krti,
Jisey Main Chhor Deti Hoon Usey Phir BhooL Jati Hoon,
Phir Us Hasti Ki
Janib Main Kabhi Dekha Nhi Krti,
Tera Israar Sir Aankhon Pe K Tum Ko BhooL Jaon Main,
Main Koshish Kr K Dekhoon Gi Magar Waada Nhi Krti
“Kiun Rakhoon Main Apne Qalam Main Sayahi…!”
“Jab Koi Armaan Dil Main Machalta Hi Nahi…!”
“Na_Jane Kiun Sabhi Shak Karte Hain Mujh Par…!”
“Jab Sookha Gulab Meri Kitaabon Main Milta Hi Nahi…!”
“Kashish To Bohat Thi Mere Pyaar Main…!”
“Magar Kya Karoon Koi Pathar Dil Pighalta Hi Nahi.!
Agar Khuda Mile To Us Se Apna Pyaar Mangoon Ga.!
“Par Suna Hai Wo Marne Se Pehle Kisi Se Milta Nah
Share with us more ..parveen shakir sms .in comments section below
Do not get upset with people or situations.
Both are powerless without ur reaction
Can You Hear My Heart Breaking?
I Look Sullenly Upon The World.
I Brood About You, I Love You So Much.
I Miss You I Long For You.
The Memory Remains, All I Have Now Is That.
I No Longer Have You, But I Suppose I Never Had You At All.
My Heart Breaks. I Cry My Nonphysical Tears,
Because I Cannot Cry Real Ones.
Does That Make This All Unreal?
I Really Feel My Heart Breaking,
I Really Know You Are Gone Now,
I Really Love You, I Realize It Is The End
Suno December! Usay Pukaro
Suno December! Usay Mila Do
Ab Is Se Pehley K Saal Guzre
Ab Is Se Pehley K Jaan Nikle
Wohi Sitara Meri Lakeeron Mai Qaid Ker Do
Is Akhri Shab K Aakhri Pal Koi Bada Ikhtitam Ker Do
Ye Zindagi Bi Tamam ker Do
Suno December! Usay Bula Do.
Bina dekhe uska haal bta sakta hu::
bina dekhe uski tasveer bna sakta hu::
:meri mohobaat me itni taqat hai ki uski
ankhon ke aansu aapni aakh se gira sakta hu
Har Shaam Tum Se Milne Ki Aadat Si Ho Gai..
Phir Rafta Rafta Tum Se Mohabbat Si Ho Gai..
Shayad Ye Taza Taza Judai Ka Tha Asar..
Har Shakal Yak_Ba_Yak Teri Surat Si Ho Gai..
Ek Naam Jhil’Milane Laga Dil K Taaq Par..
Ek Yaad Jese Baais_E_Rahat Si Ho Gai..
Khud Ko Saja Sanwar K Rakhne Ka Shoq Tha..
Phir Apne Ap Se Mujhe Nafrt Si Ho Gai..
Me Ne Koi Bayan_E_Safai Nhi Dia..
Bs Chup Rahe To Khud Hi Wazahat Si Ho Gai..
Girl:
Ya Jo Samne Larka Betha Hain
Is Ka Naam Kya Hain
Waiter:
Yeh Alyas Shahb Hain
Girl:
Yeh Mjhe 1 Ghantay Sa Pareshan Kar Rahey Hain
Waiter:
Magar Wo To Apke Taraf Dekh Bhi Nahi Rahay?
Girl:
Yahi To Pareshani Hai
Moral:
Dunia Shareefon Ko Jeenay Nahi Deti