Hum Apni Rooh tera jism mai hi chor aye Faraz
Tujhay galey se lagana tu ek bahana tha ….
Tuesday, April 30, 2013
Tujhay Galay Se Lagana
Monday, April 29, 2013
Best Naughty Sms Girlfriend
Boy wd his girlfrnd watching
a Boxing match,
In wch a boxer got knocked out in d 1st round!
Boy:Disgusting just
ALL OVER in 1 min?
Girl:Now U knw how I Feel?
Sochate aur jagate sanson ka ik dariya hun main – Athar Nafees
Sochate aur jagate sanson ka ik dariya hun main
apne gumgashta kinaron ke liye bahata hun main
jal gaya sara badan in mausamon ke aag mein
ek mausam ruh ka hai jis mein ab zinda hun main
mere honton ka tabassum de gaya dhokha tujhe
tune mujhko bag jana dekh le sehra hun main
dekhiye meri pazirai ko ab aata hai kon
lamha bhar ko waqt ke dahaliz par aaya hun main
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Athar Nafees
Chehara mera tha nigahen us ke
chehara mera tha nigahen us ke
khamushi mein bhi wo baten us ke
mere chehare pe gazal likhati gain
sher kahati hui aankhen us ke
shokh lamhon ka pata dene lagin
tez hoti hui sansen us ke
aise mausam bhi guzri hum ne
subahen jab apani thin shamen us ke
dhyan mein us ke ye aalam tha kabhi
aankh mahatab ke yaden us ke
faisala mauj-e-hava ne likkha
aandhiyan meri baharen us ke
nind is soch se tuti aksar
kis tarah katati hain raten us ke
dur rah kar bhi sada rahati hai
mujh ko thame hue bahen us ke
Poet of the poem/ghazal or Nazam: Parveen Shakir
Sunday, April 28, 2013
Tasveer shayari
Juda Hai To Kya Hua Doori To Nahi
Baat Bhi Na Ho Aisi Majboori To Nahi
Nazar Nahi Aate Ho Aap To Kya Hua
In Aankho Mein Tasveer Aapki Adhuri To Nahi…
Tasveer dekh ke tujhe yaad baar baar karte hai
jahan se vo kabhi guzre thei..unhi raahon mein unka intezaar karte hai
ae na-samajh tum samajhte kyu nahin dil ki baat
tujhe hum hadd se ziyaada pyar karte hai
Bhale Hi Kisi Gair Ki Jaagir Thi Wo
Par Mere Khwabon Ki Tasveer Thi Wo
Mujhe Milti To Kaise Milti
Kisi Aur Ke Hisse Ki Taqdeer Thi Wo…
Teri tasveer saath apne har pal rakhte hai
jab akele ho jaaye uss se baatein karke chooma karte hai
qadar samjhi na tu ne mere pyar ki o na-samajh
tere kadmo talley toh hum apna dil bhi rakha karte thei
Share with us more Tasveer shayari in comments section below.
Wo Aaine Ko Bhi Hairat Mein Daal Deta Hain
Kisi Kisi Ko Khuda Ye Kamal Deta Hai….
Saturday, April 27, 2013
Ankhon Mein Sama Jao
Ankhon Mein Sama Jao, Is Dil Mein Raha Karna
Taron Mein Hansa Karna, Phoolon Mein Khila Karna
Jab Se Tumhein Dekha Hai, Jab Se Tumhein Paya Hai
Kuchh Hosh Nahin Mujhko, Ek Nasha Sa Chhaya Hai
Ab Baat Jo Karni Ho, Aankhon Se Kaha Karna
Aey Kaash Dharkta Dil, Kuchh Der Thahar Jaaye
Ye Raat, Mohabbat Kii, Yunhii Na Guzar Jaae
Baqi Hai Abhii Tum Par, Ye Jaan Fidaa Karnaa
Aankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa Karna
Kismat Na Dikhaye Ab, Ghariyaan Hamein Furaqat Ki
Har Raat Yuunhi Chamake,Taqadir Mohabbat Ki
Aey Chand Sitaaro Tum Mil Jul Ke Duaa Karna
Aankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa Karna
Aankh Bhar Aaye Hai
Us Sey Taluk Hi Kuch Aisa Raha Hai Dosto ,
Jab Bhi Socha usey Aankh Bhar Aaye Hai
Friday, April 26, 2013
Gam-e-duniya se gar pai bhi fursat sar uthane ke
gam-e-duniya se gar pai bhi fursat sar uthane ke
falak ka dekhana taqarib tere yaad aane ke
khulega kis tarah mazamun mere maktub ka yarab
qasam khai hai us kafir ne kagaz ke jalne ke
lipatana paraniyan mein shola-e-atish ka aasan hai
wale mushkil hai hikamat dil mein soz-e-gam chupane ke
unhen manzur apne zakhmiyon ka dekh aana tha
uthe the sair-e-gul ko dekhana shokhi bahane ke
hamari sadagi thi iltafat-e-naz par marana
tera aana na tha zalim magar tamahid jane ke
laqad-kob-e-havadis ka tahammul kar nahi sakati
meri taqat ke zamin thi buton ke naz uthane ke
kahun kya khubi-e-auzag-e-ibna-e-zaman “ghalib”
badi ke usane jis se hum ne ke thi barha neki
Poet of the poem/ghazal or Nazam: Mirza Ghalib
Account has been hacked
Sir your account has been hacked
.
.
.
.
Facebook???
.
.
.
.
No sir, your bank account
.
.
.
.
Ooh Thank God!
Allama iqbal islamic shayari in urdu
Amal se zindagi banti hai, jannat b jahanum b
yeh khaaki apni fitrat mein na noori hai na naari hai
paani paani kr gayi mujhko qalandar ki woh baat
tu jhuka jo ghair k agay na tan tera na man tera…
Share with us more Allama iqbal islamic shayari in urdu in Comments Section below.
Husn Walon Ko Kiya Zaroorat Hai Sanwarne Ki
Thursday, April 25, 2013
Yaad Aate Hain Wo School Ke Din
Yaad Aate Hain Wo School Ke Din
Na Jaate The School Doshton Ke Bin
Kaisi Wo Doshti Thi Kaisa Tha Wo Pyar
Ek Din Ki Judai Se Darte The Jab Aata Tha Saniwar
Chalte Chalte Pathron Main Marte The Thokar
Kabhi Hashte Gaate To Kabhi Chalte The Rokar
Kandhon Main Keetab Liye Haath Main Botel Paani
Kise Pata Tha Bachpan Ki Doshti Bichhura Degi Jawaani
Yaad Aate Hain Wo Shayahi Se Range Haath
Kaya Din The Wo Jab Karte The Lunch Saath
Chhutti Ki Ghanti Sunte Hi Wo Bhag Ke Kamre Se Bahar Aana
Fir Hashte Hashte Doshton Se Mil Jaana
Kaash Wo Dosht Aaj Bhi Mil Jaate
Dil Main Fir Se Bachpan Ke Phool Khil Jaate
Wednesday, April 24, 2013
Happy Independence Day
=–..__..-=-._.
!=–..__..-=-._;
!=- -..(*..-=_;
!=–..__..-=-._;
!
I
I
Let’s Take Decision
To Value Our Nation
Won’t Forget Those Sacrifices
Who Gave Us Freedom
Now Its Our Turn
To Have A Reformation
Happy 64th Independence Day To All
Lets Celebrate Dis Day
D Day Dat Gave Us D
Freedom Of Thought
Action
Faith N
Speech
ALLAH Hamare Mulk K Jhande Ko
Hamesha Sar-Bland Rakhe (AAMEEN)
Happy Independence Day
Tuesday, April 23, 2013
Hindi Desh Bakhti Message
सिमटी है दिल में उनकी याद
किसी पाक रिवायत की तरह।
गूंजती हैं अब कानो में उनकी
सरगोशियां इनायत की तरह।
बसती है उनकी धड़कन मेरी
धड़कनों में इबादत की तरह।
#Veenu” #kavya #shair
https://t.co/lNBT5DWB5i
Hame samjhao na ‘Mohsin’ - Mohsin Naqvi Love Poetry
Roman Urdu - Love Poetry
Mohabbat Mashwara Hoti To, Tum Say Pooch Kar Karte…
Urdu - Mohabbat Shayari
محبت مشورہ ہوتی، تو تم سے پوچھ کر کرتے
Neend Aa Jaye Tu Milna Unse Mayasar Ho
Teri ankho me wo chamak hai aayina bhi fika pad jata hai,
Teri ankho me khud ko kaid pake tera gulam bnke rah jata hun.
bhul ke jo apni ankhe band ki usi waqt tera ye gulam azaad ho jata hai.
aur tujhse pyar krne ka gunah tera ye gulam kr gaya hai.
i love you meri jaan ANITA
Mosam par sayari in hindi
Jaane ye kaun sa mausam hai
Na sardiyon ki dhoop hai
Na din yahan par kam hai
Na thand ka koi bhi roop hai
Na mitti ki khushbu hai
Na bheege yauvan mein hulchul
Na baadalon mein guftagu hai
Na chai pakodi ka hi koi pal
Dhoop bhi chilchilaati nahi
Na chaandni ka koi aalam
Na jharnon ki aarzoo kahin
Na ye chhuttiyon ka mausam
Sarson bhi nahi dikhte hain
Patang asma me ab tak na naacha hai
Naye patte bhi kahin na ugte hain
Na muskaraata koi bhi raasta hai
Jaane ye kaun sa mausam hai
Tum paas hokar bhi itne door ho
Har baat shuru hone se pehle khatm hai
Kaam ho na ho, masroof ho…
Share with us more Mosam par sayari in hindi in Comments Section below.
Monday, April 22, 2013
Ghafil Teri Yaadon Se Hua Main To Nahi Tha
Sunday, April 21, 2013
Beautiful Islamic Poetry by Iqbal
Allama Iqbal Islamic Poetry # 1
Zaban Se Kah Bhi Diya La Ilaha Illah To Kya Hasil
Dil-O-Nigah Musalman Naheen To Kuchh Bhi Naheen”
Allama Iqbal Islamic Poetry # 2
Tum Syed Bhi Ho Mirza Bhi Ho Afghan Bhi Ho
Tum Sabhi Kuchh Ho Batao Ki Musalman Bhi Ho”
Allama Iqbal Islamic Poetry # 3
Masjid To Banadi Shab Bhar Mein Imaan Ke Hararat Walon Ne
Man Apna Purana Papi Hay Barson Mein Namazi Ban Na Saka
Allama Iqbal Islamic Poetry # 4
Wahi Derina Bimari Wahi Namuhkami Dil Ki
Ilaj Iska Wahi Aabe Nishat Angez Hay Saaqi
Allama Iqbal Islamic Poetry # 5
Batil Du-Ee Pasand Hay Haq La Sharik Hay
Shirkat Miyan-E Haq-O-Batil Na Kar Qubool
Allama Iqbal Islamic Poetry # 6
Manf-E-At Ek Hai Is Qaum Ki Nuqsaan Bhi Ek
Ek Hi Sab Ka Nabi Deen Bhi Iman Bhi Ek
Harame Paak Bhi Allah Bhi Quran Bhi Ek
Kuchh Bari Baat Thi Hote Jo Musalman Bhi Ek
Desi poetry has the complete collection of Allama Iqbal poetry in Urdu for Muslims and Pakistani people.
Saturday, April 20, 2013
Friday, April 19, 2013
Golden Lines
Golden Lines:
Kisi ki Shakal dekh ker uska mazaak mat uraoo..
Ho saktha hai k usne
tumse zayda bachiyan phansai hon…!!!
Submit By: Mohsin Mumtaz
The Emotions Hidden There
Never Did I Think
That Anyone Would Care
About What I Felt Inside
The Emotions Hidden There
But You Came Along
Like A Sudden Ray Of Light
Chased Away The Darkness
Made Everything Alright
You Listen When I Talk
And Never Turn Away
It Means So Much To Me
You Brighten Up My Days
You Make Me Laugh And Smile
When I Feel Like Crying
Make Me Feel Better
When I Feel Like Dying
Its Hard To Find A Friend
Who’s Sweet And Cute Like You
Who Seems To Find Happiness
In Everything You Do
Your Like A Diamond
A Rose Among The Thorns
A Cheeky Little Angel
That Somehow Sprouted Horns
I Usually Put Up Walls
And Not Let Anybody In
Afraid They Will See Me
Afraid They’ll See Within
But With You Its Different
I Feel Safe And Secure
Cause I Know Your Honest
And Your Heart Is Pure
I Wonder If I Deserve
Such A Friend Like You
Someone With
Warmth And Compassion
Who Always Knows What To Do
But I Feel Bad
When I Know That Somethings Wrong
Its Either That Your Lovesick
Or You Feel You Don’t Belong
I Want To Help You Thru It
And Try To Make You See
That I’m Always Here For You
And You Can Always Talk To Me
Cause A Friend Like You
Is A Gift
This I Truly Know
And No Matter What You Do
No Matter Where You Go
I’m Always Here For You
Till The Very End
Just Know This
Ill Always Be Your Friend
Thursday, April 18, 2013
WISH U A VERY HAPPY Ramadan
May the light that we celebrate at Ramadan show us the way and lead us together on the path of peace and social harmony.
“WISH U A VERY HAPPY Ramadan”
From: zulqarnain haroon (00971552543943)
To Keep Your Marriage Brimming
To keep your marriage brimming,
With love in the loving cup,
Whenever you are wrong, admit it;
Whenever you are right, shut up.
Jisay AAP likhta hoon khat main ab
Jisay aaks aks ganva diy,
Kabhi rubaru thi mere liye,
Jisay naqsh naqsh bujha diya,
Kabhi char-su thi mere liye,
Jo had e hawa say bhi door hai,
kabhi kubaku thi mere liye,
Jo tapish hai moj e sarab ki,
Kabhi aabju thi mere liye,
Jisay AAP likhta hoon khat main ab,
Kabhi sirf tu thi mere liye..
Wednesday, April 17, 2013
Project of 14_Aug_2015
Project of 14_Aug_2015
Sadar-e-Pakistan Ne America Ko Imdad Dene Ka Elan Kr Dia
India Ne Pakistan Se Moafi Mang Li
1 Rupee =99Doller Petrol Rs.20/Barrel
Pakistan Ne UK & USA Ko Imdad Mein 400 Tons Cheeni De Di.
Ye Sb Ho Skta Hai Agr Aap
2013 K Election Mein
Mujh Ko Pakistan Ka P.M Bnane Mein TaWun Krein.
THANK YOU. 😉
Parveen Shakir Romantic Poetry and Shayari in Urdu and Hindi
Koi Raat Mere Ashnna Muje Yun Bhi Tu Naseeb Ho
Na Rahe Khyal Libaus Kaa, Woh Itna Mere Qarib Hoo
Badaan Ki Gaarmi Anch Sy Meri Aarzoo Ko Aag Dy
Mera Josh Behaak Uthy, Mera Haal Bi Ajeeb Hua
Tere Chashani Wajud Ka Sara Raas Mein Nchoor Loon
Phir Tu Hi Mera Maraz Hua, Or Tu Hi Mera Tabeeb Hua
Kabhi neki bhi usake jee mein aa jaye hai mujhase – Mirza Ghalib
Kabhi neki bhi usake jee mein aa jaye hai mujhase
jafayen karake apni yaad sharma jaye hai mujhase
khudaya! jazba-e-dil ke magar tasir ulati hai
ki jitana khenchata hun aur khinchata jaye hai mujhase
wo bad khu aur meri dastan-e-ishq tulanii
ibarat mukhtasar, qasid bhi ghabara jaye hai mujhase
udhar wo badagumani hai, idhar ye natavani hai
na pucha jaye hai usase, na bola jaye hai mujhase
sanbhalane de mujhe ae naumidi, kya qayamat hai
ki damane khayale yar chuta jaye hai mujhase
takalluf bar taraf nazzaragi mein bhi sahi, lekin
wo dekha jaye, kab ye zulm dekha jaye hai mujhase
hue hain panv hi pahale nabard-e-ishq mein zakhmi
na bhaga jaye hai mujhase, na thahara jaye hai mujhase
qayamat hai ki hove muddai ka hamsafar ‘ghalib’
wo kafir, jo khuda ko bhi na saunpa jaye hai mujhase
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mirza Ghalib
Tuesday, April 16, 2013
Pepsi 65 Ki
Kash Zardari ke Baap ki shadi pe pepsi 65 ki ho jati..
Jis ko samjh aaya wo forward karain baqi light aye to Pogo dekhain.
:-p
Islamic Ejad (Invention)
Humen ye to pta hai k Gravity Newton ki, or Radio Marconi ki ejad hai
Lekin ye nahi pata k..
Sabun (Soap)
HAZRAT SALEH (A.S.) Ki Ejad Hai
Pul (Bridge)
HAZRAT YOUSAF (A.S) Ki
Kashti (Boat)
HAZRAT NOOH (A.S) Ki
Sheesha (Mirror)
HAZRAT SULEMAN (A.S) Ki
Sui (Needle)
HAZRAT IDREES (A.S) Ki
aur
Kanghi (Comb)
HAZRAT IBRAHIM (A.S) Ki Ejad Hai
(Ye Msg Sab Ko Send Karen. Taky Dunia Ko Pata Chaly K Ejadat Ka Silsila Hamary ANBIA (A.S) Ne Shuru Kya Tha)
Monday, April 15, 2013
Ye dooriyan
Ye Dooriyan To Mita Doon Main, Ek Pal MeiN Magar
Kabhi Kadam Nahi Chalte, To Kabhi Raaste Nahi Milte
Shab tum jo bazm-e-ghair mein aankhen chura gaye – Momin Khan Momin
Shab tum jo bazm-e-ghair mein aankhen chura gaye
khoye gaye hum aise ke agyar pa gaye
majalis mein us ne pan diya apne hath se
agyar sabz bakht the hum zeher kha gaye
gairon se ho wo pardanashin kyon na behijab
dam hay be-asar mere parda utha gaye
waiz ke zikr-e-mehar-e-qayamat ko kya kahun
aalam shab-e-vasl ke aankhon mein cha gaye
duniya hi se gaya main jo nahi naz se kaha
ab bhi guman-e-bad na gaye tere ya gaye
ae “momin” aap kab se hue banda-e-butan
bare hamare ??? mein hazarat bhi aa gaye
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Momin Khan Momin
Sunday, April 14, 2013
Sitare jo damakate hain – Amjad Islam Amjad
sitare jo damakate hain
kisi ke chashm-e-hairan mein
mulaqaten jo hoti hain
jamal-e-abr-o-baran mein
ye na abad vaqton mein
dil-e-nashad mein hogi
muhabbat ab nahi hogi
ye kuch din bad mein hogi
guzar jayenge jab ye din
ye un ke yaad mein hogi
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Amjad Islam Amjad
Love Someone
Love Someone …
Not Because They Give
You What You Need … !!!
But
Because They Give You Feelings
You Never Thought You Needed!
Har bar mangati hai naya chashm-e-yar dil – Daag Dehlvi
har bar mangati hai naya chashm-e-yar dil
ik dil ke kis tarah se banaun hazar dil
pucha jo us ne talib-e-roz-e-jaza hai kon
nikala meri zaban se be-ikhtiyar dil
karte ho ahad-e-vasl to itna rahe khayal
paiman se zyada hai napayadar dil
us ne kaha hai sabr padega raqib ka
le aur beqarar hua ae beqarar dil
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Daag Dehlvi
Saturday, April 13, 2013
Rain poetry in urdu
Mosam b hy suhana
Barish b ho rhi hy,
Bus ik kami hy jana!
Teri yad aa rhi hy
Matti ki soondhi khushboo
Patton sy behta pani
Hr cheez keh rhi hy
Teri yad a rahi hai.
Rim jim barasti barish tip tip tapakta pani.
Yeh shor keh raha hai
Teri yaad a rahi hai.
Bas ik kmi hy jana,
teri YAAD aa rahi hai.
Barishon k mosam mein, Dil ki serzameenon per, Gard Q bikahrti hey?
Is tarah k mausam mein,
Phool Q nahi khiltay? Log Q nahi milte?
Q faqat ye tanhai sath sath rehti hay,
Q bicharne walon ki yaad sath rehti hey?
Itni taiz barish sey, Dil k aiene per sey, Aqas Q nahi dhultey,
Zakhm Q nahi mit’tay, Neend Q nahi aati?
Barishon k mousam mein,
Ankhein Q barasti hein,
Ashk Q nahin thamtay?
Subha Q nahin ati,
Dard Q nahin tham_tay?
Barishon k mosam mein.
Share with us more Rain poetry in urdu in comments section below.
Chand Raat Shayari in Hindi
Jane Kal Talak Teri Hayat Ho Na Ho,
Jhum Le K Phir Yeh Chand Raat Ho Na Ho..!
Tera Jo Bhi Gham Hay Aaj Tere Sath Hay,
Bekhabar Yehi To Jagne Ki Raat Hay..
Kuch Na Kuch Haseen Abhi Yeh Kaenaat Hay,
Suba Tak Magar Yeh Kaenaat Ho Na Ho..!
Kah Rahe Hain Tuj Se Tere Dolte Qadam,
Kam Na Ho Sakeen Ge Aansuoon Se Tere Gham..
Hasratoon Se Kheel Jab Talak Hay Dam Main Dam,
Tere Hath Main Kisi Ka Hath Ho Na Ho,
Jhum Le K Phir Yeh Chand Raat Ho Na Ho..!!!
Teachers Day Shayari
There Aren’t Enough Words In The Dictionary
To Tell You How Much I Respect You,
There Aren’t Enough Ways In The World
To Show How Much
I Care About You And
Not Enough Wonderful Moments
To Share With You While Studying
A Million Beautiful Days
Would Not Be Too Many And
A Million Knowledge
Would Be To Few To Express About Your Teachings
I Thanks God For Giving Me Such A Teacher Like U
Wishing U A Happy Teacher Day?
For Teaching Children Lessons,
To Help Them As They Grow,
Let This Gift Remind You,
You’re The Best Teacher We Know!
I Chose This Special Present Because I Wanted You To Know,
That I’m Grateful For Your Hard Work In Helping Me To Grow.
For Your Constant Understanding And For Always Being There,
To Tell Me I Can Do It And To Show Me That You Care!
Why God Created Teachers.
When God Created Teachers,
He Gave Us Special Friends
To Help Us Understand His World
And Truly Comprehend
The Beauty And The Wonder
Of Everything We See,
And Become A Better Person
With Each Discovery.
When God Created Teachers,
He Gave Us Special Guides
To Show Us Ways In Which To Grow
So We Can All Decide
How To Live And How To Do
What’s Right Instead Of Wrong,
To Lead Us So That We Can Lead
And Learn How To Be Strong.
Why God Created Teachers,
In His Wisdom And His Grace,
Was To Help Us Learn To Make Our World
A Better, Wiser Place.
Rishton Ka Dhaga
Rishton Ka Dhaga Itna Kachha Nhi Hota
Kisi ka Dil Todna Achha Nhi Hota
Pyar To Dil Ki Aawaz Hai
Kon Kehta He Ek Taraf Ka Pyar Sachha Nhi Hota
Tumhari mast nazar agar idhar nahi hoti – Sahir Ludhianvi
Tumhari mast nazar agar idhar nahi hoti
nashe mein choor fiza is kadar nahi hoti
tumhin ko dekhane ke dil mein aarazuen hain
tamhare aage hi aur unchi nazar nahi hoti
khafa na hona agar bad ke tham lun daman
ye dil fareb khata jan kar nahi hoti
tumhare aane talak hum ko hosh rehta hai
phir usake bad hamen kuch khabar nahi hoti
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sahir Ludhianvi
Friday, April 12, 2013
Yeh Sab Ne Kya
yeh sab ne kya hall bana rakha ha….
.
.
Bachiya chor ker bacho ko londa bana rakha ha….
…..2014 shoro ho gaya ha…..
.:::::..————..:::::::
.
.
.oye pathano insan ban jana .
Thursday, April 11, 2013
Aaya tha ghar sanvarane ehasan kar gaya – Poet Unknown
aaya tha ghar sanvarane ehasan kar gaya
barbadiyon ka aur bhi saman kar gaya
ab tak rahi us ke yaad meri zindagi ke sath
do char pal ke mujh se jo pehchan kar gaya
aankhon ne jis ke shauq mein raten sajai thin
khvabon ke anjuman wohi viran kar gaya
jhonka nasim-e-subah ka aaya to tha magar
gulshan ke har kali ko pareshan kar gaya
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Poet Unknown
Wednesday, April 10, 2013
Na Hume Aapse Sikwa
Na hume aapse sikwa hai na sikayat hai,
Hume to bas aap hi se chahat hai,
Koi aa kar keh de aapko mohabbat nahi hai humse,
Hum to yahi kahenge aapko jhooth bolne ki adat hai
Tuesday, April 9, 2013
Kare dariya na pul mismar mere – Mehshar Badayuni
Kare dariya na pul mismar mere
abhi kuch log hain us par mere
bahut din guzri ab dekh aaun ghar ko
kahenge kya dar-o-divar mere
waheen suraj ke nazaren thin ziyada
jahan the ped sayadar mere
wohi ye shahar hai to shahar valo
kahan hai kucha-o-bazar mere
tum apna hal-e-mahajuri sunao
mujhe to kha gaye aazar mere
jinhen samajha tha janparavar main ab tak
wo sab nikle kafan bardar mere
guzarate ja rahe hain din hawa se
rahen zinda salamat yar mere
daba jis se usi pathar mein dhal kar
bike chehare sar-e-bazar mere
daricha kya khula meri gazal ka
havayen le udi ashar mere
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mehshar Badayuni
Barson Se Ek Sapna Hai Mera
Barson Se Ek Sapna Hai Mera
Btao Pura Karo Gey Tum?
Bhool Jao Mere Siwa Sub Kuch
Btao Aisa Karo Gey Tum?
Nahi Kuch Or Tamana Ab,
K Bus Mere Ho Jao Tum,
Kabhi Na Chor K Jao Gey
Btao Aisa Karo Gey Tum
Faqt Ik lafz Sun’ne Ko Kai Barso se TarsA Hun
Mujhe Apna Bna Lo Tum
Btao Aisa Karo Gey Tum..!!!
Monday, April 8, 2013
Hashr jaisi wo ghadi hoti hai – Mumtaz Rashid
Hashr jaisi wo ghadi hoti hai
dil pe uftad padi hoti hai
sard aahon ke jhadi hoti hai
garm ashkon ke ladi hoti hai
soch raston mein gadi hoti hai
hijr ke raat ka aalam tauba
hijr ke raat kadi hoti hai
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mumtaz Rashid
Eid ki Shoping
Takleef Wo Jo Tarpa De
Teacher Wo Jo Saza De
Mohabat Wo Jo Wafa De
DUSHMAN Wo Jo Marwa De
Aur
Apna Wo
Jo
Eid ki shoping Krwa De
HAI KOI MERA “Apna”. ?
Sunday, April 7, 2013
Purane zamane ki girls
Purane zamane ki girls: “Roshni chand se hoti hai,
Sitaro se nahi.
Pyar 1 se hota hai,
hazaro se nahi..!!!
New genration grls: “Chand ko to chandni mil gai,
Ab taro ka kya hoga.
Agar pyar 1 se kr liya to fir bache hue hazaron ka kya hoga!!!!
Saturday, April 6, 2013
Kaisy Khatam Kar Sakta Hun Mein Us Sy Apna Rishta
I Proud To Be An Indian
Any Thing Which Is Related To
My Loving Nation,
Its Soil,Water,Weather,Light,
Land,River And All The Men
Around My Mother Land Is
As Important As My Mother
I Wish I Could Born In This Country
Every Time If God Thinks
To Send Me To His Created
Land Of Love And Prosperity……
I Proud To Be An Indian
Tohmat To Lagti Rahi Roz Nayi Nayi Hum Par
Blogger: Waqas Ali
Friday, April 5, 2013
ik raat wo
ik raat wo merey galey se lag k intaa roye
AAMIR
jesey meri tarha barbad koi usey bhi kar gia tha
Thursday, April 4, 2013
Wednesday, April 3, 2013
Likh Likh K Chomta Hun
Likh Likh K Chomta Hun Tera Nam Ya Allah
Dil Main Basa Hua Hy Tera Nam Ya Allah
Lagti Nahi Hy Isiliye Thokar Mujhe Kabhi
Aata Hy Tera Naam Mere Kam Ya Allah.
Happy Birthday Shayari
Har raah aasan ho,
Har raah pe khushiya ho,
Har din khubsoorat ho,
Aisa hi poora jivan ho,
Yahi har din meri dua ho,
Aisa hi tumhara har janamdin ho!!!
`
Baar baar yeh din aaye,
baar baar yeh dil gaaye,
tu jiye hazaro saal,
yehi hai meri aarzoo,
Happy B’day To You !!!”
`
Ayi Hai Subhah Wo Roshani Leke,
Jaise Naye Josh Ki Nayi Kiran Chamke,
Vishwas Ki Lau Sada jalake Rakhana,
Degi andheron mein rasta diya banke
Happy Birtday
Mohabbat Jet Hoti Hai Magar Ye Haar Jaati Hai
Mohabbat Jet Hoti Hai Magar Ye Haar Jaati Hai..
Kabhi Dilsoz Lamhoo Se
Kabhi Bekaar Rasmoo Se
Kabhi Taqdeer Waloo Se
Kabhi Majboor Qasmoo Se
Kabhi Ye Khoaab Hoti Hai
Kabhi Betaab Hoti Hai
Kabhi Ye Dar Jaati Hai
Kabhi Ye Mar Jaati Hai
Mohabbat Jeet Hoti Hai Magar Ye Haar Jaati Hai
Tuesday, April 2, 2013
Monday, April 1, 2013
rah-e-wafa pe
Aa bant len sare dard-o-alam kuch tm rkh lo kuch hm rkh len
Ab ponch lo apne ashk sanam kuch tm rkhlo kuch hm rkh len
Hm 7 rahen or 7 chalen hm 7 jiyen or 7 maren
Is rah-e-wafa pe apne qadam kuch tm rkhlo kuch hm rkh len
Mana k dukhon se tm ho bharay or hm b khali hath nhi
Ye zulm-o-sitam tmhe meri qasam kuch tm rkhlo kuch hm rkh len
Be dard zamane wale jo kuch kehte hain so kehne do
BE LOS TAMANNAO KA BHARAM KUCH TM RKH LO KUCH HM RKH LEN
I Have Learned That Only
I have learned that only two things are necessary to keep ones wife happy.
First, let her think shes having her own way. And second, let her have it.