w0 chala gaya mujhy ch0rr Kr
Main Badal Na Paya aadtein..!!
Usay S0chna Usay Chahna,,,
Mera Aaj Bhi Mam0ol Hai..!
w0 chala gaya mujhy ch0rr Kr
Main Badal Na Paya aadtein..!!
Usay S0chna Usay Chahna,,,
Mera Aaj Bhi Mam0ol Hai..!
Hume Hai Mohabbat Tumse Kaise Tujhe Hum Bataye
Yeh Raaz Bhala Kaise Duniya Se Hum Chhupaye
Eh Sanam Teri Saadgi Pe Fida Ho Gaye Hum
Tera Chehra Yeh Roz Sapno Mein Aakar Hume Sataye
Tumhe Kya Khabar Koi Tumhe Kis Qadar Chahta Hai
Dil Darta Hai Jataye To Kaise Hum Jataye
Dil Ki Har Umang Pe, Mausam Ke Har Rang Pe
Koi Chupke Se Aakar Tera Naam Kyun Likh Jaaye
Tum Basi Hui Ho Humdum Sirf Mere Sapno Mein
Par Tum Zindagi Ki Haqiqat Ho Kaise Hum Batlaye
Mohabbat Ka Koi Imtihaan Lekar Dekho Meri Sanam
Tere Liye Khuda Ki Kasam Chir Ke Dil Dikhlay
Her Hud Guzar Chuki Hay Mari Tujh Say Piyar Ki
Zindagi Mangi Hay Ager Aur, To Tujh Say Piyar Ki
Her Khoshi Hogaiee Hay Mari Wabasta Tujh Say
Jab Say Ibtada Ki Hay May Nay, Tujh Say Piyar Ki
Taray Siwa Mujh Ko Abb Kuch Aur Nazer Nahi Aata
Intaha Dekh Li Hay Sub Nay Meri, Tujh Say Piyar Ki
GIRL: Ye Lo Pendrive, Isme FACEBOOK Daal Do
.
.
.
.
.
Boy Gave A Surprised Look To The Girl
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
GIRL: Kya Hua, Aise Kyo Ghoor Rahe Ho ?
2GB Me Nahi Aayega Kya ???
Log piyar k liye hote hen
Or
cheezen Istemmal ke liye
baat tab BIGRTI Ha jab chezon se pyar kiya jaye
Or
Logon Ko istemal kya jaye.
(HAZRAT MUHAMMAD P.B.U.H)
A real experience of life,
when you give lot of importance to smmeone in your life…
You lose your importanc in their life..!!
I smile at whom I LIKE;
I cry 4 whom i CARE;
I share with whom I LOVE;
i laugh with whom i ENJOY;
i send sms only 2 those
whom i never want 2 lose
Kha kar zakhm dua di hum ne
bas yun umr bita di hum ne
raat kuch aise dil dukhata tha
jaise aas bujha di hum ne
sannate ke shahar mein tujh ko
be-avaz sada di hum ne
dekh ke jis ko dil dukhata tha
wo tasvir jala di hum ne
aa “shehzad” tujhe samajhayen
kyunkar umr ganva di hum ne
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Farhat Shahzad
Her Aik ki zindgi ka Ek hi maqsad hai Faraz…..
Khud bhale ho bewafa lekin talaash wafa ki kerte hain…
Jis yar de yar hazaraan hovan,
Us yar nu yar na samji
Jera had to wad k pyar kare,
Us pyar nu pyar na samji
Hovay yar te deve haar tenu,
Us haar nu haar na Samji
“Bulhay shah” bhavain yar jina v Ghareeb hovay,
Ohdi sangat bekaar na Samji…!
Ae KHUDA Tu Mujhe Jawab De
K
Yon Wo Chala Gaya Mujhko Chor Ke
Hum To Uski Jhalak Ke Deewane The
Uske Chand Se Chehre Ke Parwane The
Uski Baaton Main
Dil Lagai Bethe Hen
Uska Naam Bar Bar Kehte Hen
Wo, Jo Bina Bolay Baat Samjah De
Aur Hume Humise Chura Le
Uske Saath Hum Apne Sapne Saja Len
Aj Is Tanhai Mai Rota Hai Ye Dil
Tujhko Bulata Hai Ke Ek Dafa Mil
Tum Na Aai, Aai Gi Tumari Yaad Hume
Tumne Chor Diya, Choren Ge Nahi Ghum Hume
Tere Bin Zamane Ka Saamna Na Kar Paen Gen
Tere Bin Hum Yun Hi Duniya Se Chale Jaen Gen
Ye Sun Kar Tum Meri Kabar Pe Mat Ana
Na Hi Koi Phool Lekar Koi Ansoo Bahana
Kyon Ke Hum Tujhse Apna Rishta Tor Len Ge
Mera KHUDA Tera Saath Kisi Aur Se Jor De Gen….
Happy Mother’s Day to those whose children
Are those for whom their love must be their womb,
Pleased to labor in a common garden
Pruning plants they would themselves have sown.
Yes, praise to those whose love is notwithstanding,
Mothers who could not be mothers, yet
Of charity and need came to the calling,
Taking from the world what joy they would.
How well the will can ride an errant wind!
Each fate is but the field of our endeavor.
Reason may resist our heartfelt ends
‘Ere we share our passions with another.
So may we all, through sacrifice and love,
Daily do what will our spirits prove,
Asking only for what we might give,
Yielding not our labors but our lives.
Mera Bhi Ek Sapna Tha,
Koi Mera Bhi Apna Tha.
Jiske Sangh Dheki Thi Maine Ne,
Jeewan Ka Har Sapna Tha..
Andhi Chali Pyar Ke Mehfil Mein,
Kashti Dubi Meri Jab Pass Kinara Tha..
Roi Thi,Tadpi Thi,
Uske Pyar Ne Mujhe ‘Tanha’ Choda Tha..
Diya Sahara Dosto Ne Tha..
Khuda Nai Khusiya Jholi Main Bar Gaya Tha..
Par Kismat Ke Haath Khuda Bhi Majbur Huwa..
Khuda Ne Ghar Apne Mujhe Bhullaya Tha,
Keh Diya ‘Alvida’ Main Ne Sabse..
*Par Mera Tho Sapna Adura Tha*;-(
Ab to mumkin hi nahi un se mulaqat “WASI”
Ab to urooj pe pahunchi hai un ki zaat “WASI”
Wohi waday hain aur rasmon ki zanjeeren baqi,
Kab badalti hain zamane ki riwayat “WASI”
Ek wo din thay k ek doosre ko sochte thay hum,
Ab miltay nahi dono k khayalat “WASI”
Tum kahan aur mere piyar ka miyar kahan,
Wo kitni saadgi se kar gia ye baat “WASI”
Charsi Qabristan me Churs P rha tha.
Police: Kya kr rhe ho ?
Chrsi: Abu k lia Dua.
Police: Ye to Bache ki Qabr hy.
Chrsi: Abu Bachpan me hi mrgye thy.
Teacher:
Batao Daryaaft or Ejaad mein kya farq hy?
Sardar Student:
Mere baap ne meri maa ko Daryaft kya aur phr dono ne mil kr mujhy Ejad kya.
Submitted By: M.ALI KK (00971506104550)
Jahan Se Bhaaag Kar Khud Se Yaari Kar Baithe
Goya Poori Barbadi Ki Tyaari Kar Baithe
Mayusi Ki Raahon Par Dhhakela Tha Jisne
Khushiyun Me Apni Usse Hissedari Kar Baithe
Hasne Ka Sahara Ye Umr Hi Bachi Hai Hamari
Kamsin Si Umr Me Khuloos Se Pardadari Kar Baithe
Mahfil Me Unki Bulaya Tak Na Gaye The
Uspe Unke Sitamo Par Shayri Kar Baithe
Ghamzadon Se Kinara Karke Kaun Khush Nahi Hota
Unhe Tanha Dekh Kar Ghamo Se Haami Kar Baithe
Vo Baazi Jis Par Sab Logon Ki Aas Thi
Jeeti Usi Baazi Ko Jaankar Haari Kar Baithe
Pahunch Gaye Hum Jahan Muqarrar Unki Sunwai Thi
Unke Gunaho Me Bhaagedari Unke Saath Ki Khatir Kar Baithe
Is Kadar Karz-e-hsaas Me The Vo “Kaash“
Himaqaton Ko Hamari Pasand Vo Saari Kar Baithe…
1: Khuda ka Hukum Mano Ya Phir UsKi kainat Chor D0!!
2: Jhot wahan Bolo Jahan khuda Na Ho Ya Phr Jhot Bolna Chor Do!!
3: Khuda ki Ibadat Kro Ya Phir Uska Dia Howa Rizq khana Chor Do!
Islamic good Morning
har shamma bujhi rafta rafta har khwab luta dhire dhire
shisha na sahi pathar bhi na tha dil toot gaya dhire dhire
barason mein marasim banate hain lamhon mein bhala kya tutenge
tu mujh se bichadana chahe to divar utha dhire dhire
ehasas hua barbadi ka jab sare ghar mein dhul udi
aayi hai hamare aangan mein patajhar ke hawa dhire dhire
dil kaise jala kis waqt jala hum ko bhi pata aakhir mein chala
phaila hai dhuan chup ke chup ke sulagi hai chita dhire dhire
wo hath paraye ho bhi gaye ab dur ka rishta hai ‘qaiser’
aati hai meri tanhai mein khushbu-e-hina dhire dhire
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Qaiser ul Jafri
mere chehare se gham aashakara nahi
ye na samajho ke main gham ka mara nahi
dubne ko to dube magar naz hai
ahl-e-sahil ko hum ne pukara nahi
yun dikhata hai aankhen hamen bagban
jaise gulshan pe kuch haq hamara nahi
zikr-e-saqi hi kafi nahi ae ‘fana’
bepiye maikade mein guzra nahi
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Fana Nizami Kanpuri
Q Us ko Mananay K Leye Us Ki minten kru Mai…???
Mujhey Us Sy Mohabbat Hai Koi Matlab To Nai…..!!
Ae Rab-e- Kayenat Main Tery Poshida Naamon K Wasily Sy
Or Teri Is Bazurgi K Wasty Sy Jo Jalal-o-Azmat k Pardon Me Hy
Tuj sy Ye Sawal Karta Hon K Is Betab Nafs Or Kamzor Jism par Tars Kha
Is liye K Jo Tery Soraj Ki Tapish Ko Bardasht Nahi Kar Sakta
Wo Teri Jahannum Ki Aag Ko Kesy Brdasht Karega??
0r Jo Tery Badal Ki Garaj Sy Kaanp Uthta Hy
Wo Tery Ghazab Ki Aawaz Ko Kesy Sun Sakta Hy??
Jisey teri Rehmat Aur Pyaar ki Aadat Hai,
Wo Teri Narazgi Ka Saamna Kesey Karey Ga???
Elaahi, Hamary Haal Pr Reham Farma Or karam kar Or
Hum sub ko maaf farma dy Aur hum Sey Raazi Ho Ja.Ameen
Ishq Main Tere Har Had Se Guzar Jana Chahta Hoon
Log Jeete Hai Ashaqi Main Main Teri Chaht Main Mar Jana Chahta Hoon
Aye Mere Yaar Na Samjha Hai Na Samjhe Ga Tu Sagar Ka Naseeb
Log Pane Ke Liye Jeete Hain Main Tujhe Kho Ke Jeena Chahta Hoon
Yaad Karegi Tu Mujhe Jitna Utna Hi Mujhe Yaad Ayegi
Yaad Aaoon Na Tujhe Main Main Tujh Ko Bhool Jana Chahta Hoon
aap jin ke qarib hote hain
wo bade khush-nasib hote hain
jab tabiyat kisi pe aati hai
maut ke din qarib hote hain
mujh se milana phir aapaka milana
aap kis ko nasib hote hain
zulm sah kar jo uff nahi karte
un ke dil bhi ajeeb hote hain
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Nooh Narvi
“MAYOOS”
Wo Hota Hy
Jo”ALLAH”Pe “Yaqeen”Nhi Rkhta
Or
“MEHROOM”
Wo Hota Hy
Jo”ALLAH”Ki D Hoi Be’Shumaar “Naimaton”Ka Shukar Ada Nai Karta.
When You Plant The
Seeds Of Patience,
All You Harvest Is
Sweet Fruits Of Happiness,
Love N Care
Million Smiles On Those
Million People Who Cares For You
Bahut pahale se un qadamon ke aahat jan lete hain
tujhe ae zindagi hum dur se pahachan lete hain
meri nazaren bhi aise qatilon ka jan-o-iman hai
nigahen milate hi jo jan aur iman lete hain
tabiyat apani ghabarati hai jab sun-san raton mai
hum aise mai teri yadon ke chadar tan lete hain
khud apana faisala bhi ishq mai kafi nahi hota
use bhi kaise kar guzaren jo dil mai than lete hain
jise surat batate hain pata deti hai sirat ka
ibarat dekh kar jis taraha mani jan lete hain
tujhe ghata na hone denge karobar-e-ulfat mai
hum apne sar tera ae dost har ehasan lete hain
hamari har nazar tujhase nayi saugandh khati hai
to teri har nazar se hum naya paigam lete hain
‘firaq’ aksar badal kar bhes milta hai koi qafir
kabhi hum jan lete hain kabhi pahachan lete hain
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Firaq Gorakhpuri
Tears can sometimes be more special than smiles
For smiles can be given to any one
but tears are only shed for people we love.
Best wishes to you both on your anniversary,
May the love that u share Last your lifetime through,
As u make a wonderful pair.
Happy Wedding Anniversary
The world is beautiful …
when we are smiling together …
when You are by my side …
when You talk to me …
when seeing Your msg my heart skips a beat …
when any romantic song reminds me of You …
when I make luv signs on d backpage of my notebook …
when everything around me just feels like
Love .. Love .. Love
Yun Hi Anjaane Mein Tujhse Rafaqat Si Ho Gayi..
Dosti Karne Chale Aur Tujhse Chahat Si Ho Gayi..
Tu Na Ho To Main Khud Se Hi Ulajhta Hoon..
Kya Karoon Mujhe Teri Aadat Si Ho Gayi..
Main Apne Wajood Mein Tujhe Talash Karta Hoon..
Mujhe Tum Se Is Qadar Mohabbat Si Ho Gayi.
Share By : Deepak Gehani
Hum chup rhete hain koi khafa na ho jay
Bhole se humse koi khata na ho jaye
Bari mushkilon se bana hai koi apna
Dar lagtha hai k wo kahe juda na ho jaye
Beeta hai jo mere upar
Apne pyare nabi ko sunaon ga
Darood partha hua jab mein madine jaoga
Rootay rootay apna haal sunaao ga
Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga
Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga
Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga
Ae kash mujhe mout a jaye
Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga
Apnay gunaho ko bakshavnay kay liye
apne dil ko azmnay kay liye dey ao ga
apni rooh ko sambhal jane kay liye
Apnay aqa kay mazaar par ja kar
Maafi mango ga apni har hatha par
Qali qameli wale ko batao ga apne khaalat
Kia kia beeti hain uski umaat kay
opaar unkay bichaar janay kay baad
Apni chahat ka izhaar karnay kay liye
Aaqa ka deedar karnay kay liye
So jaon ga unki chohkat par
Maafi ki talaab kay liye
Ussay milney se pehley,
Main bht sajta sanwrta tha…
Magar jab wo sanwarti thi,
Main khud ko bhool jata tha..
Main aksar ye hi kehta tha,
Main tum se pyar karta hon…
Magar jab wo ye kehti thi,
Main dunya bhool jata tha..!
Kya Hua Ger Tera Deedar Nahi
Nazer Pe Ye Haseen Guwar Nahi
Teri Yaadein Tera Khayal Reh Gaya Hai Bus
Mujhko Ab Tera Intzar Nahi
Bhula Doon Tujhko Ye Hai Namumkin
Kyunke Ye Mere Bus Ki Baat Nahi
Tere Khaton Ko Jala To Deta
Mager Mai Tujhsa Samajhdar Nahi
Badnaseebi Hai Tera Na Milna
Aur Kuchh Tu Bhi Wafadar Nahi
Tujhse Nafarat Si Ho Gayi Besaq
Kaise Keh Doon Ke Tujhse Payar Nahi
Phir Bhi Zinda Hain Hum Na Jane Kyun
Zindagi Se To Sarokar Nahi
Islamic Knowledge
1. Farishtoon mein sab se pehle kis ne sajda kya?
2. Hazrat Adam (A.S) jab jannat se nikale gae to kitne sal tak rote rahe.?
3. Hazrat Muhammad (P.B.U.H) ki Hazrat Idrees (A.S) se mulaqat kab or kahan hui.?
4. Sab se aakhir mein kon sa janwar hazrat Nooh ki kashti me suwar huwa.?
5. ISlam ka purana naam kya hy.?
Answer:
1. Israfeel
2. 180 saal
3. Shab meraj 4 Asman pe.
4. Gadha (donkey)
5. Deen Hanif
sb ko bat ao.
Ye Dil buhat udas hai,
Koi apna nahi paas hai,
Har waqt boring sa ehsaas hai,
Zara apni wali ka Number to dena,
Suna hai bhabi buhat “jhakkas” hai……..
Yoon Tou Ulfat Ke Takazaay Bahut ……..!!
Ek Wo Zalim Bahut, Ek Hum Ziddi BahuT….!!
Hr Khushi se Khoobsurat Teri Sham Kr Dun
Apna Balance Or Sim Tere Naam Kr Dun
Mil Jae 1 Bar Teri Mashooq
Chumiyan Le Le k Munni ki Tarha Badnaam Kr Don. Haha’
“Insan Zindagi bhar do chehray nahi bhol pata.
1-who jo mushkil tareen halat me sath dey.
2-who jo mushkil tareen halat me sath chor jae..
“IMAM HUSSAIN R.A”
Hm apko satate rahenge.
Marte dum tk msg krte rahenge.
Or jis din msg nai aya to samjh lena….
.
.
.
.
.
Agle din msg aa jaye gey”
Kuch to achha socha Kro.;->
Us Ne Dekhi Meri Ankhon Me Udasi Ki Jhalak,
Or Phir Ghor Se Mere Hath Ki Lakeeron Ko Parha,
Mere Uljhy Howe Balon Ko Dekha,
Kuch Lamhon Tk Wo khyalon k Banwar Me Doba,
Phr Utha Kr Meri Janib Wo Afsos Bhari Nigahen,
Lambi Ek Sard Aaah Bhari 0r Bola,
ay dost Tum MOHABBAT haar Bethe Ho Na..
Eemandari se mujhe marks dayn.S
aadgi_%
Bewaqoofi_%
Looks_%
Shararti_%
Cute_%
Romantic_%
Zaheen_%
Badtamiz_%
Nakhre_%
Gussa_%
I’m waiting.
Parh Parh Kitaaban Ilm Ki Tune Naam Rakh Liya Qazi
Hath Me Le K Talwaar Tune Naam Rakh Liya Ghaazi
Makkay Madeeny Ghum Aya To Naam Rakh Liya Haaji
o Insaan Haasil Kia kiya?
Agar Apne rab Ko Na Kiya Raazi
The First Beer Of A Man is never Bought By His Own Money.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
A legend always offers it and says
Le Na Saale, Kuch Nahi Hoga
My son asked what it is like
to be married,
So i deleted all the music on
his ipod except 1 song. 😛 😉
Ye Eid Ke Pakwaan Ka Kuch Aaisa Aasar Hai..
Mehboob Ki Zulfain Bhi Lagti Hain Sawaiyaan..
Khizan ke rang mein abhi bahar baqi hai
chirag-e-sahar hai par intazar baqi hai
hamen salam karo ae havadis-e-dauran
tumhare sath hain phir bhi qarar baqi hai
guzar chuka hai ummidon ka qafila kab ka
rah-e-yaqin pe ab bhi gubar baqi hai
hamen pukar lo jab chaho hum milenge waheen
mile hain khak mein lekin vaqar baqi hai
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Azra Adil Rashid
May the day delight
and the moments measure all the special joys
for all of you to treasure.
May the year ahead
be fruitful too,
for your home and family
and specially for you.
EID MUBARAK
Every bad situation will have something positive…
Even a stopped Clock is correct twice a day…
Think of this & lead ur life….Good LUCK….
Itr ke ud ke ambar ke saman ke khushbu
sab se bahatar hai magar us ke badan ke khushbu
koi mausam ho hawa leke chali aati hai
dur pardes mein bhi khak-e-vatan ke khushbu
chand lamhat mein kar deti hai subahen raushan
nat ki hamd ki puja ki bhajan ke khushbu
ab to reh rahke jali lashon ke bu aati hai
pahale aisi to na thi mere chaman ke khushbu
is ke har lafz mein sau phoolon ke shamil hai mahak
shayari apni hai urdu ke dahan ke khushbu
jab kabhi gor-e-gariban se guzar mera hua
mujh ko mahasus hui apne kafan ke khushbu
chandani raat fiza sard hawa ke jhonke
haye wo tutate jismon ke thakan ke khushbu
us ne jab meri taraf gaur se dekha “manzoor”
bazmr mein phaili raqibana jalan ke khushbu
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Malikzada Manzoor Ahmad
Plz, plz, plz Ye DUA Rukni Nai Chahaye..
Ay Allah Pak!APNI EZAT O JALAL K wastay
hum gunhgaron par reham Farma or
hmare KARACHI ki hefazat farma.AAMMEEN.
Banayi Kya Khuda Ny Sohni Suraat Mohammad Ki,
Huye Aashiq Woh Jisny Dekh Li Suraat Mohammad Ki,
Kamaal-e-Husaan-e-Yousuf Pr Faqaat Ashiq Zulaikha Thi,
Khuda Khud Jis Pe Aashiq Hy Soorat Hai Muhammad Ki,
Muslmaano Ko Jb Jannat Ky Darwze Pe Rokhengy,
Hukaam Ho Ga K Jaane 2 Yeh Ummat Hy Mohammad Ki.
Jumma MUBARAK!
Wishing You & Those Around You
A Very Merry Christmas and a Wondurfull New Year
Pain is what the world does to you,
suffering is what you do to yourself.
Pain is inevitable, suffering is optional.
Suffering is not getting what we want.
Suffering is getting what we do not want.
Suffering is when things are different
from the way we want them to be.
Some versions of the Path begin with the statement that,
Life is suffering.
Life is not all suffering.
Life can be very joyful when we let go of selfish craving.
Whoever recites Surah al Kahf
on the day of jumuah (Friday),
will have a light that will shine
from him one friday to the next.
andoh se hui na rihai tamam shab
mujh dil-jale ko neend na aayi tamam shab
chamak chali gai thi sitaron ki subah tak
ki aasman se dida-barai tamam shab
jab main ne shuru qissa kiya aankhen khol din
yaqini thi mujh ko chashm-numai tamam shab
vaqt-e-siyah ne der mein kal yavari si ki
thi dushmanon se in ki ladai tamam shab
tare se teri palkon pe qatre the ashk ki
de rahe hain “meer” dikhai tamam shab
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Meer Taqi Meer
Go zara si baat per baarson k yaranay gaye
Lekin itna to hua k kuch log pehchanaya gaye. . !
Ta’ajjub hay
ALLAH Apni itni sari Makhlooq main say Bhi Meri Choti say Choti Zaroorat Nahi Bhoolta
Aor
ALLAH to Aik hi hay, Phir Bhi Main Usay Bhool Jati hoon.
*Good Morning and have a nice day*
Batao Na!! Kaise Jaan Churayi Jaaye…??
Tumhari Yaadon Ki Duniya Mein Qaid Hu Main…!!
Ek ghazal tere Liye
zaroor Likhon ga..
Be Hisab us mein
tera Qasoor Likhon ga..
Tu guftaar ka MaHir
tu qirdaar ka MaHir,
Pr husn ko tere
tera ghuroor Likhon ga..
Toot gaye bachpan k
tere sary khilony,
Ab Dilon sy kheLna
tera Dastoor Likhon ga..
Raha ishq ka Da’awa
tujhe tamam umr,
Wafa ki dehleez se
tujhe mafroor Likhon ga..
Khud sakhta jo hy
tera judai ka faisla,
Aesy har iqdaam ko
Na-Manzoor Likhon ga.
After Operation, the Girl asked the Doc: How soon can I resume my sex life?
Doc says: you are the first patient to ask such question after Tonsils Operation
1000 pages ki book kitne din me padhi ja sakti hai ??
WRITER: 6 months
DOCTOR: 2 months
LAWYER: 1 month
.
.
.
.
.
Student: ye batao exam kab hai !!!
Mujhey Darya Nahi Likhna,Mujhey Sehra Nahi Likhna
Tasallsul Se Safar Main Hoon, Mujhey Thehra Nahi Likhna
Purani Rabton Ki Raakh Ab Tak Dil Main Baqi Hai
Meri Jalti Hatheli Par Naya Wada Nahi Likhna
Ana Se Jeet Kar Usko Agar Jo Mainey Khoya Hai
Mera Noha Nahi Likhna Mera Naghma Nahi Likhna
Bisat-E-Zindagi Ki Aakhiri Sarhad Pe Khara Hoon
Mujhey Fateh Nahi Likhna Mujhey Mohra Nahi Likhna
Tumhari Aankh Main Agar Main Kabhi Chup Chaap Jal Jaow
Tum Apni Aankhon Main Laiken Mera Sadma Nahi Likhna
Gawahi Apnay Dil Se Lo Tumhara Dil Kiya Kehta Hai
Mujhey Jhoota Nahi Likhna Mujhey Sacha Nahi Likhna
May Uski Yaad May Gum Hoon Ke Apne Aap May Gum Hoon
Mujhey Mehfil Nahi Likhna Mujhey Tanha Nahi Likhna
May Apney Lafzoon Se Shohrat Tumhey De Jaonga Ik Din
Mujhey Mashhoor Na Karna Mera Charcha Nahi Likhna
Ye Na Ho Tum Kabhi Us Ko Mitaa Na Chahona Mittay
Mujhey Apna Samajh Lena Magar Apna Nahi Likhna
Meri Aankhon May Baatein Hay Magar Chehray Pe Gehri Chup
Meri Aankhein To Likh Dena Mera Chehra Nahi Likhna
Kahin Aisa Na Ho Meri Kasak Us Dil Main Reh Jaye
Mera Dukh Dard Likh Dena Magar Gehra Nahi Likhna
justaju khoye huon ke umr bhar karte rahe
chand ke hamrah hum har shab safar karte rahe
raston ka ilm tha hum ko na simton ke khabar
shahar-e-namalum ke chahat magar karte rahe
hum ne khud se bhi chupaya aur sare shahar se
tere jane ke khabar dar-o-divar karte rahe
wo na aayega hamen malum tha us sham bhi
intazar us ka magar kuch soch kar karte rahe
aj aaya hai hamen bhi un udanon ka khayal
jin ko tere zaum mein be-bal-o-par karte rahe
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Parveen Shakir
Mujhe ittefaq se bazar jana hua mere jeb me paise nahi the to mujhe 2 dost mile 1 ne 1000 ka note dia 2usre ne 500 ka ,aage 1000 ka note mujse gum hogya. To 500 me se 300 ki mene shopping ki baqi bache 200 me se 100 us dost ko diye jis ne 1000 diye the.aur 100 .us 500 wale ko to 1000 wale ke baqi 900 bachte hen.aur 500 wale k 400.
900+400=1300+300 shoping k =1600 ab muje samaj nhi araha k mere pas to 1500 the 1600 kaise hogaiye.
Plz reply must.
Chalange 4 u.
A Rule fr success:
Always consult a lady before doing any important task in your life.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
But act opposite to her advice
Woh Bewafa Hy Tou Kia Hua…Mat Bura Kaho Usko,
Tum Mujh Say Set Ho Jao…Dafa Kro Usko..
~~~~Mujhe~~~~
Chorne KA
FaisLa To Wo Roz Karta HAi.
===””AY NAADAN””===
Mgr Uska Bas
Nhi Chalta
Meri Wafa
k Samne…..!!
Thousand of yesterdays have gone
Millions of tomorrow will come
But..
There is only One Today
so Enjoy ur Today with lots of Smile & Happiness.. GOOD MORNING