Tujhe Bhi Waqat Ki Chokat Pe Nend AA Gai
Palat Ke Tu Bhi Na AAya, Meri Khushi Ki Trha
Tujhe Bhi Waqat Ki Chokat Pe Nend AA Gai
Palat Ke Tu Bhi Na AAya, Meri Khushi Ki Trha
ALLAH se jb b maango to is bhrosay k sath k
“Ae RAB jb me ne Tujse nhi manga tb b TU ne mje dia,
To ye kese mumkin hai k me TUJH se mangu or TU Ata na kre!
Kuch To Apni Galtiyon Ka Azaala Kro Wasi
Yoon Nafraton Ko Dil Me Na Paala Kro Wasi
Seedha Sa Ek Sawaal Hai Seedha Jawaab Do
Yoon Muskura K Mujh Ko Na Tala Kro Wasi
Alfaaz Gira Dete Hain Jazbaat Ki Qeemat,
Jazbaat Ko Lafzon Me Na Dhala Kro Wasi
Sambhlay Hue Logon Ki Fikar Chor Do Wasi
Jo Gir Rahe Hain Unko Sambhala Kro Wasi…
if something is wrong, fix it if you can.
But train yourself not to worry.
Worry never fixes anything.
-Ernest Hemingway
Suraj ke har kiran teri surat pe var dun
dozakh ko chahata hun ki jannat pe var dun
itni si hai tasalli ki hoga muqabala
dil kya hai jan bhi apni qayamat pe var dun
ik khwab tha jo dekh liya neend mein kabhi
ik neend hai jo teri muhabbat pe var dun
“adam” hasin neend milegi kahan mujhe
phir q na zindagani ko turbat pe var dun
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Abdul Hameed Adam
Best T-shirt Quote:
.
.
.
.
.
.
.
.
i dont need a girlfriend.
my studies irritates me everyday thats enough…. 😀 😛
Find latest Paryushan Shayari and Poetry in Hindi and Urdu on shayarionline.com .Celebrate Paryushan 2015 in style though our wonder full poetry and shyari to use on cards. This poetry can also be used as Happy Paryushan sms greeting.
mala mai 108 moti hote hai
12 arihant dev ke,
8 siddh dev ke,
36 acharya ke,
25 upadhyaya ke,
27 sadhu ke,
paryushan parv ki hardik shubhkamnaye
jai jinendra
jai mahaveer
Happy Paryushan Mubarak to all of you from shayari Online Team
“I LOVE U” Kehne Ka Sub Se Behtar Din Konsa Hota Hai???
Guess?Guess? Simple1st April Agar Bat Ban Gai To Cool
Warna Keh 2 BAJI April Fool;-)
Mujay Kuch Tumsay Kehna Hai
Magar Tahro
Yeh Ik Lamha Jo Azal Say Hay
Kaye Sadioon Ki Bay Chani Simat Aye Hay
Iis Ki Dobthi , Sahmi Si Sansoon Main
Hazaroon Ratjagoon Ka Dard Hay
Is Kay Tasalsul Main
Yeh Ik Lamha
Yeh Meri Baykran Chahat Ki Gerdash Ka Hasee Lamha
Yeh Ik Lamha Guzer Jaye
Tu Shaed Ishaq Ki Manzil Nazer Aye
Meri Yeh Bay Nishan Chahat
Abad Ki Bay Kran Woset Ko Cho Aye
Yeh Ik Lamha
Jo Sang-E- Rah Hay Sadioon Ki Bay Payan Musafat Ka
Nishan Hay Un Ginat Rohoon Ki Un Daki Mohabbat Ka
Gubar-E- Wad-E- Seena Say
Wo Sab Karwan-E- Shoq
Jo Latay Hain Giran Maya Karamat, Hay
Yeh Lamha
Yeh Lamha Jo Azal Say Hay
Badam,
Naarial,
Pista,
Akhrot,
Kishmish,
Mong,
Phli,
Chilghoza ,
Injer,
Sb Dry
Fruits Ache Hote Hain Mgr
Teri To Baat Hi Kuch Aur Hy
Chuwaray 😉 😛
KANWARA GHAZAL
Ay Sard Sard Raat Mujhe “Bivi” Chahiye
KARNI Hy Dil Ki Baat Mujhe “Bivi” Chahiye
Uljhi Hui Firaq Ki Raaton K Darmeyan
Tanha Hy Meri Zat Mujhe “Bivi” Chahiye
Bachpan Ki Zid Nahi Jawani Ki Bat Hy
Ay Merey lovly Maan baap Mujhe “Bivi”Chahiye
Chehry Sy Berukhi Ka Naqab Utar Do
Ab Maan Jao Bat Mujhe “Bivi” Chahiye
Dekhi Hy Main Ne Dulhan Mujhe braat Chahiye
kr di he akhri baat Mujhe “Bivi” Chahye
Dedicated to all kanwara party.
ulfat ka jab kisi ne liya naam ro pade
apni wafa ka soch ke anjam ro pade
har sham ye saval muhabbat se kya mila
har sham ye javab ke har sham ro pade
rah-e-vafa mein hamako khushi ke talash thi
do gham hi chale the ke har gham ro pade
rona nasib mein hai to auron se kya gila
apne hi sar liya koi ilzam ro pade
Poet of the Poems / Ghazal or Nazam :Sudarshan Faakir
Tareekiyon se shikwa mein kis haq se karta Mohsin ….,
In Ujalon Ne Kon si Meri Tanhaaiyan Mita Di……!
Sadness is
when all of your batch mates are getting engaged
you are still single.
Angry wifes note to husband:
Your dinner is in the recipe book on page 32 and the ingredients are in kitchen :-p
Husband asks, do u knw the meaning of WIFE
It means Without Information Fishing Everytime
Wife says No It means With Idiot For Ever
Is soch mein baitha hun kya gham use pahuncha hai
bikhari hui zulfen hain utara hua chehara hai
jis phul ko titali ne chuma meri janib se
zalim ne us kali ko masala nahi raunda hai
halan ki pukara tha tum hi ne mujhe lekin
mahasus hua jaise koyal ne pukara hai
mud kar bhi nahi dekha jhonkon ke tarah us ne
wo mere barabar se hansata hua guzra hai
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Poet Unknown
Wife To Husband :
,
Dear This Computer Is Not Working As Per My Command,
,
Husband Replied :
,
,
,
Darling ,,,
,
Its A Computer Not Your Husband
Mujhe Zabt_e_Gham Pe Ghuror Tha Sar_e_Bazam Aaj Ye Kia Hua?
Meri Ankh Kese Chalak Pari
Mujhe Ranj Hai Ye Bura Hua
Mujhe Ap Kyon Na Samjh Sakay Ye Apne Dil Se Puchiay
Meri Dastan_e_Hayyat Ka
Hai Warq Warq Khula Hua
Mujhe Hamsafar B Mila Koi
To Meri Tarah Hi Luta Hua
Kabi Manzilon Se Hata Hua
Kbi Qafilon Se Luta Hua
Mje Ik Gali Mein Para Hua Kisi Badnseeb Ka Khat Mila
Kahin Khoon_e_Dil Se Likha Hua Kahin Ansuon Se Mita Hua….
naqsh yadon ka mitaati he to ro parti he.
wo mera khatt jo jalati he to ro parti he.
khoon dikhta hey mery marty hoye sapno ka,
khuwab ankhon main basati he to ro parti he.
log poochty hen jo gehri udaasi ka sabab,
baat logon se chupaati he to ro parti he.
yaad karti he mujhy toot kar us lumhy,
shaam chehra jo dikhaati he to ro parti he.
woh bary zubt bhary hosly wali larki,
ghum ko tahreer banati he to ro parti he.
I miss you, but I cannot make you miss me.
I need you, but you do not know my need.
I want you, but I cannot make you kiss me.
I suffer, but I cannot make you bleed.
I beseech you, but you will not be beguiled.
The door’s locked, and you will not let me in.
You’re my mother*, but I cannot be your child.
I’ve lost you, and I can’t take back my sin.
Like an earth no longer with its sun,
Shooting towards eternity alone,
I no longer circle anyone,
An aimless, mindless, wandering piece of stone.
Ah, Mother*! It would be so sad if we
Would journey through to darkness separately.
*”father” if to a father
Dont walk behind me;
I may not lead.
Dont walk in front of me;
I may not follow.
Just walk beside me and be my friend.
Ager Kuchh Naam Daina Ho
Mujhay Insaan Matt Kehna
Judaa Chehray, Juda Bay-Shak Sabhi Ke Kaam Hotay Hai’n
Magar Insaaniyat Ke Abb Yahaa’n Per Daam Hotay Hai’n
Mere Tum Daam Matt Dena
Mujhay Ye Naam Matt Daina
Agar Kuchh Naam Daina Ho
Mujhay Ehsaas Keh Daina
Magar Thehro!
Mujhay Ehsaas Matt Kehnaa
Mera Buss Naam Reh Jaay Mujhay Aisay Nahi’n Rehnaa
Mujhay Ehsaas Matt Kehnaa
Ager Kuchh Naam Daina Ho, Mujhay Saawan He Keh Daina
Magarr Thehro!
Mujhay Saawan Nahi’n Kehnaa
Barasta Hai Magar Rut Ke Badaltay Beet Jaata Hai
Mujhay Saawan Nahi’n Kehna
Ager Kuchh Naam Daina Ho, Mujhay Aansoo He Keh Daina
Janam Laina Kisi Ki Aankh Mai’n, Rukhsaar Per Marna
Yahi Jis Ki Haqeeqat Hai
Chalo Aansoo He Keh Daina
BEAUTIFUL DUA:
Ya Allah!
jo merey muqaddar mein nahi likha, us ki koshish aur tamanna mein mujhy mubtala na krna,
aur jo taqdeer mein likh dia hai, usay asan bana dey.
Ya Allah!
Mujhy us kam k liye fursat dena, jis kam k liye ap ny mujhy paida kiya.
Aur us kam me masroof na honay dena, jiski zimy-daari ap ny khud li hai.
Ya Allah!
Har haal me shukar karny ki taufeeq ata farma, Aur eeman pe zindgi aur eeman pe mout ata farma.
(Aameen)
ASALAM.O.ALIKUM.
Quran Haathon Mein Leke Naabiinaa Ek Namaazii
Labon Pe Rakhataa Thaa
Donon Aankhon Se Chuumataa Thaa
Jhukaake Peshaanii Yuun Aqiidat Se Chhuu Rahaa Thaa
Jo Aayatien Parh Nahiin Sakaa
Un Ke Lams Mahasuus Kar Rahaa Ho
Main Hairaan Hairaan Guzar Gayaa Thaa
Main Hairaan Hairaan Thahar Gayaa Huun
Tumhaare Haathon Ko Chuum Kar
Chhuu Ke Apanii Aankhon Se Aaj Main Ne
Jo Aayatien Parh Nahiin Sakaa
Un Ke Lams Mahasuus Kar Liye Hain
Be soft & cool like water,
so u can adjust anywhere in life.
Be hard & attractive like diamond,So no one can play with ur emotions.
GOOD NIGHT
Suno phir se kehdo na Aaj ussi adaa key sath
Mujhy tumse mohabbat hai…. Haan mein tumhaai hoon.
Teri jesi ankhon walay sahil par jab atay hain
tou lehrain shor machati hain, lo aj samandar doob gaya
Sahido ne jis des ka sapna buna tha…
Gulami ki jindgi nahi shadat ko chuna tha…
Aaj neta usi desh bhakti k geet ga rahe hai…
Sur desh ko chuna laga raha hai hai….
Yvyapam ghotale kar j apna ghar saja rahe hai.jivan se khelne wale doctore bana rahe hai…
Woto ki khatir logo ko baant baamt kar……
Hum ek hai hum ek hai chilla rahe……
A khuda ya to inme jameer jaga de….
Ya inhe jindgi bhar ki saja fe..
Posted by : Anup Dixit
Arab newly-wed went on honymoon to London.
1 day in the hotel room, the husband heard his wife scream, “Far! Faaaarrrr!”
(which is the Arabic word for mouse).
He wantd to inform Room Service but didnt know what the Eng word for “faar” is
Husband: Hello, room service? Room service: Yes sir, how can I help you?
Husband: Mmmm…:> You know Tom & Jerry?
Room Service: Yes sir, I know Tom & Jerry.
Husband: Yalla Habeebi, Jerry is here
Tumhe Jab Kabhi Milein Fursatein Meray Dil Se Bojh Utaar Do
Mai Bohot Dinon Se Udaas Hoo Mujhe Koi Shaam Udhaar Do
Mujhe Apney Roop Ki Dhoob Do K Chamak Sakein Meray Khaal-O-Khad
Mujhe Apnay Rank Mein Rang Do Meray Saarey Rang Utaar Do
Kissi Aur Ko Meray Haal Se Na Koi Gharz Hai Na Wasta
Mai Bikhar Gaya Hoo Samait Lo Mai Bigar Gaya Hoo Sanwaar Do.
Meray Wehshaton Ko Barha Diya Hai Judayion K Azaab Nay
Meray Dil Pay Haath Rakho Zara Meri Dharkanon Ko Qarar Do
Tumhe Subha Kaisi Lai Kaho Meri Khawahishon Kay Diyaar Ki
Jo Bhali Lagi To Yahin Raho Isse Chahto Se Nikhaar Do
Wahan Ghar Mein Kon Hai Muntazir Keah Fikar Dair Sawair Ki
Bari Mukhtasir See Yeah Raat Hai Isse Chandani Mein Ghuzaar Do
Koi Baat Kerni Hai Chand Se Kissi Shaakhsaar Ki Oautt Mein
Mujhe Raastey Mein Yahin Kahin Kissi Kanj-E-Gul Mein Utaar Do
Diff b/w Federal n Lhr/ board questions:
federal- What is ur name?
(10 Mrks)
lah0re board- What is ur name & its origin? Give relations & applied aspects along with it’s logical significance. Also explain with the help of graph; it’s upper & lower limits. (2 Marks):-D
Maine usy kitni bar kaha ha k din mai 8,9 glass pani pya karo Faraz
Lekin
wo phir bhi kehti ha k MERA TAN MAN PAYASA CHANA WE TERE PYAR DA..
wafa ke khwab muhabbat ka aasara le ja
agar chala hai to jo kuch mujhe diya le ja
maqam-e-sud-o-ziyan aa gaya hai phir janan
ye zakhm mere sahi tir to utha le ja
yahi hai qismat-e-sahara yahi karam tera
ki bund bund ata kar ghata ghata le ja
gurur-e-dost se itna bhi dilshikasta na ho
phir uth ke samane daman-e-iltaja le ja
nadamaten hon to sar bar-e-dosh hota hai
‘faraz’ jan ke evaz aabaru bacha le ja
Poet of the Poem/Ghazal or Nazam: Ahmed Faraz
Fathers Day is America most confusing day
80% do not know whom to wish and
20% are scared that some one will come and wish them
Every smoking have a story
so before you say him smoking kills
i want you to know that something is already killing him
Christmas gift ideas / suggestions:
To your enemy, forgiveness.
To an opponent, tolerance.
To a friend, your heart.
To a customer, service.
To all, charity.
To every child, a good example.
To yourself, respect.
Aik sardar cold drinks ki dukan pe gaya or dukandar se bola!
Aik Pepsi Bottle Kholo Bhai!
Dukandar ne khol di!
Phir Kaha Aik 7-up Bhi Khol
Dukandar ni khol di!
Phir kaha aik sprite bottle bhi kholo!
Dukandar ne khol di
Phir kaha aik Mountain Dew Bhi Kholo
Dukandar Ghusa ho gaya aur bola: Tu Konci payega kameny?
Sardar: Bhai peeni tu koi nahi bas mujhy inn botloon ki Thuss Thuss pasand hai
“*._ Tu Jb Bhi Koi “*._ DUA Kary
“*._ Mera RAB “*._ Tujhy Wo Atta Kary
“*._ Teri Jholi Khushiyon Se
// Bhari Rahy
“*._ Bin Mangey
Hi Sb Atta Kary
_.*”
“*._ Tere Hath | Uthain
_.*” ‘Baad Main
|.*.| Mera RAB
|.*.| Wo Pehle
|.*.| Atta Kary
Frog: “Sardar ka demag nahi hota”
Sardar: “Hota hai”
Frog: Nahi hota nahi hota
(& jumps in water)
Sardar: “Lo, is mai khudkushi karne wali kia baat thi”?:-):-D
Man:Doctor ! My Son has swallowed a key.
Doctor: When ?
Man:Three Months Ago
Doctor: What were you doing till now?
Man: We were using duplicate key
The Missing Treasure Of This Sinking Vessel
On The Seafloor, Where It Would Nestle
Against The Base For Years It’d Lay
Patiently Waiting For That Special Day
When I Would Come To Claim My Prize
Hoping The Chest To My Surprise
Would Hold The Heart That I’ve Been Missing
The Talks, The Laughs, The Hugs, The Kissing
That Day Has Come And Now I’ll Find
What Lies Ahead, No Longer Behind
I’ve Searched Through Darkness, To The Deepest Sea
And Found That Chest Staring Back At Me
What Lies Inside, I Do Not Know
Unlock The Latch And Open Slow
I Peek Within, With Nerves I’m Shaking
The Prize Inside Could Stop The Aching
Cause Within The Chest That I’ve Searched For
I Found The Heart And Even More
The Talks, The Laughs, They All Were There
The Hugs, The Kisses, For Me To Share
The Most Beautiful Treasure I’ve Finally Seized
Did Not Imagine I Could Be So Pleased
I Searched So Long Through The Deep Sea Blue
I Love You Baby, My Prize Is You
Aik khubsurat soch
Hamesha samjhota karna seekho! kyun k thora sa jhuk jana,
kisi rishte ko hamesha k liye tor dene se bohat behtar hai.
Kahin Kahin Se Har Chehra Tum Jaisa Lagta Hai
Tum Ko Bhool Na Payenge Hum, Aisa Lagta Hai
Aisa Bhi Ik Rang Hai Jo Karta Hai Baatein Bhi
Jo Bhi Isko Pehan Le Vo Apna Sa Lagta Hai
Hum Kya Bhichhade Bhool Gaye Riston Ki Sharafat Hum
Jo Bhi Milta Hai Kuch Din Hi Acha Lagta Hai
Ab Bhi Yoon Milte Hain Humse Phool Chameli Ke
Jaise Inse Apna Koi Rishta Lagta Hai
Aur To Sab Kuch Theek Hai Lekin Kabhi-Kabhi Yoon Hi
Chalta-Firta Shehar Achanak Tanha Lagta Hai
In this cruel world of relations, I’ve learnt that… Promises are not CONTRACTS sweet words are not GUARANTEES Big hugs are Not BONDS And that nothing Is permanent in this Life. One day someone is mine The next day that person is gone. Last night someone was sweet the next morning the same person is Insensitive. Relations are not always about Fairytales & Fantasies They are about TRUTH AND REALITIES…..!!
The only way to do great work is to love what you do.
if you havent found it yet, keep looking. do not settle.
As with all matters of the heart, you will know when you find it
-Steve jobs
Jisne bana dia her ghar ko gulistan…/
Chala jaega kuch dino ma ye mehman…//
Tohfe ma dey jaraha hay ye ‘EID’ sabko…!
(Alvida ! Alvida)
mah-e -ramzan.
Shadi ke 3 din bad wife apne husband se:
Suno ji aaj se aapke bina mai nahin aur mere bin aap
nahin
.
.
.
.
.
.
.
Wahi wife shadi ke 10 sal baad husband se:
.
.
Uth kamime aaj ya to tu nahin ya mai nahin
Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya
Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Hasher Tak Koi Yazeede Sar Utha Sakta Naheen
Jis Ka Mutlab Zindagee Bher Deen Chuka Saktna Naheen
Fatima Key Lal Ney Aehsaan Aesa Ker Diya
Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya
Day Ker Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Teri Qurbanee Sey Pehley Deen Ko Aya Na Chain
Umbeya Sey Bhee Mukamal Jo Na Ho Paya Hussain
Ek Sajdey Ney Tarey Woh Kaam Pora Ker Diya
Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
Karbala Ko Jis Key Sajdey Ney Mu-Allah Ker Diya
Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker Diya
On Weekend Night, WIFE in romantic mood:
“Aaj muje Rassi se bandh do or jo krna chaho kr lo.
Husband ne usay bandha
Or
dosto k saath ghoomne chala geya…:-):-D
,****,
(@.@)
^ /
/
Maan sadkay jaway…..
Pehlay rozay me he kesi shkl nikl aai hai…abi to 29 rozay baqi hai…
Himt kr himt.!
Zindagi Itni Qeemti Nahin Jitna Mehboob Hamara
Khuch Pal Ka Sath Nahin Jitna Pyar Tumara
Aankhon Main Itni Chamak Nahin Jitna Chahra Tumara
Meray Bazoon Main Dam Nahin Jitna Seena Khushada Tumara
Itna Beyqrar Hote Nahin Jitna Yad Krta Dil Tumara
Ye Sab Such Lagta Nahin Jitna Khaloos Tumara
yado me teri yad thi,
kia yad thi kuch yad nahi,
teri yad me sab bhol gaye,
kia bhol gaye kuch yad nahi,
yad ho tum sirf yad ho tum,
q yad ho kuch yad nahi.
Submit By: zarak jan (03139944277)
Mil k bicharna dastor hy zindgi ka,
Ek ye hi kissa mashhor hy zindgi ka,
Beete howe pal kabhi lot kar nai aate,
Ye hi sab se bara kasoor hy zindgi ka.
Roz gunaah karta hun, woh chupata hai Apni Rehmat se,
Mein majboor apni Aadat se, woh mashhoor Apni Rehmat se…
(Bst of SAAGAR)
Mere Hathon Main Apne Naam Ki Lakeer Dekhna
Meri Ankhon Main Apne Husn Ki Tasveer Dekhna
Kya They Or Kya Bna Dia Teri Ulfat Ne
Kese Ban Gaye Hain Tere Pyar Mein Faqeer Dekhna
Boht Naaz Hy Na Tujy Apni Husn ki Dolat Per Dost
Mere Paas B Hy Zakhmon Ki Jageer Dekhna
Mere Ho Or Mere Hi Reho Ge Hamesha
Rang Laaye Gi Sachey Pyar Ki Taseer Dekhna
Bohat Zulm Sahey Hain Teri Judai K Ham Ne
Sada Ek Jesi Nhi Rehti Taqdeer Dekhna.
Ruh ko tadapa rahi hai un ke yaad
dard ban kar cha rahi hai un ke yaad
ishq se ghabara rahi hai un ke yaad
rukate rukate aa rahi hai un ke yaad
wo hanse wo zer-e-lab kuch kah uthe
khwab se dikhala rahi hai un ke yaad
main to khuddari ka qail hun magar
kya karun phir aa rahi hai un ke yaad
ab khayal-e-tark-e-rabt zabt hi se hai
khud ba khud sharma rahi hai un ke yaad
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Shakeel Badayuni
He ibadat ka pata nai k wo qabool hui bhi hai ke nai
Lekin
“DAROOD PAK” Aisi Ibaadat hai K
Zuban se ALFAZ nikalty he QABOOL ho jata hai !!!!!
Haadsay Yeh Roonuma Hone Lage Hain,
Woh Bhi Hum Se Bad gumaan Hone Lage Hain,
Raat Bhi Tareek Hy Kuch Aaj Ki,
Aur Hum Ke Bayimaan Hone Lage Hain,
Koun Aata Hy Meray Ghar Ki Taraf
Raastay Kiyun Kehkashaan Hone Lage Hain,
Wassal Ke Lamhay Bohat Purrkaif Thy,
Ab Yeh Lamhay Imtehaan Hone Lage Hain,
Dekheye Kab Jaan Jati Hai Meri,
Dekheye Woh Jaan-E-Jaan Hone Lage Hain.
If u save this msg, it means I’m cute.
If u edit this, I’m still cute.
If u fwd this, u r spreading that i’m cute & if u erase this,
u r jealous of me coz i’m cute
Achi Zindagi Guzarny K Lye
Agar Koi Apko Patthar Maary
To Ap Usko Phool Maaro
Lekin
Gamly K Saath
Sad Story. 1 Aunty Thi Unki 1 Beti Thi Wo Uski Boht Care Krti Thi,
Baal Sanwarti Thi, Poniyan Bandhti Thi k Bachi Achi Dikhay.
Pr Bachi Ki Aankhain Hamesha Bahir Rehti Theen Aise (0_0)
Aunty Ne Boht Docters Ko Dikhaya Lekn Wo Sahi Nhi Hui.
Phr 1 Baba Ko Dikhaya To Wo 1 Mint Mai Sahi Ho Gai.
Aunty Boht khush B hui or heran B..
Phr Baba Se Pucha k Aap nay Aisa Kya Kiya k Wo 1 dam Sahi Ho Gai…
Baba Ny Kaha: Main Ny Sirf Bachi Ki Poniyan Dheeli Ki hn.:-D
Jab se tu mujh ko hai chorr kar gaya. .
Ye dil ka hansta hua sheher bayabaan ho gaya. .
Meri aarzoo mein teri aarzoo thi jaan. .
Tery baad mein bolta hua be-zuban ho gaya. .
Pehly darta tha mein maut se subha-o-shaam. .
Magar tery baad mujhy marna aasaan ho gaya. .
Tery baad to ye saara sheher veeran tha. .
Mein samjha tha k sirf mera nuqsaan ho gaya. .
Ye batao k aisi bhi kia ghalti ki thi Gul ne. ..
K tu hum se youn achnak anjaan ho gaya. . !
My plane was crashed but i m ok,
my car was stolen yesterday,
i missed the bus,&
my mobiles battry was also verylow,
thats y i can’t get u yesterday,
plz 4giv me & HAPPY BLATED BDAY 2 U
Dosti k phool kabhi murjhaya nai karte,
Hanste cheron ko Roalya nai kerte ,
jin ki sansain chalti hon ap k sms say ,
unhay itna tarpaya nai kerte
Hope Is The Thing With Feathers
That Perches In The Soul,
And Sings The Tune Without The Words,
And Never Stops At All,
And Sweetest In The Gale Is Heard;
And Sore Must Be The Storm
That Could Abash The Little Bird
That Kept So Many Warm.
I’ve Heard It In The Chillest Land,
And On The Strangest Sea;
Yet, Never, In Extremity,
It Asked A Crumb Of Me.
My little Girl, Don’t cry for me
I’ll be right by your side.
I’d never miss out on this day
that you become a bride.
I’m here with you to hold your hand
and give your heart away
To a man God chose to take care of you
forever from this day.
Today, I place your hand in his
with blessings and with pride.
My little Girl, Don’t cry for me
I’ll be right by your side.
Good Relations are just like WATER..
No colour, no shape, no place, no taste, but still very very ..important. for life..
Good morning ..Have A Nice day
Meri Jaan-E-Jigar, Ab Meri Nazar Ke Saamne Hai
Meri Laqt-E-Jigar, Ab Meri Nazar Ke Saamne Hai
Jiske Deedar Ki Hasrat Mein Mai Kabse Tha Bechain
Woh Shaam-O-Sahar, Ab Meri Nazar Ke Saamne Hai
Jis Raah Par Chalne Ki Sadiyon Se Thi Aarzoo-Ein
Aisi Hi Raah-Guzar, Ab Meri Nazar Ke Saamne Hai
Log Milte Hai Bichad Jaate Hai Zindagi Ki Raahon Par
Zaar-E-Humsafar, Ab Meri Nazar Ke Saamne Hai
Kya Chand? Kya Suraj? Kya Taaron Ki Kashish?
Kehkashaan-Aftaab-O-Qamar, Ab Meri Nazar Ke Saamne Hai
Sadaa Arsh Par Pahunch Gayi, Abh Khudko Kyon Tanha Kahoon?
Meri Duaon Ka Asar, Ab Meri Nazar Ke Saamne Hai
AMERICAN LIFE STYLE
.
.
.
.
.
.
DAUGHTER: Sorry Dad, I got married yesterday
Forgot to invite U
DAD: Ur a naughty baby.. It is Ok
But Dont forget next Time
Toote hue dilon ki…Duaa mere saath hai,
Duniya teri taraf hai…Khuda mere saath hai.
Awaaz ghunghrooON ki…Nahin hai to kya hua
Saagar ke tootne ki…Sadaa mere saath hai
Tanhai kisko kehte hain…Mujhko pata nahin
Kya jaane kis hasin ki…Duaa mere saath hai
Paimana saamne hai to…Kuch gum nahin Nizaam
Ab dard-e-dil ki koi…Dava mere saath hai
Duniya teri taraf hai…Khuda mere saath hai
Toote hue dilon ki…Duaa mere saath hai
Banta to his Son Oye, Ghabra na mat, Tu sher da puttar hai..
Son : G ha papa, Class me teacher B yehi bolti hai, Ke tu jarur kisi jaanwar ki aulad hai
ûjhkø ðëkhêñ gë $¡tàárê tô z¡ýáà máàñgë gê…
Âûr þ¡ýáà$é tér¡ Zúlfóñ $ê ghàtáá mâåñgë gê…
Àþn¡ Kåàñðhê $ê ðûþàttá ñâ tárákñë ðêñá…
Wàrñá bhôørê bh¡ Jàwáñ¡ K¡ ðûã mâåñgë gê….
Jabeen E shauq pe gard E malaal chaahti hai Meri hayaat,
safar ka m’a’aal chaahti hai MaiN
vus’atoN ka talabgaar apne ishq mein huN Woh
meri zaat mein ek yerGhamaal chaahti hai HamaiN
pata hai K us mehrbaaN ki charaa-gari Hamaare zakhmoN ka kab indmaal chaahti hai Tumhare baad meri aankh zid pe aagayi hai
Wo mujhe aa kr sadaa de jaye ga
Zakhm-e-dil ko phir hawa de jaye ga
Jab b aye ga wo mere saamny
Soch ko ek zawiya de jaye ga
Muskura kr sab se milna dosto
Jo b guzry ga
dua de jaye ga
Muntzir hy dil nye ilzam ka
Ab k aye ga
to kya de jaye ga
Zakhm de ya phool de
apna naseeb
Jo hy qismat ma likha
de jaye ga
Ab k shayd meherbaaN ho kr mere
Aoraaq-e-dil ko haashiya de jaye ga
Wo Bazahir Jo Zamaney Say Khafa Lagta Hay..!!
Hanns Kay Booley Bhi Toa Duniya Say Judda Lagta Hay..!!
Aurr Kuch dheirr Na Bujne Dhe Issey Rab-e-Saher..!!
Doob’ta Chaand Mera Dast-e-Duaa Lagta Hay…!!
Jis’say Moun Pairr Kay Rastey Ki Hawa Guzri Hay…!!
Kisi Ujray Howey Aanghan Ka Diaa Lagta hay…!!
Ab Kay Sawan Mein Bhi Zardii Na Gaye Chehroon Ki..!!
Aisay Mausum Mein Toa Jungle BHi Harra Lagta Hay…!!
Shaher Ki Beer Mein Khultey Hein Kahan Uskay Naqoosh..!!
Aa’oo Tanhayee Mein Sochein Keh Woh Kiya Lagta Hay…!!
Mounn Chupaye Howey Guzra Hay Jo Eh’baab Say Aaj…!!
Uski Aankhon Mein Koi Zakhm Naya Lagta hay…!!
Abb Toa Mohsin Kay Tasawar Mein Utter Rab-e-Jaleel…!!
Iss Udasi Mein Toa Pathar Bhi Khuda Lagta Hay…..!!!
Share with us more Zakhm shayari .in comments section below.
Golden Words:3 chezein kbhi ziada mt krna!
1.Intezar.
2.Aetbar.
3.Izhar.
Kamyab rho gy.3 chezein snbhal k rkhna!
1.Raaz.
2.Zuban.
3.Haya.
Kbhi nhi pachtao gy.3 kamon mein jldi kro!
1.Farz.
2.Qarz.
3.naiki
.Sukon milega.3 dost bna lo!
1.Husne ikhlaq.
2.Quran.
3.Naik amal.kbhi tnha nhi rhogy
Ye Na Samjh K Bichra Hoon To Bhool Gaya Hu Tujhe…!!
Tere Hathon Ki Khushboo Mere Hathon Main Aaj Bhi Hai….
7 sachaaiyan dunia ki:
1. Aapki Aankhen aap k jisam ka wo hissa hai jise aap saabun se nahi dho sakte
2. Aap apne Baal nahi gin sakte
3. Aapki zubaan aap k saare Daanton ko nahi chhoo saki
4. Sirf bewaqoof log point no 3 try karen ge
5. Aap muskura rahe ho Q k aapki zubaan aapke sare danton ko chhoo sakti hai
6. Aap hans rahe ho Q k aap bewaqoof ban chuke ho.
7. Aap ise aage send karo ge Q k aap maza lena chahte ho, Dusaron ko bewaqoof bana kr. 😀
TEACHER:Kal schol q nai aye tm
STuDeT:Mujeh bird flu ho gya tha
TCHR:ye to parindo ki bimari hy?
STDNT:ap ne mujhy insan chora hi kb hai
roz murga bna deti hAin
A lady went to a store and ask a salesman (who wz Sardar) :
Liptan di chaa ha…?
Sardar: menu tay nae ay par tenu ay tay aja lipat ja,..
Main be kharidar hun,
main be kharidun ga,
Payar kha bikta hay pta bta do…:(
urdusms.net Yaha sab bikta hay 😀
Ek american medical research se ye bat saamne ai hai k insan k dil k zarye khoon poore jism me gardish krta hai leken dimagh dil se upar honay ki vajah se blood us pressure se dimagh tak nhi pohnchta jitna zaruri hota hai or ye kami dimagh ki kamzori, depression ki vajah banti hai.
Tehqeeq k doctor k mutabiq agar insan rozana ek dafa b aisi position me aey k uska dimagh uske dil se neeche ki taraf ajae JIS TARAH MUSALMAN SAJDA KRTA HAI to khoon sahi tarah dimagh tak pohnch jata hai or usko taaqatwar or tar o taza rakhta hai
subhanAllah
Gud Morning
Mere Zehan Ko Jo Nahi Qabool Wohi Log
Hain Mere Humsafar
Mujhe Har Tarha Se Jo Raas Tha Wohi
Shakhs Mujh se Bicchar Gaya…!!!
Mere Madhosh Khwaab Woh Taron Bhari Raten
Uss Chaand Ka Muskurana Mujhe Woh Yaad Hai Zara Zara
Neendon Se Jagii Ankhen Siine Parr Behatii Woh Sansen
Labon Parr Bhikharii Shabnam Mujhe Woh Yaad Hai Zara Zara
Sawalon Ki Barsat Jawabon Mai Ruthnna
Pyar Kii Kasam Par Lautna Mujhe Woh Yaad Hai Zara Zara
Woh Hijjrr Ki Lambii Raten Kitabon Mai Shukhe Ful
Ansun Bann Yadon Ka Barsna Mujhe Woh Yaad Hai Zara Zara
Meri Harr Bat Ki Fikrr Intazar Ki Pareshani
Mere Ladkhadane Se Tera Tutna Mujhe Woh Yaad Hai Zara Zara
Jate Rahe Woh Meharba Jab Se Rehata Hu Unn Yadon Mai
Ab Dard Ki Shqll Liye Hai Woh Mujhe Woh Yaad Hai Zara Zara
Chubtii Hai Sansen Shor Machata Hai Dil
Har Waqt Nabz Ginnta Mai Mujhe Woh Yaad Hai Zara Zara
Pahucha Me Uss Zamii Koo Mitti Thii Woh Sanju Sii
Ansun Kii Bundh Thii Terii Sii Mujhe Woh Yaad Hai Zara Zara
Ye barhami ki naz-e-iltifat ke bad
hum ko maut ka paigam hai hayat ke bad
ye kufr-o-din ka fasana ye zikr-e-dair-o-haram
aziz hai magar un ke tuvajjihat ke bad
??? pe ashk-e-alam dil mein pas-e-zabt-e-fugan
jo hum hanse to bhi kitne takallufat ke bad
ab aur hadase kya pesh aayenge ae dil
hamari un ke muhabbat ke hadasat ke bad
hum ahal-e-hijr ko lutf-e-sahar nasib kahan
yahan to raat hi aayi hamesha raat ke bad
kabhi karam hi karam tha aur ab sitam bhi nahi
tagaful aur phir itni tavajjuhat ke bad
bajuz tere koi mauzu-e-zindagi hi nahi
ajeeb hal hai tark-e-ta’alluqat ke bad
agar ho sidq to aasaniyan bhi hoti hain
‘shamim’ rah-e-muhabbat ke mushkilat ke bad
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shamim Jaipuri
Bint-e-Hawa Ne Khol Rakha Hai Bazar -e-Gunah
Ibne -e-Adam Hai Kharidar KHUDA khair Kare…”
Shab-e-gam ae mere ALLAH basar bhi hogi
raat hi raat rahegi ke sahar bhi hogi
main ye sunata hun ke wo duniya ke khabar rakhte hain
jo ye sach hai to unhen meri khabar bhi hogi
chain milane se hai un ke na juda rahane se
aakhir ae ishq kisi tarah basar bhi hogi
Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Seemab Akbarabadi
What I dream of is an art of balance,
of purity and serenity devoid of troubling or depressing subject matter –
a soothing, calming influence on the mind,
rather like a good armchair which provides relaxation from physical fatigue.
When a muslim girl born:
She becomes a reason for her
father to enter paradise
When she grow up and marrys a man:
She completes the other half
of his religion
When she becomes a mother:
Paradise will be under her feet
This is the status of our women in Islam
Mohabbat kanch ka soda,
Mohabbat aag ka darya
Mohabbat june jesi hai
Mohabbat barf jesi haai
Mohabbat raat kali hai
Mohabbat neela mosam hai
Mohabbat kacha aangan hai
Mohabbat titliyoon ka ghar
Magar phir bhi Mohabbat ho he jati hai
Kisi na-maloom basti se
Kisi anjan hasti se
Kisi kaghaz ki kashti se
Kisi khirki k manzar se
Kisi dhundli c hasrat se
Kisi jhooti tasalli se
Mohabbat ho he jati hai…!!
ek admi kabar par betha tha,
musafir ne pucha dar nahin lagta???
admi:darne ki kya bat hai???ander garmi lag rahi thi to bahar aa gaya.
Optimism is the faith that leads to achievement.
Nothing can be done without hope and confidence.
Kitni Mushkil Se Aasman Pe aata hai nazar Eid ka Chaand
Ke Chaand Ne Andaaz Tumhara Seekha Hai
Eid Mubarak !!!
A Girl asked Nargis:
Aunty Aap k pass Car, Bangla our Bara Bank Balance hay.
Aap ka kya Karobar hay?
Nargis: Bus beta chotta sa “HOLE ,, SALE” ka Karobar hay.
Rishto’n Ki Rassi Kamzor Tab Hoti Hy
Jab Insaan Ghalat Fehmi Me Paida Hone Wale Sawalon Ka Jawaab B
Khud Hi Bana Laita Hay.
So b careful.
1 pathan Murdey k leya kafan lene gya
shop waly ne usy Kafan diya
pathan ne kuch pocha jise sun k shop wala pagal ho gya
pathan:Is me Or Colors Dikhao…!
Jealous is actually good why?
because that means you actually love so much
for a guy/girl that you donot want them with everyone
else but you.
Hazart ALI (R.A) ne farmaya
“Jin AANKHOON SAJDON me Ronay ki AADAT ho ,
wo AANKHAIN kabhi apne MUQADAR per Roya nai kertien.”
You’r My Friend And That Is True,
But The Gift Was Given From Me To You.
We Went Thru Moments That Were Good And Bad,
Even Moments That Were Happy And Sad.
You Suported Me When I Was In Tears,
We Stuck Together When We Were In Fear,
Its Really Sad That It Had To Be This Way,
But It Has Reached Its Very Last Day.
Miles Away Cant Keep Us Apart,
‘Cause You’ll Always Be In My Heart…
Na Wo Farishta Ho Na Farishte Jaisa Ho
Mujhe Talash Hai Uski Jo Mere Jaisa Ho
Jo Khwaab Dene Ko Kadir Ho Meri Aankhon Ko
Meri Mohabbat Ko Pehchan Sake Woh Aisa Ho
Meri Khatir Marne Ka Hosla Bhee Rakhta Ho
Koi Bhee Ho Kahi Bhee Ho Bas Aisa Ho
Agar Kabhi Ruth Jaun Mein Usse To
Muskrake Manaye Woh Aisa Ho
Jo Baat Kare To Woh Nibha Bhee Sake
Iradon Mein Woh Apne Chattanon Jaisa Ho
Dukhon Mein Hansne Ka Hunar Janta Ho
Ik Aisa Hamsafar Jo Samandar Ki Tarah Gehra Ho
Us Ke Pyaar Ki Thandak Ho Mere Liye Aisi
Ke Woh To Bilkul Aasman Ke Chaand Jaisa Ho
Woh Sirf Mera Ho Jo Nigahon Mein Haya Rakhta Ho
Umar Bhar Saath Chale Buss Humsafar Mera Aisa Ho