Us Bewafa Ki Yaad Mein Jaam Hathon Mein Utha Liya
.
.
.
Phir Lgaya Bread Pe Aur fatafat Khaa liya.
(“,)><))./I
BACHu: Saray Aashiq Sharabi Nhi Hoty
Saturday, February 28, 2009
Saray Aashiq Sharabi Nhi Hoty
I Value The Friend
I value the friend who for me finds time on his calendar,
but I cherish the friend who for me does not consult his calendar.
Hum Se Bichar K
Hum Se Bichar K Us Ka Takbbur Bikhar Gaya Faraz
Har Ek Se Mil Raha Hy Barii Aajzii K Saath
Meri Moot ka hi na
me mar jwo to mery sirhany na bithna us ko
bohot tasali dina bohot pyr se samjhana us ko
ghumny ke bahany khe door fizao me le jana us ko
wo be wfa hai us waqt ye ehsas na dilana us ko
us ke samny na karna baty esi ke meri yaad ajye usko
meri tafri ke mashgale suna kar hansana us ko
wo roye ga bewaja to meri rooh tarpe uthe ge yaar
dosto tum esa karna meri moot ka hi na batana us ko
meri amanat si kar day
Woh reh na paaey ik pal bhi mere bina”_”
Ae Khuda tu usko meri aadat si kar day”_”
Itna toot k chahoon main usko”_”
K Meri chahat ko uski ibadat si kar day”_”
Koi choo na paaey apny khyalaat mein bhi us ko”_”
Her ik k zehan mein us ki hifazat si kar day”_”
Band aankh mein bhi dekh paoon us ko”_”
Meri nazar ko aesi ijaazat si kar day”_”
Rakhoon ga khayal us ka umer bhar k liye”_”
Bus ab wo apney aap ko meri amanat si kar day…!!
Friday, February 27, 2009
Kareena ka Larka Hoa
Kareena ko ladka hua ekdam kala
Saif bola tu gori main gora ladka kaise kala
Kareena boli tu hot main hot jal gaya saala
Muhabbat ko koi Kase Samjhaye
Muhabbat ko koi samjhaye tou akhir kiss tarah samjhae MohsinYeh zalim ! Intaha tak , ibtada maloom hoti hay !