College k back side river Me Principle Doob Raha Tha, Usey Tairna Nhi Aata Tha,
.
.
.
.
Pappu Ne Dekha aur zor zor Se Chillate Huye bhaga
.
.
.
.
.
.
kal chutti hai…
College k back side river Me Principle Doob Raha Tha, Usey Tairna Nhi Aata Tha,
.
.
.
.
Pappu Ne Dekha aur zor zor Se Chillate Huye bhaga
.
.
.
.
.
.
kal chutti hai…
Free
Freee
Freeeee
Bilkul Freeee…!!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Pakistan Mæ Saans Lena bilkul Free
jaldi jaldi Le Lo Warna
is pe B TAX Lag jaye ga.;)
Dukh Dard say, Saddion ka Taaulq hai hamara
Aankhoon Ke Udaasi hamain Virsay main mili hai
Girl: Which Laptop do u have?
Boy : I have a Sony Viao with Intel core i7 processor at 3.3 Ghz,
Windows 7, 64 bit..
8 Gb RAM & Nvidia GTX 560 graphics Card !
And Which laptop do u have?
Girl: shahbaz sharif wala.
Ya Ilaahi Har Jaga Teri Ataa Ka Saath Ho
Jab Pare Mushkil Sha’e Mushkil Kusha Ka Saath Ho
Ya Ilaahi Bhool Jayen Naza’ H Ki Takleef Ko
Shaadiye Deedare Husne Mustafa Ka Saath Ho
Ya Ilaahi Gor Teera Ki Jab Aayeh Sakht Raat
Unke Pyaare Moonh Ki Subha Jaa Fiza Ka Saath Ho
Manzilein Kya Hai Raasta Kya Hai Hausla Ho To Fasala Kya Hai
Manzilen Kya Hai Rasta Kya Hai,
Hausala Ho To Fasala Kya Hai .
Vo Saza De Ke Door Ja Baitha,
Kisase Poochhoon Meri Khata Kya Hai .
Jab Bhi Chahega Chhin Lega Vo,
Sab Usi Ka Hai Aapaka Kya Hai .
Tum Hamare Qrib Baithe Ho,
Ab Dava Kaisi Ab Duaa Kya Hai .
Chandani Aaj Kisalie Nam Hai,
Chand Kee Aankh Men Chubha Kya Hai .